Quotes / Urdu Quotes

Muzammil Shahzad

Musibat Mai Pareshani

· 2 Like · Nov 18, 2018 at 05:11
Category: urdu-quotes
 
Jokes / Miscellaneous

Abdul Rahman

Badshah Ka Shok

aik dafa aik badshah ko sher kehnay ka shok hua.us nay aik ghazal tayar ki aur aik shayar ko check karvaiy,shayar ko ghazal pasand na aaiy, us nay kaha badshah salamat ghazal achi nahin hai, badshah ko bohat ghussa aya.us nay shayar ko qaid mein daal dia aur 24 hrs kay baad usay azad kar dia gaya taqreeban aik haftay kay baad badshah nay dobara aik ghzal tayar ki aur phir usi shayar ko check karvaiy. shayar thori der khamosh betha raha phir uth kar jane laga to badshah nay poocha kay kahan ja rahay ho to us nay jawab dia ""qaid khanay"" mein.

· 2 Like · Nov 18, 2018 at 03:11
Category: miscellaneous
 
Quotes / Urdu Quotes

Muzammil Shahzad

Walidain Ki Sarkashi

· 1 Like · Nov 18, 2018 at 01:11
Category: urdu-quotes
 
Social Wall / Photos

Ameera Gul

Difference.

· 1 Like · Nov 18, 2018 at 01:11
Category: photos
 
Poetry / Poetry Sms

Hafeez Ur Rehman

Pyar Ki Shamma Jala Kar To Dekho

Pyar Ki Shamma Jala Kar To Dekho
Zara dil Ki Dunya Saja Kar To Dekho
Ho Na Jay Muhoobat To Kehna
Zara hum Se Nazreen Mila Kar To Dekho

· 1 Like · Nov 17, 2018 at 23:11
Category: poetry-sms
 
Quotes / Urdu Quotes

Omar Hassan

Musalman Ka Aqeeda

· 5 Like · Nov 17, 2018 at 22:11
Category: urdu-quotes
 
Jokes / Miscellaneous

Haseeb Raza

Chandani Raat Thi

chandani raat thi
woh mery saath thi
main uss kr upper tha
woh mery neechey thi
yaroo ghabraty kion ho
woh koi larki nahi
meri honda bike thi

· 2 Like · Nov 17, 2018 at 20:11
Category: miscellaneous
 
Quotes / Urdu Quotes

Seddiq Al Khan

Bara Insaan

Insaan na hi apni umar se barra hota hai na hi auhday, qad, daulat, nasl ya jins se, insaan apni soch, amal awr Sahih faisla ki ehliyat se barra hota hai.

· 4 Like · Nov 17, 2018 at 18:11
Category: urdu-quotes
 
Poetry / Love

Hafeez Ur Rehman

Mere Liye Namumkin Hai Par Tum Bhi Nahi Kar Paao Ge

Mere liye namumkin hai par tum bhi nahi kar paao ge
Hum judaa ho jayein ge tau dil ko kya samjhaao ge

Khushi ka yeh mauqa ke tum manzil ko paa rahe ho
par yeh gham zaroor hai ke mujh se door jaa rahe ho

Dekho jaate jaate tum meri simt na dekhna
Aur na hi koi khayaal mera apne dil mein uss pal rakhna

Warna tum bhi ro do ge aur mujh ko bhi rulaao ge
Hum judaa ho jayein ge tau dil ko kya samjhaao ge

Jo pal sath bitaaye woh yaad yaqeenan aayein ge
Kabhi karein ge namm naina, aur kabhi hansayein ge

Jab yaad meri aaye gi tau tum chaand ko dekha karna
Meri nazar hai waheen kehin bas yeh socha karna

Koi bhi halaat hon aise mein tum muskuraao ge
Hum judaa ho jayein ge tau tum dil ko kya samjhaao ge

· 2 Like · Nov 17, 2018 at 17:11
Category: love
 
A for Anthem
Posted by Interesting Videos
Posted on : Jan 21, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS