Search
Poetry / Political
Muzammil Shahzad
Haan Me Ghaddar Hoon
mujh ko phanci charha dou mita dou mjhy
qatl mein zindah jila dou mjhy
mein hoon mansoor suli charha dou mjhy
iss say barh kar bhi hai to saza dou mjhy
han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka
patharon ki tarah kaisey zindah rahon
zulm sehta rahon moun say kuch nah kahoon
qatl insaan ki baat kaisey karoon
aisay dastoor kay saath kaisey chaloon
han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka
mujh ko mara gaya mujh ko petta gaya
mujh ko sadakon peh jabran gaya
kya khataa thi meri keb ye pocha gaya
mujh ko baghi mein likha gaya
han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka
phool kalyon ki chadar kahan kho gayi
baad zulmat chaman mein ye kya bo gayi
mousam gul mein taari khizan ho kai
gul peh daikho saba ro gayi
han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka
qatl mein zindah jila dou mjhy
mein hoon mansoor suli charha dou mjhy
iss say barh kar bhi hai to saza dou mjhy
han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka
patharon ki tarah kaisey zindah rahon
zulm sehta rahon moun say kuch nah kahoon
qatl insaan ki baat kaisey karoon
aisay dastoor kay saath kaisey chaloon
han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka
mujh ko mara gaya mujh ko petta gaya
mujh ko sadakon peh jabran gaya
kya khataa thi meri keb ye pocha gaya
mujh ko baghi mein likha gaya
han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka
phool kalyon ki chadar kahan kho gayi
baad zulmat chaman mein ye kya bo gayi
mousam gul mein taari khizan ho kai
gul peh daikho saba ro gayi
han mein ghaddar hoon aisay jamhoor ka
gham kay manshoor ka kale dastoor ka
·
-1 Like ·
Jan 10, 2015 at 22:01
Category: political
Poetry / Love
Ijunoon
Mein Qatray Me Darya Hoon
mein qatray mein hoon dariya
mein zarray mein hoon sehra
mein mashriq ، mein hoon maghrib
mera kahan hoga
mein chahoon kis ko chahoon
meri chhahat par nah ja
teree chhahat dhoka hai
mein hoon dhokay ka dhoka
to andha hai kya daikhe
mein nay tujh ko daikh liya
mein zarray mein hoon sehra
mein mashriq ، mein hoon maghrib
mera kahan hoga
mein chahoon kis ko chahoon
meri chhahat par nah ja
teree chhahat dhoka hai
mein hoon dhokay ka dhoka
to andha hai kya daikhe
mein nay tujh ko daikh liya
·
1 Like ·
Dec 25, 2014 at 01:12
Category: love
Advertisement
Poetry / Love
Simra Ahmed
Sochta Hoon K Usay Neend Bhi Aati Hogi
Sochta hoon k usay neend bhi aati hogi
Ya meri terha faqat ashq bahati hogi
Wo meri shakal mera naam bhulanay wali
Apni tasweer se kya aankh milati hogi
Is zameen per bhi hai sailaab mere ashkoon se
Mere matam ki sadaa arsh hilati hogi
Sham hotay hee wo chokhat peh jala ker shamein
Apni palkon peh kayi khaab sulati hogi
Us ne silwa bhi liye hongay siyah libaas
Ab ram janey ki terha dewali manati hogi
Hoti hogi mere bosay ki talab mey pagal
Jab bhi zulfon mey koi phool sajati hogi
Mere tareek zamanon se nikalnay wali
Roshni tujh ko meri yaad dilate hogi
Dil ki masoom ragein khud hee sulagti honngi
Jonhi tasweer ka kona wo jalati hogi
Roop de ker mujhe us mey kisi shahzaday ka
Apnay buchon ko kahani wo sunati hogi
Ya meri terha faqat ashq bahati hogi
Wo meri shakal mera naam bhulanay wali
Apni tasweer se kya aankh milati hogi
Is zameen per bhi hai sailaab mere ashkoon se
Mere matam ki sadaa arsh hilati hogi
Sham hotay hee wo chokhat peh jala ker shamein
Apni palkon peh kayi khaab sulati hogi
Us ne silwa bhi liye hongay siyah libaas
Ab ram janey ki terha dewali manati hogi
Hoti hogi mere bosay ki talab mey pagal
Jab bhi zulfon mey koi phool sajati hogi
Mere tareek zamanon se nikalnay wali
Roshni tujh ko meri yaad dilate hogi
Dil ki masoom ragein khud hee sulagti honngi
Jonhi tasweer ka kona wo jalati hogi
Roop de ker mujhe us mey kisi shahzaday ka
Apnay buchon ko kahani wo sunati hogi
·
-1 Like ·
Nov 20, 2014 at 01:11
Category: love
Poetry / General
Shahid Baig
Thodaa Saa Sidhaa Aur Thodaa Shaitaan Hoon
Thodaa saa sidhaa aur thodaa shaitaan hoon,
Thodaa saa chalaak to thodaa naadaan hoon,
Aksar hi maiN apna aks badalta raheta hoon,
Ek pal banu dhaara to duje mein aasmaan hoon,
Apne banaye usooloN peh hi jeeta aaya hoon,
Duniyaa ke riwaajoN se bilkul anjaan hoon,
Har dil mein apni alag si jagah banata hoon,
Kisi ka kooredan to kisi ke liye jahaan hoon,
Meri zindagi ki kitaab ke do hi safhay milenge,
Pahlay peh nek dil aur aakhari peh insaan hoon.
Thodaa saa chalaak to thodaa naadaan hoon,
Aksar hi maiN apna aks badalta raheta hoon,
Ek pal banu dhaara to duje mein aasmaan hoon,
Apne banaye usooloN peh hi jeeta aaya hoon,
Duniyaa ke riwaajoN se bilkul anjaan hoon,
Har dil mein apni alag si jagah banata hoon,
Kisi ka kooredan to kisi ke liye jahaan hoon,
Meri zindagi ki kitaab ke do hi safhay milenge,
Pahlay peh nek dil aur aakhari peh insaan hoon.
·
2 Like ·
Nov 16, 2014 at 20:11
Category: general
Poetry / Love
Ijunoon
Me Ik Aisi Dulhan Ko Janta Hoon
·
3 Like ·
Nov 01, 2014 at 15:11
Category: love
Baatein / Larkion Ki Baatein
Javed Ashraf
Main Moti Hogai Hoon Na
·
1 Like ·
Sep 03, 2014 at 15:09
Category: larkion-ki-baatein
Sms / Funny
Qaisar Mahmood
Jab Me Naram Hoti Hoon To Me Bohat Naram Hoti Hoon
teacher 2 Student: Jab me naram hoti hoon to Me bohat naram hoti hoon, or jb me sakht hoti hn to me bohat sakht hoti...
student says: Madam ap to bilkul mere Potty ki tarha ho... hahahhahahaah
student says: Madam ap to bilkul mere Potty ki tarha ho... hahahhahahaah
·
1 Like ·
Sep 01, 2014 at 10:09
Category: funny
Hoax / Mawdu Hadiths
Ijunoon
Mein Momin Ke Dil Mein Samata Hoon
·
3 Like ·
Jun 16, 2014 at 12:06
Category: mawdu-hadiths
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein
Haseeb Naqbi
Mein Tumhari Maa Hoon
Mein Tumhari maa hoon, tum meri maa nahee
·
0 Like ·
Jun 09, 2014 at 09:06
Category: ammi-ji-ki-baatein
Sponored Video