Search
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Wo Silsile Wo Shoq Wo Nisbat
Wo silsile wo shoq wo nisbat nahi rahi,
Ab zindagi mèn hijr ki wèhshat nahi rahi,
Toota hai Jab sè uski masèèhaiè ka tilism,
Dil ko kisi masèèha ki hajat nahi rahi,
Phir yun hua k koi shanasa nahi raha,
Phir yun hua k dard mèn shiddat nahi rahi,
Phir yun hua k ho gaya masroof wo Bohat,
Aur hum ko yad karny ki fursat nahi rahi,
Ab kya kisi ko chahèn k hum ko to in dinon,,
Khud apny aap sè B mohbat nahi rahi...

·
1 Like ·
Apr 14, 2015 at 14:04
Category: sad
Baatein / Ammi Ji Ki Baatein
Alishba Khan
Khana Khane Ka Shoq
·
1 Like ·
Jun 11, 2014 at 21:06
Category: ammi-ji-ki-baatein
Advertisement
News / Entertainment
Ijunoon
Adakari Ka Kabhi Shoq Nahi Tha Aaiza Khan
ٹیلی ویژن کی نامور اداکارہ عائزہ خان نے کہا ہے کہ مجھے ا داکاری کا کبھی شوق نہیں تھا، آصف رضا میر نے ایک کمرشل میں کام کرنے کی پیشکش کی، انہیں میرا کام اچھا لگا تو وہ مجھے ڈراموں میں اداکاری کی طرف ل...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Mar 16, 2013 at 10:03
Category: entertainment
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Marhalay Shoq Ke Dushwar Howa Kartay Hain
Marhalay Shoq Ke Dushwar Howa Kartay Hain
Saaye Bhi Raah ki Dewaar Howa Kartay Hain
Wo Jo Sach Boltay Rehnay Ki Kasam Khatay Hain
Wo Adalat Mein Gunahgar Howa Kartay Hain
Sirf Haathon Ko Na Dekho Kabi Aakhen Bhi Parho
Kuch Sawaali Baray Khuddaar Howa Kartay Hain
Wo Jo Pathar Yunhi Rastay Mein Parray Rehtay Hain
Un Ke Seenay Mein Bhi Shahkar Howa Kartay Hain
Subaah Ki Pehli Kiran Jin Ko Rula Deti Hai
Wo Sitaaron Ke Azadaar Howa Kartay Hain
Jin Ki Aankhon Mein Sadaa Pyaar Ke Sehra Chamkain
Dar Haqiqat Wohi Fankaar Howa Kartay Hain
Sharam Aati Hai Dushman Kisay Samjhain Mohsin
Dushmani Ke Bhi Kuch Mayaar Howa Kartay Hain...!
Mohsin Naqvi

May 07, 2012 at 13:05
Category: ghazal
Tags: Haqiqat
Sms / Sardar
Unknown
Aik Sardar Gee Ko Pahar Par Charhnay Ka Shoq Hota Hai
Aik sardar gee ko pahar par charhnay ka bohat shoq hota hai. subah sweray woh sair kay liye nikaltay hai. aur pahari par charhna shooroo kar daity hai key ichanak un ka paow pahari par say phisalta hae aur woh lurkharatay huway neechay ki taraf aatay hai keh yuk dum un ka haath aik darakhat ki shakh par gripp ho jata hai woh bohat cheekho pukar kartay hai key mujay bachao bachao laikin unehai koyee nahee bachata, phir ichanak un key zehn mai vah-e-guru ki yaad atee hai sardar gee vah-e-guru ko pukartay hai ke a vah-e-guru mairee maddad karo key gaib se awaz atee hai key shakh chhor do sardar gee preshan ho jatay hai key yeh kia keh rahay hai, shakh chhor doo ga to mai mar jaoo ga sardar jee bohat afsurda lehjay mai kehtay hai. phir awaz atee hai key tum nay khudee maddad key lia pukara tha ub jo kaha ja raha hai vohi karo, sardar jee apna moonh doosri taraf kar kay zor say pukartay hai ""Oay Koyee Hor Hai""
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: sardar
Tags: Sardar
Sponored Video