Search
Poetry / Love
Kainaat Siddique
Usi Ishq Se Usi Chah Se
·
1 Like ·
Feb 09, 2018 at 10:02
Category: love
Poetry / Love
Asiah Rahi
Shahon Ka Shah Ishq Hai, Sadr E Sadoor Ishq
ShahOn ka shah Ishq hai, Sadr-E-sadOOr Ishq,
Darbaar-E-Dil m takht nasheen hazOOr Ishq,
Us Husn-E-khush''ada ki tajalli m yOun laga,
MOOSA hOn lay gya ha Sar-E-Koh-E-tOO r ishq,
Iss baar samna tha SULEMAN ka tujhay,
Bilqees ab k hOna tha tujh kO zarOr Ishq,
Tere dimagh bhi ZULAIKHA yahi khalal,
MansOOr tere sar ka bhi sara futOOr Ishq,
Sehra nawardiOn m khapata hai QAIS ko,
Kachay gharay pay kerta hai Dryaa abOOr Ishq,
FARHAD tere hathOn ka tesha yahi tO hai ,
SHIREEN ! tujhay bhi ker gya hai chOOr chOOr Ishq,
RANJHAY ! tera bhi jUram faqt Qraar-E-Ishq hai,
HEERAY tera bhi saray ka sara QasOOr Ishq...!!

Feb 03, 2018 at 06:02
Category: love
Advertisement
Social Wall / Videos
Bollywood Music Videos
Rangreli Song - 'Daawat-e-Ishq'
·
3 Like ·
Feb 02, 2018 at 20:02
Category: videos
Poetry / General
Nimrah Butt
Ishq
be waja nahee rota ishq mein ghalib
jisay khud se barh kar chaho woh rulata zaroor hai
jisay khud se barh kar chaho woh rulata zaroor hai
·
3 Like ·
Jan 31, 2018 at 01:01
Category: general
Social Wall / Videos
Bollywood Music Videos
'daawat E Ishq' Title Song
·
0 Like ·
Jan 08, 2018 at 21:01
Category: videos
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Lutf Wo Ishq Mein Paaye Hain Ke Jee Jaanta Hai

Ranj Bhee Aisay Uthaaye Hain Ke Jee Jaanta Hai
Jo Zamaanay Ke Sitam Hain Wo Zamaana Jaanay
TU Ne Dil Itnay Sataaye Hain Ke Jee Jaanta Hai
Muskuraatay Howay Wo Majmaa-e-Agyaar Ke Saath
Aaj Yun Bazm Mein Aaye Hain Ke Jee Jaanta Hai
Kaaba-o-Dair Mein Pathra Gayeen Dono Aankhain
Aisay Jalway Nazar Aaye Hain Ke Jee Jaanta Hai
Dosti Mein Teri Dar-Pardah Hamaaray Dushman
Is Qadar Apne Paraaye Hain Ke Jee Jaanta Hai
Daagh-e-Waarafta Ko Ham Aaj Tere Koochay Se
Is Tarah Khainch Ke Laaye Hain Ke Jee Jaanta Hai

Jan 03, 2018 at 00:01
Category: sad
Social Wall / Videos
Bollywood Music Videos
Ishq Da Bukhar - 'M.A.D - Mad About Dance'
·
0 Like ·
Jan 02, 2018 at 05:01
Category: videos
Poetry / Sad
Kuch Ishq Tha Kuch Majboori Thi
Kuch ishq tha kuch majboori thi so main nay jeevan vaar dia
Main kaisa zinda aadmi tha ek shakhs nay mujh ko maar dia
Ik sabz shaakh gulaab ki thi, Ek dunia apnay khawb ki thi
Woh aik bahaar jo Ayee nahee es k liye sab kuch haar dia
Main khuli huee ek sachayi mujhe samaghnay walay jaantay hain
Main nay kin logon se nafrat ki main nay kin logon ko pyar dia...!

Dec 27, 2017 at 12:12
Category: sad
Social Wall / Videos
Bollywood Music Videos
Mannat Song - 'Daawat-e-Ishq'
·
0 Like ·
Dec 25, 2017 at 07:12
Category: videos
Sponored Video