Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Lakh pinjry ki shab-o-roz hifazat krty.
Panchi Ur jaty agr hm na Muhabat krty
Kafily Raah men qadmon k nishan Chor gaye.
Kash Khushbu ki tarha Dard bhi hijrat karty.
Wo jo jazbat ki Hurmat se hi na waqif hain.
Kese Mumkin tha wo payar ki izzat karty.
Mil bhi sakti thi humen us ki rifaqat lekin.
Hum bhary shehar men kis kis se adawat krty,

Advertisement
·
1 Like ·
Jul 13, 2016 at 08:07
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video