Search
Social Wall / Photos
Ebrahim Ali Ali
Baat Samajh Agai?
·
0 Like ·
Dec 08, 2018 at 17:12
Category: photos
Quotes / Urdu Quotes 
Faisal Razzaq
Soch Samajh Kar

zindagi mein qasam, qadam aur qalam bohat soch samajh kar uthana .
·
3 Like ·
Oct 21, 2018 at 00:10
Category: urdu-quotes
Advertisement
Poetry / Sad
Haya Jalal
Samajh Gaya Teray Eraaday Bass Ab Aur Nahi Aye Ishq.
Samajh Gaya Teray Eraaday Bass Ab Aur Nahi Aye Ishq. . .
Chal Lay Lo Jaan Meri Aur Jaan Chor Day Meri. .
Chal Lay Lo Jaan Meri Aur Jaan Chor Day Meri. .
·
3 Like ·
Oct 16, 2018 at 10:10
Category: sad
Quotes / Urdu Quotes
Qaisar Mahmood
Waqt Aur Samajh

·
5 Like ·
Oct 13, 2018 at 15:10
Category: urdu-quotes
Jokes / Miscellaneous

Anam Lateef
Teri Khamoshi Ki Waja Hum Na Samajh Sakay E Dost

Teri Khamoshi ki Waja Hum Na Samajh Sakay e Dost
Woh to sham ko teri ammi ne bataya ke aaj tenu chittar paye ne
chal koi gall nahee
Woh to sham ko teri ammi ne bataya ke aaj tenu chittar paye ne
chal koi gall nahee
·
0 Like ·
Jul 04, 2018 at 02:07
Category: miscellaneous
Poetry / Poetry Sms
Aleezay Abbasi
Apna Samajh Ke Aap Se Karti Hoon Main Gilaa,
Apna samajh ke aap se karti hoon main gilaa,
Mere hain aap mujh ko shikaayet hai aap se.
Mere hain aap mujh ko shikaayet hai aap se.
·
0 Like ·
Apr 28, 2018 at 10:04
Category: poetry-sms
Poetry / Poetry Sms
Zeeshan Kaliya
Samajh Nahi Aati Wafa Kary Tu Kis Se Kary
Samajh nahi aati wafa kary tu kis se kary
" IQBAL"
matti se baney yeH log kaghaz ke tokroon pe bik jatey hain
" IQBAL"
matti se baney yeH log kaghaz ke tokroon pe bik jatey hain
·
2 Like ·
Apr 09, 2018 at 08:04
Category: poetry-sms
Poetry / Humorous

Ye Baat Samajh Me Aayi Nahi

Ye baat samajh me aayi nahi,
Aur mummy ne samjhai nahi.
Mai kaisay methie baat karu?
Jab mithi chiz koi khai nhi.
Ye chand kaisay maamu hai?
Jab mummy ka wo bhai nahi.
Kyu lambe baal hai bhalo k?
Kyu usne treming karai nahi.
Kya wo bi ganda bachha hai?
Ya jungle me koi naai nahi.
Nana ki biwi jab nani hai,
Dada ki biwi jab dadi hai.
Papa ki biwi kyon papi nahi?
Ye baat samajh mein aayi nahi
Aur mummy ne samjhai nhai.
Aur mummy ne samjhai nahi.
Mai kaisay methie baat karu?
Jab mithi chiz koi khai nhi.
Ye chand kaisay maamu hai?
Jab mummy ka wo bhai nahi.
Kyu lambe baal hai bhalo k?
Kyu usne treming karai nahi.
Kya wo bi ganda bachha hai?
Ya jungle me koi naai nahi.
Nana ki biwi jab nani hai,
Dada ki biwi jab dadi hai.
Papa ki biwi kyon papi nahi?
Ye baat samajh mein aayi nahi
Aur mummy ne samjhai nhai.
·
2 Like ·
Oct 11, 2017 at 05:10
Category: humorous
Poetry / Sad

Hd E Farda Samajh Kar Bandho

kaha nahi tha ?
ke ehd-e-farda samajh kar bandho,
nibha sako ge ?
mujhe samay ki tamazaton se bacha sako ge?
bht kaha tha,
shabahatoon main behal na jana,
mujhe gira kar sambhal na jana,
badalti rut main badal na jana,
boht kaha tha,
kaha nahi tha...?
sambhal gaye na...!
wohi hua na...!
badal gaye na...!

1 Like ·
Jul 14, 2017 at 19:07
Category: sad
Poetry / Sad

Yeh Zindagi Kay Niralay Mosam Humain To Ab Tak Samajh Na Aaey

Merii Nigaahon kay Ainay meiN haiN Naqsh ab tak wisaaL Lamhay
Yehi Mata-e-Hayaat haiN aur yehi haiN HaasiL kamaaL Lamhay
yeh Zindagi kay Niralay Mosam humain to ab tak samajh na aaey
jo yaad gaar-e-Hayaat thehray thay ab tak wohi wabaaL Lamhay
Tumhara kya hay keh tum tou Rastay badaL k bilkul sakoon say ho
Humain tou masmaar kar gaey haiN Judaai kay yeh NidhaaL Lamhay
Humain bhala kab khabaR thi JanaN humain bhaLa kab pata tha Jana
Jo maat kar day gii apnaa JeewaN, chalain gay aise bhi chaaL Lamhay
Humain to apna aap bhii ab shafaf dikhta nahi hay Logo
Humari AankhoN meiN bhar gaey haiN yeh kesi Gard-e-malaaL Lamhay

Jun 20, 2017 at 20:06
Category: sad
Sponored Video