Search
Poetry / 0
Magroor Hi Sahi Mujhe Achcha Bahut Laga,
Ajnabi To Tha Magar Apna Bahut Laga,
Sehra Mein Jo Jee Raha Tha Dirya Dili Ke Saath,
Dekha Jo Gor Se To Woh Pyasa Bahut Laga,
Wo JisKe Dam kadam Se Thin Basti Ki Ronnakein,
Basti Ujad Gayi To Akela Bahut Laga,
Lipta Hua Kehar Mein Khizan Ka Chaand,
Maile Libas Mein Bhi Woh Pyara bahut Laga,
Resham Pehan Ke Bhi Meri kimat Na Barh Saki,
Khaddar Bhi Uske Jism Par Mehnga Bahut Laga,
Jab Aaine Pe Meri Saans Jum Gayi,
MujhKo Khud Apna Aaks Bhi Dhundla Bahut Laga.
Sehar Saeed
Magroor Hi Sahi

·
3 Like ·
Mar 20, 2015 at 01:03
Category: 0
Poetry / Political
Muzammil Shahzad
Safar Kathin He Sahi
Safar Kathan Hi Sahi Jan Se Guzrna Kia
Jo Chal Perain To Ab Rah Main Tehrna Kia
Chal Parain Hain Apni Manzil Ki Janib Hum
Cheen Lain Ge Kafir Se Ab Apna Mulk
Phir Buland Karain Ge Islam Ka Parcham Sare Jahan Main
Itne Karib Akar Ab Humain Kisi Se Darna Kia
Jis Ne Ye Jhosh Dilaya Hai
Wo Hi Himmat Bhi Deta Hai
Osi Ne Jeetna Bhi Sikhaya Hai
Fatah To Musalmanon Ki Hi Hogi Ab
Youn Ghut Ghut K Marna Kia

1 Like ·
Jan 10, 2015 at 10:01
Category: political
Advertisement
Sms / Islamic Quotes
Kashif Yaqoob
Imam Hony Ki Pehli Shart Hai K Wo Sahi Ul Aqeeda Muslman Ho
*IMAM* Imam Hony Ki Pehli Shart Hai K Wo Sahi ul Aqeeda Muslman ho Kisi Bad Mazhab o Bad Aqeeda ko Imam Naa Banain (Radul Muhtar 2/284)
·
3 Like ·
Nov 26, 2013 at 14:11
Category: islamic-quotes
Tags: Quotes Hadith Islam Sms
Sms / Dard
Kashif Yaqoob
Marham Na Sahi Aik Naya Zakhm Hi De Do
Marham Na Sahi Aik Naya Zakhm Hi De Do =,, .*" "*. . _ * _ * _ * _ .
,,= Mehsoos To Ho Koi Hamain Bhi Yaad Krta Hai =,,
,,= Mehsoos To Ho Koi Hamain Bhi Yaad Krta Hai =,,
·
1 Like ·
Jul 20, 2013 at 11:07
Category: dard
Tags: Dukh Dard Shairi Sms
Sms / Friendship
Kashif Yaqoob
Tum Pathar Dil Sahi
TUM Pathar DIL Sahi Lakin Humara Bhi
Ye Daawa Hai
D0st
Humari Muhabbat Jinko Choo Le Wo Pathar Bhi
Dharakna Sekh Jate Hain
Ye Daawa Hai
D0st
Humari Muhabbat Jinko Choo Le Wo Pathar Bhi
Dharakna Sekh Jate Hain
·
1 Like ·
May 31, 2013 at 20:05
Category: friendship
Tags: Dil Mohabbat Friend Sms Dost
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Woh Pathar Dil Sahi
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai
Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte
Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia
Be-khabar hanste rahe aur ba-khabar rote rahe
Me khanay ki tauheen hai rindo ki hatak
Kam zarf ke haath me agar jaam diya jayai
Hum karain baat daleelon se to rud hoti hai
Is ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai
Abhi mitti na khunki thi abhi paani na barsa tha
Magar bazm-e-anasir me tere hone ka charcha tha

