Search
Social Wall / Photos
Ijunoon
Jis Larki Se Apne Hi Sar Ka Dopatta Na Sanbhal Sakay
Jis Larki se apne hi sar ka dopatta na sanbhal sakay wo kya sanbhalay gi tere ghar ki abroo.
·
1 Like ·
Apr 11, 2018 at 19:04
Category: photos
Poetry / General
Fozia Iqbal
Na Kaha Karo Har Bar Ke Hum Chhore Denge Tum Ko
Na kaha karo har bar ke hum chhore denge tum ko
nah hum itnay aam hein na ye tere bas ki baat hai
nah hum itnay aam hein na ye tere bas ki baat hai
·
0 Like ·
Apr 07, 2018 at 10:04
Category: general
Advertisement
Poetry / General
Shayan Shahid
Na Dhoond Khuda Ko Zameen O Aasmaan Ki Gardish Main
Na Dhoond KHUDA Ko Zameen-o-Aasmaan Ki Gardish Main
"Iqbal"
Agar Wo Teray Dil Main Nahi To Phir Teray Liye Kahin Bhe Nahi.
#poetry #iqbal
"Iqbal"
Agar Wo Teray Dil Main Nahi To Phir Teray Liye Kahin Bhe Nahi.
#poetry #iqbal
·
0 Like ·
Apr 05, 2018 at 06:04
Category: general
Poetry / Love
Javed Ashraf
Raaston Mein Rahay Na Ghar Mein Rahay
Raaston Mein Rahay Na Ghar Mein Rahay
Umer Bhar Haalat-e-Safar Mein Rahay
Lafz Saaray Charaagh Ban Jayein
Vasf Aisa Mere Hunar Mein Rahay
Zeher Saara Shajar Mein Aa Jaye
Ay Khuda Zindagi Samar Mein Rahay
Is Lye Gardishon Ko Paala Hai
Koi Tou Halqa-e-Asar Mein Rahay
Ek Zamaana Gharon Mein Tha Aabaad
Be-Ghar Ham Teri Nazron Mein Rahay.
Umer Bhar Haalat-e-Safar Mein Rahay
Lafz Saaray Charaagh Ban Jayein
Vasf Aisa Mere Hunar Mein Rahay
Zeher Saara Shajar Mein Aa Jaye
Ay Khuda Zindagi Samar Mein Rahay
Is Lye Gardishon Ko Paala Hai
Koi Tou Halqa-e-Asar Mein Rahay
Ek Zamaana Gharon Mein Tha Aabaad
Be-Ghar Ham Teri Nazron Mein Rahay.
·
10 Like ·
Apr 02, 2018 at 15:04
Category: love
Poetry / Love
Mahu Arish
Tujh Ko Dekha Phir Us Ko Na Dekh
·
2 Like ·
Apr 01, 2018 at 20:04
Category: love
Poetry / Love
Amin Lakhan
Qurban Q Na Jau Mei Uss Hakeem Par
·
16 Like ·
Mar 25, 2018 at 19:03
Category: love
Poetry / General
Mohammad Afzal
Nazar Na Ai Meri Mohabbat To Iss Zamanay Ko
·
3 Like ·
Mar 24, 2018 at 12:03
Category: general
Poetry / Love
Moona Malik
Tum Se Na Kat Sake Ga Andheron Ka Yeh Safar
·
6 Like ·
Mar 18, 2018 at 08:03
Category: love
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Abhi Na Khul
abhi nah khul abhi thora hijaab rehne day
kuch aur din mujhe yuhin kharab rehne day
ujaarr day mere dil ki tamam dharti ko
bas ik shehar, mera shehr-e khawab rehne day
wohi howa nah bichernay pay baat aa pohanchi
tujhe kaha tha, puranay hisaab rehne day
meri hatheli par likh day har ik nakami
mere khuda to usay kamyaab rehne day
waraq waraq nah to aisay lakerain khinchtaa ja
kitab Umar mein koi to baab rehne day
kuch aur din mujhe yuhin kharab rehne day
ujaarr day mere dil ki tamam dharti ko
bas ik shehar, mera shehr-e khawab rehne day
wohi howa nah bichernay pay baat aa pohanchi
tujhe kaha tha, puranay hisaab rehne day
meri hatheli par likh day har ik nakami
mere khuda to usay kamyaab rehne day
waraq waraq nah to aisay lakerain khinchtaa ja
kitab Umar mein koi to baab rehne day
·
1 Like ·
Mar 14, 2018 at 03:03
Category: general
Sponored Video