English to Urdu Machine Translation

Roman Urdu to Urdu Script

Login to your account

Register

You may create your account in iJunoon Social Wall with invitation only, ask your friend to send you an invitation to join iJunoon Social Wall or contact us for invitation.

iJunoon Social Wall

iJunoon Social Wall is online social networking community, Users must register before using the site, after which they may create a personal profile, add other users as friends, exchange messages, and receive automatic notifications when they update their profile.

Go to iJunoon Social Wall - Register - Login to your Account

Newly Registered Profiles

Popular Profiles

Featured Profiles

Sms / Uncategorized

Unknown

Hum nay kuch Is tarhan Muhabat Ki hai k Muhabat main Tumhari parstish Ki hai .....



Tumharay bageer Zindagi ka Koi tasaver nahin Main Nay kuch is tarahan Se Tumhari tamana Ki hai .....


Hamaray darmiyan Hail rahain Sadiyon Ki Khamoshiyan Main nay Tum Se Kuch is tarahan Guftugu Ki hai.....



Meray Dil main bas Jao Tum Ruh O Muhabat ban k Main Nay Dil Ki geherai Se ye Ilteja Ki hai.....



Tumharay Milnay Se pehelay main Khud Se naashna Tha Samjah Hai Piyar Ko jab Se Muhabat ki hai........



meri Zindagi Ki Khushiyan Tum Se Hi Hain Wabasta Main Nay rab Se Tumhain panay Ki Dua Ki hai.......



Main Tumhain Cheen Lon ga Duniya Ki rasmon Se Main Nay Tumharay Liye Zamanay Se Bagawat Ki hai

Advertisement
· 1 Like · Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
 

Latest Posts in sms

Aamir Khan's Look in Dhoom 3
Posted by Interesting Videos
Posted on : Jul 18, 2017

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS