Social Wall / Text
Haseeb Raza
log is sawal mein bohat uljhay rehtay hain. . kaamil murshid ko kaisay talaash kya jaye ?
agar uss zaat-e pak ne aap ke dil mein kisi kaamil murshid ki zaroorat ko dala hai to uss zaroorat ko poora karne wali bhi wohi zaat hai. jo zaat tashnagi deti hai wohi Tishna labi daur karne ka samaan bhi mann o an faraham karti hai. . be shak woh museeb alasbab hai .
agar aap ne kisi mazaar par logon ki jotiyan seedhi karne walay faqeer se baet hona hai to woh faqeer usi jagah par aap ka intzaar kare ga. uss waqt tak jo kay hukm-e-ILAAHI se muqarrar kya gaya hai .
ab aap uss muqarrar kardah waqt se pehlay khud se jitna bhi zor laga len. kitni hi tug o doo kar len aap kisi se baet nahi ho satke. aap kitney hi jatan kar len aap kisi kaamil murshid tak nahi pahonch satke. .. . ?

Advertisement
·
6 Like ·
Nov 22, 2023 at 17:11
Category: text
Latest Posts in social-wall
- Loug is sawal mai buhat uljhay rehte hainPosted by : haseeb raza on
- Meri Maa HaiPosted by : kashif qureshi on
- Ba-Wazu SonaPosted by : Muzammil Shahzad on

- Ghussa PeenaPosted by : Muhammad Aftab on
- Nafs ki TamannaPosted by : minu malik on
- Dunya mai 3 tarha k mard hoty hain.Posted by : Mohammad Iqbal on

- Dost ne dost se p0chaPosted by : amir rasheed on
- Aey ParwardigarPosted by : samreen anjum on