Search
Poetry / Love
Naeemullah
Yeh Alag Baat Hai Saaqi K Mujhay Hosh Nahin
Yeh Alag Baat Hai Saaqi K Mujhay Hosh Nahin
Hosh Itna Hai K Main Tujh Say Faramosh Nahin
Main Teri Mast Nigaahon Ka Bharam Rakh Lon Ga
Hosh Aaya Bhi Tu Keh Doon Ga Mujhay Hosh Nahin
Yaad Itna Hai K Pohncha Dur-E-Maikhanay Tak
Kia Kehon Ga Ga K Aagay Ka Mujhay Hosh Nahin
Kabhi Un Mad Bhari Aankhon Say Piyaa Tha Ek Jaam
Aaj Tak Hosh Nahin Hosh Nahin Hosh Nahin

·
2 Like ·
Dec 12, 2018 at 22:12
Category: love
Poetry / Love
Abdul Rehman Rehman
Bhool Sakta Hai Bhala Koun Yeh Pyari Aankhain
Bhool Sakta Hai Bhala Koun Yeh Pyari Aankhain
Rang Mein Doobi Hui Neend Say Bhari Aankhain
Meri Her Saans Ne Her Sooch Ne Chaha hai Tumhain
Jab Se Dekha Hai Tumhain, Tab Se Saraha Hai Tumhain
Bas Gai Hain meri Aankhon Mein Tumhari Aankhain
Tum Jo Nazron Ko Uthao To Sitare Jhuk Jayen
Tum Jo Palkon Ko Jhukao To Zamane Ruk Jayen
Kyun Na Ban Jaye In Aankhon Ke Pujari Aankhain
Jaagti Raaton Ko Sapnon Ka Khazana Mil Jaye
Tum Jo Mil Jao Jeene Ka Bahana Mil jaye
Apni Qismat Peh Kerain Naaz Hamari Aankhain

Dec 03, 2018 at 14:12
Category: love
Advertisement
Quotes / Urdu Quotes
Kashif Mali
Aik Din Hum Sab Aik Dusrey Ko Yeh Soch Kar Khodein Gay.
aik din hum sab aik dusrey ko yeh soch kar khodein gay k jab woh yaad nahin karta to mein aisay kiyon yaad karon.
Ashfaq Ahmed.
Ashfaq Ahmed.
·
4 Like ·
Sep 25, 2018 at 01:09
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes
Sofia Abid
Waqt Dolat Aur Rishtey Yeh Woh Cheezain Hain.
Waqt dolat aur rishtey yeh woh cheezain hain jo humein muft mein milti hain
magar in ki qeemat ka tab pata chalta hai jab yeh kahin khojati hain.
magar in ki qeemat ka tab pata chalta hai jab yeh kahin khojati hain.
·
10 Like ·
Sep 12, 2018 at 13:09
Category: urdu-quotes
Poetry / General
Yeh Jawaani B Barhaapay Ki Trah Guzray Gi...
Umar Jb Kaat Chukoon Ga To Shabaab Aaye Ga...!!!
Fayyaz Karimi
Yeh Jawaani B Barhaapay Ki Trah Guzray Gi.
Yeh Jawaani B Barhaapay Ki Trah Guzray Gi...
Umar Jb Kaat Chukoon Ga To Shabaab Aaye Ga...!!!
·
0 Like ·
Sep 11, 2018 at 21:09
Category: general
Poetry / Humorous
Yousuf Ahmed
Multani Yar Yeh Student Ki Pehchan Hai.
Multani yar Yeh Student Ki pehchan Hai
Hath main Cigrette Moo Main pan hai
Mashoor yeh Shaitan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
Parhna iSey aata nahi
Class kabhi jata nahi
Canteen iS ki jaan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
Jalson main Sab Se aagey hain
Naron main Sab Se aagey hain
Imtehaan main naqal iS ki aan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
Larkiyon ke peechey hai Para
Jo larki ghussa ho zara
Tab yeh banta Bhai jaan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
Hath main Cigrette Moo Main pan hai
Mashoor yeh Shaitan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
Parhna iSey aata nahi
Class kabhi jata nahi
Canteen iS ki jaan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
Jalson main Sab Se aagey hain
Naron main Sab Se aagey hain
Imtehaan main naqal iS ki aan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
Larkiyon ke peechey hai Para
Jo larki ghussa ho zara
Tab yeh banta Bhai jaan hai
Yeh Student Ki pehchan Hai
·
3 Like ·
Aug 04, 2018 at 23:08
Category: humorous
Poetry / Sad
Zafar Ali Khan
Yeh Aashaar Nahi Dard Ky Tukry Hain Sager.
Yeh aashaar nahi dard ky tukry hain sager.
Hum kanch ky dhagon mein zakhmoon ko piroty hyn..!
Hum kanch ky dhagon mein zakhmoon ko piroty hyn..!
·
0 Like ·
Aug 03, 2018 at 20:08
Category: sad
Poetry / General
Shagufta Yasmeen
Yeh Hum Jo Roz Uthatey Hain Apni Hi Lashain
Yeh hum jo roz uthatey hain apni hi lashain,
Kisi qalam se yeh manzooriyan to hoti hain..
Kisi qalam se yeh manzooriyan to hoti hain..
·
0 Like ·
Aug 01, 2018 at 01:08
Category: general
Jokes / Miscellaneous
Abdul Karim Khan
Yeh Hospital Nahin Hai
Aik shair ka takhals zakhmy tha.Aik dafa woh apne dost se milne giaa,dastak di dost gher maiN nahiN tha oss ki bv ne poochha kon? jawab aaya -ZAKHMI- ander se aawaaz aaee yeh koee hospital nahiN hai
·
1 Like ·
Jul 24, 2018 at 12:07
Category: miscellaneous
Sponored Video