Search
Daud Bhatti
Mujhe Mohabbaton Se Kuch Mila Nahi.
Mujhe tum se bhi koi gila nahi,
Meri zindagi to bas aik uljhan si hai,
Jisay kabhi kisi nay suljhaya nahi,
Meri zaat se kisi ko koi takleef ho,
Main nay to kabhi yeh chaha nahi,
Har aik nay mujh hi ko dard diya,
Mera dard to kisi ne samjha nahi,
Kiyon main raston ko ilzaam doon,
Mera humsafer hi sath chala nahi,
Main tujh ko bewafa sa lagta hon,
Jisay khud wafa ka pata nahi.
Ijunoon
Aakhir Motapay Se Khud Ko Kaise Mehfooz Rakhun
موٹاپا نہ صرف وبال جان ہے بلکہ کئی دیگربیماریاں پیدا کرتی ہے،موٹاپےسے نجات پانے کیلئےمختلف تدابیربھی اختیارکی جاتی ہیں لیکن یہ کم لوگ ہی سوچتے ہیں کہ آخریہ موٹاپا پیدا کیوں ہوا۔
جسم میں کل وزن کا3...
مزید پڑھیں
Ijunoon
Larkiyan Smart Phones K Istemal Mai Larkon Se Aagay
لڑکوں کے مقابلے میں لڑکیاں اسمارٹ فونز کی زیادہ بڑی صارف ہوتی ہیں۔
یہ بات بچوں میں ٹیکنالوجی کی عادات پر کی گئی ایک نئی تحقیق میں سامنے آئی ہے۔
ایک بین الاقوامی مارکیٹنگ ریسرچ ادارے منٹل کی تحقی...
مزید پڑھیں
Urooj Imran
Jism Se Khoon Tak Nichour Layta Hai.
Ijunoon
Wazn Mai Kami K Liye 8 Se 10 Gilaas Pani Rozana
برطانوی ماہرین نے کہا ہے کہ دن میں 8 سے 10 گلاس پانی پینا وزن کم کرنے میں معاون ثابت ہوگا۔ ماہرین کے مطابق پانی وزن کم کرنے کیلئے اسنیک اور پراسیسڈ فوڈ سے بہتر ہے۔ روزانہ دس گلاس پانی پینے سے بھوک می...
مزید پڑھیں
Fayyaz Karimi
Main Shaakh Se Urra Tha Sitaaron Ki Aas Mein.
Murjha Ke Aa Gira Hun Magar Sard Ghaas Mein..
SochO To SilwatOn Se Bharii Hai Tamaam Ruhh
DekhO To Ek Shikann Bhi Nahi Hai Libaas Mein..
Sehraa Ki Bood-O-Baash Hai, Achhi Na Kiun Lage
Sookhi Hui Gulaab Ki Tehni Glaass Mein..
Chamke Nahi Nazar Mein Abhi Naqsh Door Ke
MasrOOf Hun Abhi Aml-E-In''akaas Mein..
DhOke Se Us Hasseen Ko Agar ChOOm Bhi Lia
PaaO Ge Dil Ka Zehr LabbOn Ki Mithaas Mein..
Taara Koi Riwaa-E-Shab-E-Abr Mein Na Tha
Betha Tha Main Udaas Bayabaan-E-Yaas Mein..
Ju-€-Rawaan-€-Dasht ! Abhi Sookhna Nahi
Saawan Hai Door Aur Wahi Shiddat Hai Peyaas Mein..
Rehta Tha SaamNe Tra Chehra Khula Hua
Parrhta Tha Main Kitaab Yahi Her Claass Mein..
KaantOn Ki Baarr Phaand Gya Tha Magar Jan¡Ä
Rasta Na Mil Saka Mujhe PhOOlOn Ki Baas Mein...
Mohammad Yaseen
Shadi Se Pehle
Andaleeb Siddiqui
Nahi Maloom Kab Se Hai Taaluq Tum Se Apna,
Tumhara Aaqs Tha Dil Mein Tumhare Naam Se Pehely...!!! ❤
Ijunoon
Burhapay Mai Dimaghi Warzish Se Dimagh Ka Sukarna Band
طبی ماہرین نے کہا ہے کہ 70 سال کی عمر میں دماغی ورزش دماغ کے سکڑنے کو روکتی اور دماغی امراض مخبوط الحواسی سے محفوظ رکھتی ہے۔ رپورٹ کے مطابق ریٹائرمنٹ کی عمر گزارنے والے 638 افرادکے دماغ کو سکین کرنے پ...
مزید پڑھیں
Sponored Video