Jan 10, 2012 at 10:01
Category: ghazal
Tags: Honton Dil
Sms / Naughty Insult
Ijunoon
Tum Dur Sahi Majbur Sahi Par Yaad Tumhari Aati Hai,
Tum dur sahi majbur sahi par yaad tumhari aati hai, Tum saans wahan lete ho par badbu yahan tak aati hai Use Chota pepsodent ab only Rs.5/- mein....
·
1 Like ·
Nov 21, 2007 at 06:11
Category: naughty-insult
Tags: Yaad
Sms / Shairi
Ijunoon
Mana Ke Bhool Jana Aapki Fitrat Hai Sahi,
Mana ke bhool jana aapki fitrat hai sahi,
magar hame bhul jana apki kismat mein nahi,
chaho tou azma ke dekh lo,
khud ko bhul jaoge par hame nahi.
magar hame bhul jana apki kismat mein nahi,
chaho tou azma ke dekh lo,
khud ko bhul jaoge par hame nahi.
·
1 Like ·
Nov 21, 2007 at 06:11
Category: shairi
Tags: Bhool
Sms / Love
Ijunoon
Doori Hi Sahi Par Duri Tou Nahi,
Doori hi sahi par duri tou nahi,
Intzar bhala par judaai tou nahi.
Milna bichdna tou kismat hai apni,
Aakhir insaan hain hum farishte tou nahi.
Intzar bhala par judaai tou nahi.
Milna bichdna tou kismat hai apni,
Aakhir insaan hain hum farishte tou nahi.
·
1 Like ·
Nov 15, 2007 at 22:11
Category: love
Sms / Ghazal
Ijunoon
Woh Pathar Dil Sahi Hamara Bhi Ye Dawaa Hai
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawaa hai
Hamaray lab jinhe chu lein wo pathar bol uthay
Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia
Bey khabar hanste rahe aur ba khabar rotay rahe
Mey khanay ki tauheen hai rindo ki hatak
Kam zarf ke haath mein agar jaam diya jaye
Hum karain baat daleelon se tou rud hoti hai
Iss ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai
Abhi mitti na khunki thi abhi paani na barsa tha
Magar bazm-e-anasir mein tere hone ka charcha tha

Apr 17, 2007 at 02:04
Category: ghazal
Tags: Honton Dil
Sms / Shairi
Ijunoon
Humne Na Sahi Tumne To Paya Hai…
Shukriya karo us khuda ka ki usne hume banaya hai. kyonki ek pyara, accha smart, cute & beautiful sa dost humne na sahi tumne to paya hai
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: shairi
Tags: Khuda
Sms / Marital Woes
Unknown
Jo Sakhss Mere Is Sawaal Ka Sahi Jab Dega Us Ko Inaam Diya Jaye Ga
ik laraka apni man kesath safar kar raha hota he wo apni man ko kehta he
ke mere paas koi asi chiss nahin he
is liye men aap ko bhech kar shadi karon ga or ase hi dosra larka apni man ko asahi kehta he phir wo dono aek doosre ko apni apni man dete hen phirr un ki shadi ho jati he or un ko bache ho the hen aur phirr wo dono bache aek doosre ke kiya lagte hen rishte men

Category: marital-woes
Sms / Uncategorized
Unknown
Yoon Hi Sahi
Aik sahab apne ghar mein stool per khare brush se dewaar paint kar rahey they keh un ki begum ne kaha
""Aji! Mein ne kaha brush ko mazbooti sey pakar lijeiye mein stool doosry kamrey tak ley ja rahi hoon""
""Aji! Mein ne kaha brush ko mazbooti sey pakar lijeiye mein stool doosry kamrey tak ley ja rahi hoon""
·
1 Like ·
Apr 17, 2007 at 02:04
Category: uncategorized
Sms / Uncategorized
Unknown
Sahi Waqt
ek chota bacha ek dafa apney dad sey poochta hai, A
bu mein kahan sai aya hoon?
To dad sochta hai key ab SAHI WAQT agaya hai key mein bachey ko 1 qudrat ka raaz bata doon.
To woh usay sub kuch detail say bata ta hai or jub woh thak ker paseena ponchta hai to bacha masoomiat sai kahta hai,
Abu lakin chintoo to aaj kah raha tha kay woh lahore sai aya hai,

Sponored Video