Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil aarzoo-e-shauqe ka izhaar na ker de
Derta hai mager ye k woh inkaar na ker de
Hum jor paraston pe gumaan tark-e-wafa ka
Ye wahem kahin tujh ko gunaahgaar na ker de
Hota hai bura lazzat-e-aazar ka lapka
Marna bhi kahin mujh ko ye dushwaar na ker de
Kuch had bhi hai is sozish-e-khamosh ki HASRAT
Ye kashmakash-e-gham tujhe bekaar na ker de...!!!!,

Advertisement
·
1 Like ·
Jul 13, 2016 at 03:07
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video