Search
Jokes / Miscellaneous
Daud Bhatti
Sonu Yai Patta Bata Doo
Akk Katoon Akk Bachay Say Post Office Ka Patta Pochti Hai.Aur Woo Bachay Say Baray Pyar Say Kahti Hai Hai Kay Batay Yai Post Office Kahan Hai.Bacha Bolta Hai Post Office Maray Ghir Kay Samnay Hai. Kahtoon Kahti Hai Ok Yai Batio Tumhara Ghir Kahan Hai Bacha Kahtta Hai Post Office Kay Samnay. Kahtoon Zoor Say Kahti Hai Off O Yai Donoo Kahan Hai Bacha Kahtta Hai Donoo Amnay Samnay Hai.
·
2 Like ·
Dec 18, 2018 at 03:12
Category: miscellaneous
Poetry / Love
Sajid Mirza
Tu Hi Bata Ae Zindagi
Aankhon Mein Hai Neend Badee,
Par Sone Ka Waqt Nahi.
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.
Paison ki Daud Mein Aise Daude,
K Thakne ka Bhi Waqt Nahi.
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apnay Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Tu Hi Bata ae Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,
K Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.
Par Sone Ka Waqt Nahi.
Dil Hai Ghamon Se Bhara Hua,
Par Rone Ka Bhi Waqt Nahi.
Paison ki Daud Mein Aise Daude,
K Thakne ka Bhi Waqt Nahi.
Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein,
Jab Apnay Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.
Tu Hi Bata ae Zindagi,
Iss Zindagi Ka Kya Hoga,
K Har Pal Marne Walon Ko,
Jeene Ke Liye Bhi Waqt Nahi.
·
2 Like ·
Dec 13, 2018 at 12:12
Category: love
Advertisement
Jokes / Miscellaneous
Amina Noor
Bata Abba Say
abba abba app kay sir main sufad ball ku nikal jatay hai itni juldi abba bolta hai kay jo bacccha apna abba ko stata hai aus kay sir main bhut juldi sufad ball nikla attay hai achha abba ass liya main kaho dada kay itnay sufad baal ku haiiiiii
·
2 Like ·
Oct 14, 2018 at 10:10
Category: miscellaneous
Jokes / Miscellaneous
Kashif Yaqoob
Hum Aapko Aap K Aany Waly Kal K Bary Mey Bata Skty Hain.
Hum Aapko Aap K Aany Waly Kal K Bary Mey Bata Skty Hain, . . . . .Wait . . . . . . . . . . . . .Searching. . . . . , , , , , . . . . . .Loading. . . . . . . . . . . .80% Complete. . . . . . . .90% Complete. . . . . ? . . . .100% Complete. . . , . Successful . . Tu Aapka Aany Wala kal Hy . . . . . . , . "TUESDAY" TAALiyan; Thank U.. Qasam Sy Bachpan Sy Hi Zaheen Hon. Kbhi Gharor Nahi Kiya;
·
2 Like ·
Apr 08, 2018 at 08:04
Category: miscellaneous
Poetry / Love
Dil Ki Batain Bata Deti Hain Aankhen
Dil Ki Batain Bata Deti Hain Aankhen
Dharkanon Ko Jaga Deti Hain Aankhen
Dil Pe Chalta Nahi Jadoo Cheroon Ka Kabhi
Dil Ko Tu Deewana Bana Deti Hain Aankhen
Woh Hum Se Baat Nahi Karte Tu Na Kare
Haal Sara Unke Dil Ka Suna Deti Hain Aankhen
Gham Sada Rehta Nahi Aadmi Ke Saath
Ashk Bana Kar Chalka Deti Hain Aankhen
Aata Hai Jab Doar-E-Jawani Tu Ae Dosto
Sunder Sapne Zehan Mein Basa Deti Hain Aankhen
MaNa Ke Neend Aati Hai Aankhon Hi Ke Raste
Magar Kabhi Kabhar Neend Ura Deti Hain Aankhe
Shukar Hai Khuda Ne Atta Ki
Aankhon Ki Naimat Humain
Dard-O-Gham Sare Dil Ke
Chupa Deti Hain Aankhen...!

