Articles / Featured

Ijunoon

Hacker Aap Se Door Rehne Par Majboor

جرمن پولیس اور وفاقی دفتر برائے انفارمیشن سکیورٹی نے انٹرنیٹ صارفین کو خبردار کیا ہے کہ اصل الفاظ پر مبنی پاس ورڈز، خواہ وہ کتنے ہی مشکل اور پیچیدہ کیوں نہ ہوں، ہیکرز کی پہنچ سے دُور نہیں رہ سکتے۔ ان...
مزید پڑھیں

· 1 Like · May 27, 2018 at 02:05
Category: featured
 
Jokes / Miscellaneous

Shahida Malik

Siyasat Daan

· 2 Like · May 27, 2018 at 02:05
Category: miscellaneous
 
Poetry / Sad

Asad Omar

Bewafaon Ki Mehfil

· 1 Like · May 27, 2018 at 02:05
Category: sad
 
Poetry / Sad

Abdullah Shahid

Roya Karenge Ap Bhi Pahron Isi Taraha Atka Kahin.

roya karenge ap bhi pahron isi tarah
atka kahin jo ap ka dil bhi meri tarah
na tab hijr main hai na aram wasl main
kambakht dil ko chain nahin hai kisi tarah
gar chup rahen to gam-e-hijran se chut jayen
kahte to hain bhale k wo lekin buri tarah
na jaye wan bane hai na bin jaye chain hai
kya kijiye hamain to hai mushkil sabhi tarah
lagti hain galiyan bhi teri mujhe kya bhali
qurban tere, phir mujhe kah le isi tarah
hun janbalab butan-e-sitamgar k hath se
kya sab jahan main jite hain "Momin" isi tarah..!

· 0 Like · May 26, 2018 at 19:05
Category: sad
 
Jokes / Miscellaneous

Faiz Ahmed Khan

Maine Aap Ko Kahin Dekha Hai

· 1 Like · May 26, 2018 at 18:05
Category: miscellaneous
 
Social Wall / Text

Pinky Queen

Hikayat Molana Rom

aik martaba ka zikar hai kay kisi mulk ka aik badshah tha. is ne aik nihayat khobsorat ba’az paal rakha tha jis say woh shikaar ka kaam laita tha. ba’az is ka wafadar aur is ke ishaaron par chalnay wala tha. aik din woh gum hogaya. talaash ke bawajood bhi nah mila. badshah ne mulk bhar mein dhandhora pitwa diya. ba’az ki talaash shuru hogayi. udhar ba’az aik burhiya ki jhonpari mein chala gaya. burhiya nasamajh aur jaahil thi. is ne ba’az ko dekha to kaha, to kin nasamajh logon ke hathe charh gaya hai ? jnhon ne tere paron ki taraash kharaash ki nah tere naakhun katay aur nah terei tedhi chonch ko seedha kiya. so is ne ba’az ki chonch, paron aur naakhun ko kaat diya aur usay bilkul bay kaar kardiya. badshah ke karnde ba’az ko dhundhte huay burhiya ki jhonpari taq puhanche aur ba’az ko lay kar badshah ki khidmat mein paish karkay sara maajra byaan kiya.

badshah bohat royea aur ba’az say kehnay laga tera yahi elaaj tha jo burhiya ne kardiya. to ne apnay maalik say jo teri har zaroorat ko behtar samjhta aur tera khayaal rakhta tha dagha ki aur aisi jagah gaya jahan nah to koi teri zaroorat ko samjhta tha aur nah tera khayaal rakh sakta tha. pass zillat to tera muqaddar honi he thi so woh hui.

sabaq : ba’az say murad ensaan aur budiya say murad duniya.
aik shear mein khud molana room ne zikar kiya hai
kunda pair jahil ein duniya duni sat
har kay mail shud badokhwar o ghami sat
jaahil burhiya ( yeh kamini duniya hai ) aur jo is ki taraf mael howa zaleel aur bewaqoof hai aur badshah say murad haq taala ki zaat hai.

ab matlab wazeh hai kay agar ensaan ( khasosan musalman ) allah taala say dagha karay aur is ko chhore kar jo is say 10 maaom say zyada pyar karta hai, duniya ki taraf mael ho jo kay jaahil burhiya ke manind hai, to duniya aur akhirat mein zillat aur ruswai is ka muqaddar thehre gi aur ensaan apnay maqam o martaba say jo kay allah ne usay ashraf almkhloqat aur apna khalifa bana kar bakhsha hai, gir jaye ga !

· 1 Like · May 26, 2018 at 16:05
Category: text
 
Poetry / Sad

Asfand Yar

Ilteja

· 0 Like · May 26, 2018 at 13:05
Category: sad
 
Jokes / Doctor Aur Mareez

Javed Akhtar

Aji, Kia Faida

· 6 Like · May 26, 2018 at 10:05
Category: doctor-aur-mareez
 
Poetry / Love

Sofia Abid

Un Ke Chehray Ki Baat Kertay Hain

Un Ke Chehray Ki Baat Kertay Hain...
Aaj ZIkar E Ghulab Rehnay Do...

· 0 Like · May 26, 2018 at 06:05
Category: love
 
Sadia Imam
Posted by iJunoon
Posted on : Mar 24, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS