Sms / Ramazan

Waseem Mughal

Ramzan Ki Barkaten

Ho sab pe Ramzan Ki hazaro barkaten nazil,
na rahe dil ek pal bhi ibadat se gafil,
sab ki har dua ho qobul-e-kamil,
aur un duaon me ek hum bhi ho shamil,

· 1 Like · Aug 24, 2010 at 11:08
Category: ramazan Tags: Ibadat
 
Sms / Ramazan

Waseem Mughal

Thikanah Qabar Hai

Thikanah qabar Hai Tera Ibadat Kch Tou kar Ghafil

kahawat Hai K Khali Haath Ghar Jaya Nahi Krtay

· 1 Like · Sep 03, 2009 at 12:09
Category: ramazan Tags: Ibadat
 
Advertisement
Sms / Good Night

Mughal.

*...night Gift....*

*...Night Gift....*
(Hadees-e-Pak)

Jo Sotay Huay Sone Ki Dua Parh Ley Wo Jitna Wqt Soye Ga Ibadat Ka Sawab Miley Ga

"Allahuma Bismika Amutu Wa Ahya"

· 1 Like · Aug 26, 2009 at 08:08
Category: good-night Tags: Ibadat
 
Sms / Ghazal

Ijunoon

Mohabbat Hum Ne Ki

Mohabbat hum ne ki jo ek khataa hogayi
Ki wafa or zindagi saza hogayi

Wafa karte rahe hum ibadaton ki tarhan
Phir ibadat khud ek gunah hogayi

Kitna suhana tha safar jab sath thay hum
Phir kia howa kyun manzil juda hogayi

Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
wo gaya tou laga dunya fana hogai.

· 1 Like · Jul 13, 2009 at 10:07
Category: ghazal Tags: Ibadat Mohabbat
 
Sms / Good Night

Good Gift

Aap SalAllah Alaihay wasallam ne farmaya

Jo sote hoe sone ki dua parh le wo jitna waqt soe ga ibadat ka sawab mile ga

Sone Ki Dua

"Allahumma bismika amuto wa ahya"

· 1 Like · Jun 26, 2009 at 17:06
Category: good-night Tags: Ibadat
 
Sms / Ghazal

Ijunoon

Dil Mein Ab Dard E Mohabbat K Siwa Kuch Bhi Nahin

Dil mein ab dard-e-mohabbat k siwa kuch bhi nahin
zindagi meri ibadat k siwa kuch bhi nahin

Mein teri baat bargah-e-naaz mein kia paish keron
Meri jhooli mein mohabbat k siwa kuch bhi nahin

Aey khuda mujh say na lay meray gunahon ka hisab
Meray paas ashk-e-nidamat k siwa kuch bhi nahin

Woh tou mit ker mujhey mil hi gaye rahat werna
Zindagi ranj-o-musibat k siva kuch bhi nahin...

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal Tags: Dard Khuda Ibadat Mohabbat
 
Sms / Islamic

Asma

Durood E Pak

Plz sirf aik baar Durood-e-Pak parh k ye msg forward ker den,
Is tarah jo CHAIN bane gi uska sawab aapko bhi milta rahega or mujhko bhi,
Do not Break this CHAIN.

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: islamic Tags: Ibadat
 
Sms / Islamic

Mohammad Asif

Allah Ki Ibadat K Liye,

Agar aik Insan ki Avg. age 75 years ho,
Aur woh her namaz per avg 16 minuts sarf karay,
to 75 yrs main se sirf 3.8 yrs lagen gey,
ALLAH ki ibadat k liye,
Jis ne hamain zindagi atta farmai,
Kya hum uski raah main 3.8 yrs bhi sarf nahi ker saktey?

· 2 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: islamic Tags: Ibadat Allah
 
Sms / Uncategorized

Unknown

Sharma Ji Karma Ji

Sharma ji aur karma ji yeh donoo naam kisi insanon ke nahin hain balkay yeh donoo totoon ke naam hain jo aik pinjary
main akhate rehty they aur wahaan par aur bhi bohat sary totay the jo aik bade pinjaray main thay jo ke aik dosray se larte aur galiean daite thay lakin woh donoon totay jo aik saath sirf do hi thay har waqat ibadat karty rehtay thay aik din in ke malik ko aik female toti mil gayi to us ka dhaihan in do shareef totoon ki taraf gyaa jo har waqat ibadat kartay rehty thay in ke malik ne socha ke is toti ko in ke pinjaray main rakh daitay hain kyunki dosray saray totay larte rehtay the us ne us toti ko sharma ji aur karma ji walay pinjary main daal diyaa jaisay hi aik ki nazar us toti par padhi to us ne sajday main gaye huay totay ko kaha ke abay uth ja aab jo dua hum barsoon se maang rahay thay woh puri ho gayei hai

· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Ibadat
 
Sms / Uncategorized

Unknown

Raat Ki Tanhaiyon Main

Kitna suror raat ki tanhaiyon main thaChup tha Chand jaise ruswaiyon main thaLog jag rahey thy apni ibadat ke liyeOR dil tumhari yaad ki Gehraiyon main tha.



· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Tanhai Ibadat
 
Teri Rehmaton pe Hai Munahasir
Posted by Abdul Jabbar
Posted on : Apr 28, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS