Search
Social Wall / Photos
Imran Rashid Malik
Shetan Kehta Hai
·
1 Like ·
Nov 19, 2016 at 07:11
Category: photos
Poetry / Sad
Raat Aai Hai Balaoon Se Rihai Degi
raat aai hai balaoon se rihai degi
ab na divaar na zanjir dikhai degi
vaqt guzara hai pa mausam nahi badla yaro
aise gardish hai zamiin Khud bhii duhaaii degii
ye dhundalka sa jo hai us ko Ganimat jano
dekhana phir koi suurat na sujhai degi
dil jo TuTega to ik tarfa tamasha hoga
kitane aainon men ye shaql dikhai degi
sath ke ghar men baDa shor barpa hai Anwar
koi aayega to dastak na sunai degi

Category: sad
Advertisement
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Muntazir Kab Se Tahayyur Hai Terii Taqrir Kaa
muntazir kab se tahayyur hai terii taqrir kaa
baat kar tujh par gumaN hone lagaa tasviir kaa
raat kyaa soye ke baaqii umr kii niind uD ga_ii
Khvaab kyaa dekhaa ki dhaDka lag gayaa tabir kaa
jaane tuu kis aalam men bichDa hai ke tere baGair
aaj tak har lafz hay faryadi meri taharir ka
jis tarah baadal kaa saayaa pyaas bhadkata rahe
main ne vo aalam bhii dekhaa hai terii tasviir kaa
kis tarah paya tujhe phir kis tarah khoya tujhe
mujh sa munkir bhii to qail ho gayaa taqadir kaa
ishq men sar phorna bhii kya ke ye be meher log
ju e KhuN ko naam dete hain ju e sheear ka
jis ko bhii chaha usay shiddat se chaha hai Faraz
silsila TuTa nahin dard kii zanjir ka

Nov 18, 2016 at 08:11
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Is Tarah Sataayaa Hai Pareshaan Kiyaa Hai
is tarah sataayaa hai pareshaan kiyaa hai
goyaa kii muhabbat nahiin ehasan kiyaa hai
sochaa thaa ke tum dusaron jaise nahiin hogay
tum ne bhii vahii kaam merii jaan kiyaa hai
mushkil thaa bahuut mere liye tark-e-taalluq
ye kaam bhii tum ne meraa aasaaN kiyaa hai
har roz sajate hain teri hijr men Ghunchay
aaNkhon ko terii yaad men guldaaN kiya hai

Nov 16, 2016 at 12:11

Nov 15, 2016 at 13:11
Category: sad
Social Wall / Photos
Najam Ali Khan
Ghurbat Koi Qabil E Sharm Cheez Nahi Hai
·
0 Like ·
Nov 12, 2016 at 15:11
Category: photos
Poetry / Sad
Baharon Se Adawat Reh Gayi Hai
Baharon se adawat reh gayi hai
hawaon mein baghawat reh gayi hai
teri aankhon mein jo duniya meri hai
Ussi me ab MOHABBAT reh gayi hai
Koi roye to aansoo ponch dena
kahan mujh si sharafat reh gayi hai
ager che pass mere tu nahi hai
mager teri Shabahat Reh gayi hai
hawaon mein baghawat reh gayi hai
teri aankhon mein jo duniya meri hai
Ussi me ab MOHABBAT reh gayi hai
Koi roye to aansoo ponch dena
kahan mujh si sharafat reh gayi hai
ager che pass mere tu nahi hai
mager teri Shabahat Reh gayi hai
·
2 Like ·
Nov 06, 2016 at 04:11
Category: sad
Poetry / 0
Ijunoon
Jab Rishte Tootne Lagte Hain Teri Yaad Buhat Tarpati Hai
Jab rishte tootne lagte hain teri yaad buhat tarpati hai
Tanha jab rootey lagte hain teri yaad buhat tarpati hai
Dukh ke sooraj ki dhoop taley tanha jab khudko paata hoon
Sab khuwab bikharne lagte hain teri yaad buhat tarpati hai
Maazi ke ujre gulshan ke auraaq palatne lagta hoon
Jab zakham sulagne lagte hain teri yaad buhat tarpati hai
Mere sheher mein aksar ati hai chahat ki nasheeli thandi hawa
Jab log behekne lagte hain teri yaad buhat tarpati hai
Sansaar ke hanthon jab bhi kabhi do pyar se hanste baste dil
Roo Roo kar bicharhne lagte hain teri yaad buhat tarpati hai
Jab saste damon bikne lage ehsaas ke moti gali gali
Jazbaat sisakne lagte hain teri yaad buhat tarpati hai
Yoon tou din ke hungamon mein ehsaas magan hi rehta hai
Lekin jab soone lagte hain teri yaad buhat tarpati hai

Nov 05, 2016 at 09:11
Category: 0
Poetry / Love
Ijunoon
Mujhe Aaj Bhi Uss Raat Ka Intzaar Hai
Mujhe aaj bhi uss raat ka intzaar hai,
Jisme maine ussey chaand main dekha tha,
Mujhe aaj bhi unn sapno ka intzaar hai
Jinme unsey mila tha,
Mujhe aaj bhi unn palo ka intzaar hai,
Jinme unke saath tha,
Mujhe aaj bhi unka intzaar hai,
Mujhe intzaar hai har uss baat ka,
Jo maine unke saath ki hai,
Mujhe aaj bhi intzaar hai unn aakhon ka,
Jo mujy har pal dekhti hai,
Mujhe aaj bhi intzaar hai haaton ka,
Jo mere haaton main hai,

Nov 02, 2016 at 02:11
Category: love
Sponored Video