Sms / Islamic

Mohammad Asif

Allah Ki Ibadat K Liye,

Agar aik Insan ki Avg. age 75 years ho,
Aur woh her namaz per avg 16 minuts sarf karay,
to 75 yrs main se sirf 3.8 yrs lagen gey,
ALLAH ki ibadat k liye,
Jis ne hamain zindagi atta farmai,
Kya hum uski raah main 3.8 yrs bhi sarf nahi ker saktey?

· 2 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: islamic Tags: Ibadat Allah
 
Sms / Uncategorized

Unknown

Raat Ki Tanhaiyon Main

Kitna suror raat ki tanhaiyon main thaChup tha Chand jaise ruswaiyon main thaLog jag rahey thy apni ibadat ke liyeOR dil tumhari yaad ki Gehraiyon main tha.



· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized Tags: Tanhai Ibadat
 
Advertisement
Sms / Good Morning

Kashif Yaqoob

Parindon K Labon Pe Tilawat Jaag Jati Hai,

" Parindon K Labon Pe TILAWAT Jaag Jati Hai, Subha Hote Hi Darakhton Pe IBADAT Jaag Jati Hai. Muqarrar Waqt Nahi Hai Koi Us Ki NAWAZISH Ka, Usay Jab Bhi Pukaro Us Ki REHMAT Jaag Jati Hai. ^Good Morning^

· 4 Like · Feb 12, 2014 at 13:02
Category: good-morning Tags: Ibadat Waqt Allah Sms
 
Sms / Islamic Quotes

Kashif Yaqoob

Hoon Nafs K Hathon Me Majbor Kitna,

Assalam o Alaikum, Hoon nafs k hathon me majbor KITNA, . "Sab jan k bhi hoon aaj La-shaoor KITNA, . "Jis chehry ne hai ek din matti me mil jana, . "Us chehry pe hai mujhe Gharoor KITNA, . "Ek sajde k Inkar ne IBLEES ko Shetaan bana diya, . "Men khud jan Loon, mera hai Qusoor KITNA, . "Jin ki Sunnat pe chalna mujhe Gawara nahin, . "Mery wasty Roye they woh HUZOOR KITNA, . "Mene chakkhi hai Fakat Gunahon ki Lazzat, . "Me kiya janoon Zikar-E-Elahi me hai Suroor KITNA, . "Meri Shehrag se bhi ziyda jo mere Qareeb hai, . "Phir bhi ma us ALLAH Se hoon Door KITNA.

· 7 Like · Nov 08, 2013 at 15:11
Category: islamic-quotes Tags: Aansu Ibadat Namaz Islam Allah Khuda Sms
 
Sms / Ghazal

Ijunoon

Mohabbat Hum Ne Ki

Mohabbat hum ne ki jo ek khataa hogayi
Ki wafa or zindagi saza hogayi

Wafa karte rahe hum ibadaton ki tarhan
Phir ibadat khud ek gunah hogayi

Kitna suhana tha safar jab sath thay hum
Phir kia howa kyun manzil juda hogayi

Koi chahat koi hasrat koi umeed nahi rahi
wo gaya tou laga dunya fana hogai.

· 1 Like · Jul 13, 2009 at 10:07
Category: ghazal Tags: Ibadat Mohabbat
 
Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Jummay Ka Khubsurat Tohfa. . .

ASSALAM-O-ALAIKUM:
JUMMAY ka Khubsurat Tohfa. . .
JUMMAY k din Maghrib or Isha ki Namaz k darmyan mey
Surah-e-Fatiha (11) Bar
Surah-e-Kausar (11) Bar
Surah-e-Ikhlas (11) Bar
Parhney sey ALLAH Pak agley Jummey tak Rizq ka Intezam Kar deta hai.
*Yaad sey parhain or dosron ko bhi baatain*:)
JUMMA MUBARAK

· 4 Like · May 09, 2013 at 18:05
Category: islamic Tags: Dawat Jumma Namaz Islam Ibadat Dost Allah Mubarak Sms Friend
 
Sms / Golden Words

M.asif

Hazrat Ali R.a Says:

Hazrat Ali R.A Says:

* Hamesha Such Bolo takay tumhe
Qasam khane ki zarurat na paday.

* Mot ko Hamesha Yaad rakho magar
Mot ki Arzoo kabhi na karo.

· 2 Like · Sep 28, 2010 at 14:09
Category: golden-words Tags: Qasam Ibadat
 
Sms / Love

Kashif Yaqoob

'paas Hotay To Koi Shararat Kartay

'Paas Hotay To Koi Shararat Kartay-
Tujhe Lay Kar Baahon Main Mohabbat Kartay-
Dekhtay Teri Aankhon Main Neend Ka Khumar-
Apni Khoi Hoi Neendon Ki Shikayat Kartay-
Teri Aankhon Main Apna Aks Dhondtay-
Khud Se Bhi Ziyada Tujhe Chaha Kartay-
Ek Dil Hi Tha Wo Bhi Teray Paas Hay-
Raat Bhar Jaag k Kis Ki Hifazat Kartay-
Meray Mazhab Main Shirk Haraam Hay-
Warna Dil_o_Jaan Se Teri Ebadat Kartay.4u

· 2 Like · May 02, 2013 at 16:05
Category: love Tags: Ibadat Shairi Pyaar Muhabbat Poetry Sms Love Dil Mohabbat
 
Sms / Islamic

Kashif Yaqoob

Durood Shareef Sabab Hai.

Durood Shareef sabab hai.... 1-Dil key Sukoon ka 2-Dimagh ki tazgi ka 3-Rooh ki taqat ka 4-Rizq ki barkat ka 5-ALLAH ki khushnodi ka 6-Buri Mout say bachao ka 7-Qabar ki Roshni ka 8-Mehshar main Aasani ka 9-jahannam say Hifazat ka. 10-Jannat main jaanay ka.

· 2 Like · Dec 19, 2013 at 15:12
Category: islamic Tags: Jannat Ibadat Islam Sms
 
Islam / Articles

Ijunoon

Ibadat Ya Shaqawat

· 3 Like · Nov 12, 2009 at 05:11
Category: articles Tags: Ibadat
 
Mohabbat ka Meem
Posted by Jalaluddin Ahmed
Posted on : Oct 06, 2016

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS