Archives

Jokes / Miscellaneous

Imran Rashid Malik

Chuha Or Billi.



· 3 Like · May 24, 2018 at 13:05
Category: miscellaneous
 
Poetry / Sad

Abdul Rasheed

Kabhi Tarrap Utha Meri Aah Se.

kabhi tarrap utha meri aah se
Kabhi ashk se na pighal saka
Sar e rah mila wo agar kabhi
To nazar jhuka k guzar gya
Wo uter gya meri aankh se
Meray dil se kyun na uter saka
Wo chala gya jahan chorr k
Main waha se phir na palat ska
Wo sanbhal gya tha mgar
Main bikhar k phir na simat saka...


· 2 Like · May 24, 2018 at 07:05
Category: sad
 
Jokes / Miscellaneous

Safia Saeed

Pakistan Ka Dar Ul Khilafa

nanha Sufyan subah ki namaz ke baad girgira kar dua maang raha tha. ya Allah jehlum ko Pakistan ka dar-ul-khilafa bana day .
maa : beta tum yeh dua kyun maang rahay ho ?
beta : mein perchy mein yahi likh kar aaya hon .

· 8 Like · May 24, 2018 at 06:05
Category: miscellaneous
 
Social Wall / Photos

Ijunoon

Dr. Shaista With Her Daughter

· 1 Like · May 24, 2018 at 04:05
Category: photos
 
Poetry / Sad

Urooj Imran

Main Bhool Jaoon Tumhay

Main Bhool Jaoon Tumhay Ab Yahi Munasib Hai
Mager Bholana Bhi Chahon To Kis Tarah Bholoon

Ke Tum Tu Phir Bhi Haqeeqat Ho Koi Khuwab Nahi
Yahan To Dil Ka Yah Aalam Hai Kya Kahoon

Bhola Saka Na Yah Wo Silsala Jo Tha He Nahi
Wo Ak Khayal Jo Aawaz Tak Gia He Nahi

Wo Aik Baat Jo Main Kah Na Saka Tum Say
Wo Aik Rabt Jo Ham Main Kabhi Raha He Nahi

Mujhay Hai Yaad Wo Sab Jo Kabhi Howa Hi Nahi
Ager Yah Haal Hai Dil Ka Tu Koee Samjhaye

Tumhe Bhulana Bhi Chahoon Tu Kis Tarah Bholoon
Ke Tum Tu Phir Bhi Haqeeqat Ho Koi Khawb Nahi....!^s~UHV^


· 0 Like · May 24, 2018 at 01:05
Category: sad
 
Jokes / Miscellaneous

Muzammil Shahzad

Farishton Ki Bhool

aik maskharay se Kisi Ne Poocha Ke tumhara rang Kyun kala hai to is Ne foran Shair mein jawab diya .
hai rang mera kala firshton Ki bhool se
ik til Bana rahay Thay Ke siyahi ulat gayi

· 1 Like · May 23, 2018 at 23:05
Category: miscellaneous
 
Articles / Featured

Ijunoon

Zameen K Andar Mojood Hararat K Karishmay

سطح زمین کے نیچے ہر ایک سو میٹر کے بعد درجہء حرارت میں تین ڈگری سینٹی گریڈ کا اضافہ ہو جاتا ہے۔ استعمال کے بے پناہ امکانات کی حامل اس حرارت کو گرم اور ٹھنڈی ہوا کے حصول کے لیے بھی استعمال کیا جا سکتا ...
مزید پڑھیں

· 1 Like · May 23, 2018 at 20:05
Category: featured
 
Poetry / Sad

Shahida Malik

Gum Sum Hua

Gum Sum Hua, Awaz Ka Darya Tha Jo Ik shakhs
Pathar Bhi Nahin Ab Wo Sitara Tha Jo Ik shakhs

Aey Taiz Hawa Koi Khabar Isky Janon Ki
Tanha Safar Shoq Pe Nikla Tha Jo Ik shakhs

Ab Akhri Sutron Me Kahin Naam Hai Uska
Ahbab Ki Fehrist Me Pehla Tha Jo Ik shakhs

Hathon Me Chhupaey Howy Phirta Hai Kae Zakham
Shishay Ke Khilono Se Behta Tha Jo Ik shakhs

Ab Us Ne Bhi Apna Liay Duniya Ke Qarinay
Saey Ki Rafaqat Se Bhi Darta Tha Jo Ik shakhs

Munkar Hai Wohi Ab Meri Pehchan Ka Mohsin
Aksar Mujhy Khat Khon Se Likhta Tha Jo Ik shakhs...!

· 1 Like · May 23, 2018 at 19:05
Category: sad
 
Social Wall / Photos

Ijunoon

Neha Dhupia Wallpaper

· 1 Like · May 23, 2018 at 16:05
Category: photos
 
Yaad Rakhne Ki Baatain
Posted by farah gulzar
Posted on : Aug 10, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS