iJunoon Archives
Poetry / General
Yeh Jawaani B Barhaapay Ki Trah Guzray Gi...
Umar Jb Kaat Chukoon Ga To Shabaab Aaye Ga...!!!
Fayyaz Karimi
Yeh Jawaani B Barhaapay Ki Trah Guzray Gi.
Yeh Jawaani B Barhaapay Ki Trah Guzray Gi...
Umar Jb Kaat Chukoon Ga To Shabaab Aaye Ga...!!!
·
0 Like ·
Sep 11, 2018 at 21:09
Category: general
Quotes / Urdu Quotes
Abdulla Amin
Nafs Pe Qaabo
·
6 Like ·
Sep 11, 2018 at 19:09
Category: urdu-quotes
Jokes / Miscellaneous
Maria Waheed
Kashmiri Palao
once a man went to hotel and ordered the vator to bring aloo parata.The went and brought aloo parata when that man saw that there was no aloo in parata he said the vator that there is no aloo.The vator said thatif you ordered me to bring kashmiri palao then you wil see that there is kashmir in it or not.
·
1 Like ·
Sep 11, 2018 at 18:09
Category: miscellaneous
Quotes / Urdu Quotes
Urooj Zahed
Khush Ikhlaaqi
·
15 Like ·
Sep 11, 2018 at 15:09
Category: urdu-quotes
Jokes / Miscellaneous
Yousuf Ahmed
Pakistani Kochay.
Teen musaafir pakistani,hindustani aur american hawai jehaaz par safar kar rahay hotay hain. teenon faisla kartay hain keh jis kay mulk main jo cheez ziada paai jatee hay wo us cheez ko jehaz say neechay phaink day.hindu coconut paink deta hai aur american dollars phaink deta hay keh yeh hamaray mulk main ziada hotey hain ab jab pakistani ki baary aati hai to wo kocha (pathaan)jehaaz say neechay phaink deta hai ke ye hamaray mulk main ziada paaey jaatey hain.
·
2 Like ·
Sep 11, 2018 at 11:09
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Hafiz Mehran
Soaz E Gham Se Jis Qader Shikwa Sada Hotay Hain Log.
soaz-e-gham se jis qader shikwa sada hotay hain log
jal bujian aur lab na kohlian woh bhi kia hotay hain log
fasl-e- gul mein saath hai khushboo daman ki tarah
ruth badaltie hai to bas moj-e-hawa hotay hain log
kis ko barham kiejea ilzam kis ko dejea
naam kis ka leajea sab bea-wafa hotay hain log
is ada ka kia tekahna is rawesh ka kia jawab
baat ranjesh ki na ho phir bhi khafa hotay hain log
hum gunahgaroun per ilzam gunahgarie baja
parsaoun mein bhi kitnay parsa hotay hain log
ghar gay Iqbal tum rangien kabaoun mein kahan
miltay deakho un se jo sada kaba hotay hain log.

Sep 11, 2018 at 07:09
Category: sad
Sponored Video