Joined
Sms / Shairi
Salman Ashfaq
Pyar
Hmary laab pay na uski zubaan pay harf koi
mgar nigaho mai likhi haqayatain thi bohat
udass ham thay to wo byqarar kam na tha
hmaray pyar mai sadaqatain thi bhohat

·
1 Like ·
Aug 24, 2010 at 10:08
Category: shairi
Sms / Shairi
Salman Ashfaq
Tmhra Khayal
Hameen b shoq nhe tha dastan sunany ka
pocha tha usny b haal waisy he
zikar chal raha tha zamany ki bywafai ka
Agaya Tumhara khayal waisy he
pocha tha usny b haal waisy he
zikar chal raha tha zamany ki bywafai ka
Agaya Tumhara khayal waisy he
·
1 Like ·
Aug 24, 2010 at 10:08
Category: shairi
Sms / Shairi
Maisoon
Mujhy Yaad Hai
Mujhy yad hai phechlay sal inhi dino mai mainy tmy apny andar satawien bar qatal kar k wahen kahen kisi weranay mai dafan kia tha or tmhri kabr faramoshi ky bhari patharo sy bhardi the or is say b pahly ik bar dour daraz sy anay waly kisi dayo haikal parinday ky pairo sy tjhy bhandh k usy uradia tha or phr us sy b pahly bilkul inhi dino mai mainy tmy mukamal tor par jala k tmhri rakh ik taiz darya ma bhaha di the lakin is sari jaan kahi k bawajod tm aj phr hamaisha ki tarah mari ankho mai ankhy dalay or mary dil ko apni muthi mai jakry khary ho
·
1 Like ·
Aug 24, 2010 at 10:08
Category: shairi
Tags: Yaad

Dakhnay Aa
Ajnabi daiss mai aisy b huwa karta hai
chahatain rah bhatak jati hain
or nahe milti sara''ay koi
or koi janany wala b nahe hota kahin aas na pas
dil kisi dubay huway dar sy dharak othata hai
shahar ho jata ha kuch or b tang o tareek
MAIN TERY SHAHAR MAI KAISA HOUN KISI ROOZ mujhy DakHNay Aaa....
chahatain rah bhatak jati hain
or nahe milti sara''ay koi
or koi janany wala b nahe hota kahin aas na pas
dil kisi dubay huway dar sy dharak othata hai
shahar ho jata ha kuch or b tang o tareek
MAIN TERY SHAHAR MAI KAISA HOUN KISI ROOZ mujhy DakHNay Aaa....
·
1 Like ·
Aug 24, 2010 at 10:08
Category: shairi
Sms / Shairi
Maisoon
Daldal
Mil k us shaks sy mai lakh khamoshe sy chaloun
bool othati ha nazar,pao ki chagal ki tarah
pas jb tk wo rahy dard thama rahta hai
phailta jata ha phir ankh k kajal ki tarah
ab kisi toor b wapis janay ki zarurat nahe
rasatay mary lia hogay Daldal ki tarah

0 Like ·
Aug 24, 2010 at 10:08
Category: shairi
Tags: Dalda
Sms / Shairi
Maisoon
Koi Aisa Shaks
Na shekayatain na gila kary,koi aisa shaks huwa kary
jo mary lia he saja kary,koi aisa shaks huwa kary
wo jo bybanah udas ho, magar hijar ka na gila jary
mary dard ki jo dawa kary koi aisa shaks huwa kary
mari chahatain,mari qurbatain jisay yad aien qadam qadam
wo sb sy chup kar libaas e shab mai lipat kar aah o baqa kary
barhy uska gham to wo qarar day mary gham k khayal sy
othay hath apny lia to phr b mary lia dua kary
mai baray taweel safar mai houn mari wapasi ki dua kary

2 Like ·
Aug 24, 2010 at 10:08
Category: shairi
Sms / Shairi
Kamran Kazmi
Hum Akele To Gunhagar Nahi
Diwane hain tere naam k is bat se inkar nahi
kaise kahen k hamen ap se pyar nahi
kuch to Qasoor hai ap ki in aankho ka
hum akele to gunhagar nahi.
kaise kahen k hamen ap se pyar nahi
kuch to Qasoor hai ap ki in aankho ka
hum akele to gunhagar nahi.
·
1 Like ·
Jul 21, 2010 at 18:07
Category: shairi
Sponored Video