Search
Sms / Shairi
Ijunoon
Chahane Se Koi Baat Nahi Hoti,
Chahane se koi baat nahi hoti,
thode se andhere se raat nahi hoti,
jinhe chahate hain jaan se zyada,
un se aaj kal mulakaat hi nahi HOTI.
thode se andhere se raat nahi hoti,
jinhe chahate hain jaan se zyada,
un se aaj kal mulakaat hi nahi HOTI.
·
1 Like ·
Nov 21, 2007 at 04:11
Category: shairi
Sms / Shairi
Ijunoon
Kuch Nasha Tou Aapki Baat Ka Hai
Kuch nasha tou aapki baat ka hai,
Kuch nasha tou dheemi barsaat ka hai,
humein aap yun hi sharabi na kahiye,
Is dil par asar tou aap se mulakat ka hai!

Nov 19, 2007 at 19:11
Category: shairi
Tags: Nasha
Advertisement
Sms / Dard
Ijunoon
Yehi Wafaa Ka Sila Hai, Tou Koi Baat Nahi
Yehi Wafaa ka sila hai, tou koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, tou koi baat nahi
Yehi bohot hai ke tum dekhte ho
Sahil se Safeena doob raha hai,tou koi baat nahi
Rakha tha aashiyana-e-dil main chupa ke tumko
Woh ghar tumne chor diya hai tou koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha
Tum hi ne tor diya hai tou koi baat nahi
Kisay majaal kahe koi mujh ko deewana
Agar yeh tumne kaha hai tou koi baat nahi.

Nov 19, 2007 at 18:11
Category: dard
Sms / Love
Ijunoon
Sirf Chahne Se Koi Baat Nahi Hoti,
Sirf Chahne Se Koi Baat Nahi Hoti,
Suraj Ke Samne Kabhi Raat Nahi Hoti,
Hum Chahte Hain Jinhe Jaan Se Bhi Zyada,
Wo Samne Hai Par Baat Bhi Nahi Hoti.

Nov 17, 2007 at 03:11
Category: love
Sms / Ghazal
Ijunoon
Baat Chali Teri Aankhon Say Ja Pohnchi Paimanay Tuk
Baat chali teri aankhon say ja pohnchi paimanay tuk
kheinch rahi hai teri ulfat, aaj mujhey maikhanay tuk
ishq ki batain ghum ki batain, dunya walay kertay hain
kis nay shama ka dukh dekha, kaun gaya parwanay tuk
ishq nahin hay tum ko mujh say, sirf bahanay kerti ho
yun hi bahanay qaim rakhna, tum meray mar jaanay tuk
itna hi kehna hay tum say, mumkin ho tou aa jaana,
aa hi gayee tou rukna ho ga, aankhon k pathranay tuk

Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Sms / Ghazal
Ijunoon
Baat Din Ki Nahi, Ab Raat Se Dar Lagta Hai

Ghar Hai Kachaa Mera, Barsaat Se Dar Lagta Hai
Tere Tohfay Ne Tou Bas Khoon Ke Aansoo Hi Diye
Zindagi Ab Teri Saughaat Se Dar Lagta Hai
Pyaar Ko Chor Ker Tum Aur Koi Baat Karo
Ab Mujhay Pyaar Ki Har Baat Se Dar Lagta Hai
Meri Khaatir Na Wo Bandnaam Kahein Ho Jaein
Iss Liye Unn Ki Mulaqaat Se Dar Lagta Hai

2 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Tags: Dar
Sms / Ghazal
Ijunoon
Yehi Wafaa Ka Silaah Hai, Tou Koi Baat Nahi
Yehi Wafaa ka silaah hai, tou koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, tou koi baat nahi
Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se
Safeena doob raha hai, tou koi baat nahi
Rakha tha aashiyana-e-dil main chhupa ke tumko
Woh ghar tumne chor diya hai tou koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha
Tum hi ne tod diya hai tou koi baat nahi
Kis kii majaal kahe koi mujh ko deewana
Agar yeh tumne kaha hai tou koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, tou koi baat nahi
Yehi bohot hai ke tum dekhte ho sahil se
Safeena doob raha hai, tou koi baat nahi
Rakha tha aashiyana-e-dil main chhupa ke tumko
Woh ghar tumne chor diya hai tou koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha
Tum hi ne tod diya hai tou koi baat nahi
Kis kii majaal kahe koi mujh ko deewana
Agar yeh tumne kaha hai tou koi baat nahi
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Sms / Ghazal
Ijunoon
Khaali Jaam Liye Baithe Ho, Un Aankhon Ki Baat Karo
Khaali jaam liye baithe ho, un aankhon ki baat karo,
Raat bahut hai, pyaas bahut hai, Baarsaton ki baat karo,
Jo peekar mast huey hain un ke ziker se kya hasil
Jin tak jaam nahin pohuncha hai un pyaason ki baat karo
Chup rehney se kut na sakegi saadiyon lambi raat yahan,
Jin yaadon se dil roshan hai, un yaadon ki baat karo
Phir palkon par jugnu chamkay,aankhon mein ghata si lehrai
Thandi hawa ka ziker karo, Kuch bheegi ruton ki baat karo

Khaali jaam liye baithe ho, un aankhon ki baat karo..

Sms / Santa Banta
Ek Baat Batani Hai,
Jeeto: Ek baat batani hai, par plz muje maarna nahi.
Santa: Bolo.
Jeeto: Mein Pregnant hoon!
Santa: It is a gud News.
Jeeto: Shadi k pahle pitaji ko bataya tou bahut maar padi thi.

Nov 08, 2007 at 08:11
Category: santa-banta
Sponored Video