1 Like ·
Dec 06, 2017 at 21:12
Category: love
Poetry / Sad
Aey Naye Saal Bata Tujh Main Naya Kya Hai

Har Taraf Khalq Ne Kyun Shor Macha Rakha Hai
Roshni Din Ko Wohi Taaron Bhar Raat Wohi
Aaj Hum Ko Nazar Ati Hai Har Baat Wo Hi
Aasmaan Badla Hai Na Afsos Badli Hai Zameen
Eik Hindsay Ka Badalna Koi Jiddat To Nahi
Agley Barson Ki Tarah Hongey Qarennay Terey
Kisey Maloom Nahi Baraan Mahenay Terey
January,Feburary,Aur March Main Parray gi Sardi
Aur April,May,June Me Hogi Garmi
Tu Naya Hai To Dikha Subha Nayee,Shaam Nayi
Warna In Ankhon Ney Dekhey Hain Saal Kayee!!
Aur Bhi Besabab Detey Hain kyu Log Mubarakbadain!!
Galiban Bhool Gaye Waqt Ki karvi Yaadein!
Teri Aamad Sey Ghatti Umer Jahan Main Sab Ki!!
Faiz Ney Likhi Hey Ye Nazam Niralay Dhang Ki...!

Sep 02, 2017 at 08:09
Category: sad

Aug 29, 2017 at 06:08
Category: sad
Poetry / Political
Ay Janoon E Ishq Bata Zara
Kabhi Ghum Ki Aag Main Jal Uthe
Kabhi Dil ka Dagh Jala Dia
Ay Janoon-e-Ishq Bata Zara
Mujhe Kyun Tamasha Bana Dia
Gham-e-Ishq Kitna Ajeeb Hai
Ye Janoon Se Kitna Qareeb Hai
Kabhi Ashk Palkon Pay Ruk Gaye
Kabhi Main Ne Darya Baha Dia
Mera Jazba-e-Shoq To Dekhiye
Meri Bandgi Hai Wo Bandgi
Jahan Tera Naqsh-e-Qadam Mila
Wahin Kaaba Main Ne Bana Dia
Abi Kar Rehe Ho Tum Ibteda
Mera Keh Raha Hai Ye Tajruba
Tumain Zindagi Ki Hai Arzu
Mujhe Zindagi Ne Mita Dia…..!!!
Kabhi Dil ka Dagh Jala Dia
Ay Janoon-e-Ishq Bata Zara
Mujhe Kyun Tamasha Bana Dia
Gham-e-Ishq Kitna Ajeeb Hai
Ye Janoon Se Kitna Qareeb Hai
Kabhi Ashk Palkon Pay Ruk Gaye
Kabhi Main Ne Darya Baha Dia
Mera Jazba-e-Shoq To Dekhiye
Meri Bandgi Hai Wo Bandgi
Jahan Tera Naqsh-e-Qadam Mila
Wahin Kaaba Main Ne Bana Dia
Abi Kar Rehe Ho Tum Ibteda
Mera Keh Raha Hai Ye Tajruba
Tumain Zindagi Ki Hai Arzu
Mujhe Zindagi Ne Mita Dia…..!!!
·
4 Like ·
Jun 23, 2017 at 01:06
Category: political
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Bharosa Toot Janay Se Zara Pahlay Bata Daina
Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Mujhay tum azmanay se zara pahlay bata daina
Kisi heelay bahanay se zara pahlay bata daina
K mujh ko tum bholanay se zara pahlay bata daina
Zamin ki rait pe tum ne mohabbat se likhi thi jo
Woh tahrerain mitanay se zara pahlay bata daina
Mairay dilber k es dil per main rakh loon zabt ka pathar
Suno daman churranay se zara pahlay bata daina
Kisi bhi mor pe Mohsin bura pao agar mujh ko

Apr 27, 2017 at 05:04
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tu bata dil e betaab, kahan aate hain
Tu bata dil-e- betaab, kahan aate hain,
Humko khush rehne ke aadaab kahan aate hain
Main to yakmusht usse saunp doon sab-kuch lekin
Ek muthi mein mere khwaab kahan aate hain
Muddaton baad tujhe dekh ke dil bhar aaya
Warna sehraon mein selaab kahan aate hain
Meri bedaar nigahon mein agar bhuule se
Neend aaye bhi to ab khwaab kahan aate hain
Shiddat-e-dard hai ya kasrat-e-mee noshi hai
Hosh mein ab tere betaab kahan aate hain
Hum kisi tarah tere dar pe thikana kar lein
Hum faqeeron ko ye aadaab kahan aate hain
Sar-basar jin mein faqat teri jhalak milti thi
Ab muyassar hamein woh khwaab kahan aate hain

Apr 14, 2017 at 14:04
Category: sad
Sponored Video