iJunoon Archives
Jokes / Miscellaneous
Abdul Ghaffar
Kanjos
ek kanjos adni kay 6 bachay thay woh bhi ka band dibba on kay samnay rakh data or kahta kay roti os par laga kar khalo , ek din woh kahin ja raha tha to woh ghee ka dibba almari main rakhkar kar chala gata hay jab wapas aata hay to dakhta hay kay bacha almari say roti laga kar kha rahay hotay hain to woh kahta hay kambakhton kabhi baghar ghee kay bhi kha liya karo.
·
3 Like ·
Sep 16, 2018 at 01:09
Category: miscellaneous
Quotes / Urdu Quotes
Luqman Mali
Munh Par Tareeef
·
6 Like ·
Sep 15, 2018 at 20:09
Category: urdu-quotes
Poetry / Sad
Samreen Qaisar
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay.
Itni Shidat Se To Barsaat Be Kam Kam Barsay
Jis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham Barsay
Minatien Kon Kary Aik Gharondy Ke Lye
Kah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay.
Jis Traha Ankh Teri Yaad Main Cham Cham Barsay
Minatien Kon Kary Aik Gharondy Ke Lye
Kah Do Baadal Se Barasta Hai To Jam Jam Barsay.
·
0 Like ·
Sep 15, 2018 at 18:09
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Safia Saeed
Titanak
AIK DOST DOSRAY DOST SAY YAR JAB TITANAK DOOBA TOH MERA BARA NUQSAN HOA THA.....TOH DOST NAY HERAN HO KAR POOCHA KAY TUMHARA KAYA NUQSAN HOA THA TOH PEHLA DOST BOLA YAR MEIN JOOTAY (SHOES) UTAR KAR TITANAK FILM DAIEK RAHA THA TOH KOI MERAY JOOTAY UTHA KAR LAY GAYA.....
·
2 Like ·
Sep 15, 2018 at 17:09
Category: miscellaneous
Social Wall / Text
Haseeb Raza
Mera Dil Phir Dhoka Khaane Chala Hai...
·
1 Like ·
Sep 15, 2018 at 13:09
Category: text
Poetry / Sad
Rumana Shahzad
Ek Ek Qatre Ka Mujhe Dena Pada Hisab.
ek ek qatre ka mujhe dena pada hisab
khun-e-jigar vadiat-e-mishagan-e-yar tha
ab main hun aur matam-e-yak shahar-e-arazu
toda jo tu ne aaina timasal dar tha
galiyon mein meri nash ko khenche phiro ki main
jan dad-e-hava-e-sar-e-rahaguzar tha
mauj-e-sarab-e-dasht-e-vafa ka na puch hal
har zarra misl-e-jauhar-e-teg aabadar tha
kam janate the hum bhi gam-e-ishq ko par ab
dekha to kam hue pa gam-e-rozagar tha.
khun-e-jigar vadiat-e-mishagan-e-yar tha
ab main hun aur matam-e-yak shahar-e-arazu
toda jo tu ne aaina timasal dar tha
galiyon mein meri nash ko khenche phiro ki main
jan dad-e-hava-e-sar-e-rahaguzar tha
mauj-e-sarab-e-dasht-e-vafa ka na puch hal
har zarra misl-e-jauhar-e-teg aabadar tha
kam janate the hum bhi gam-e-ishq ko par ab
dekha to kam hue pa gam-e-rozagar tha.
·
2 Like ·
Sep 15, 2018 at 11:09
Category: sad
Articles / Featured
Muzammil Shahzad
Blood Pressure Check Karne K Liye Kalai Par Sensor
لندن یونیورسٹی کالج کی ایک ٹیم نے ایک ایسا سینسر پیش کیا ہے جو کلائی پر بندھا ہوتے ہوئے پورا دن حرکت قلب کے ساتھ ساتھ بھی بلڈ پریشر چیک کرتا رہتا ہے۔
برطانیہ میں نیشنل ہیلتھ انسٹی ٹیوٹ میں تحقیق کرنے...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Sep 15, 2018 at 09:09
Category: featured
Sponored Video