Search
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Meri Soch Musafir Mera Qalam Rahgir Hai
Meri Soch Musafir Mera QalaM Rahgir Hai
Mera Andaz-E-Bayan Mera ZoQ-E-Aagahi Ki Tafseer Hai
Khaak Hoon Manzil Bhi Meri Khak Magar Sach Hai
Duniya Kuch Nahi FaQat Mere Khwabon Ki Tafseer Hai
Main Rond Gaya Hota Kab Se Dar-E-Wahshat
Meri Wafa Magar Mere Paon Ki Zanjeer Hai
Mere Andaz-E-Bayan Se Nala youn Na Hona Ke
Mera Sach Hi Mera MujasaM Meri Tasveer Hai
Bhatakti Chahat Par Pehre Bithana Kab Aasan Hua
Ye Chahat Ye Ulfat To Zindagi Ka Safar Hai
Mere Warison Mein Wirasat Ka Zikr Hai Asfer
Kya Bataun? Chahat Poonji Chahat Hi Jagir Hai

·
1 Like ·
Feb 23, 2017 at 15:02
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Uss K Baghair Kharchay Meri Umar Katt Gai
Uss k Baghair kharchay Meri Umar Katt Gai
Lekin Hayaat Kitnay Anaasar Mein Batt Gai
Main Ne Usay Khareed Liya Chahton k Bhaao
Phir Yun Hua K Qeemat-e-Bazaar Ghatt Gai
Behti Hui Thi oot mein Khuwaabon Ki Chaandni
Main Dekhne Laga to Dareechay se Hatt Gai
Logo ne Meri Shakl k Tukrey Utha Liye
Tasweer Meri Chahne Walo mein Batt Gai
Ghar Chornay Ka Jabb Bhi Irada Kiya Mohsin
Qadmoo Se Uss ki Yaad Ki Khusbhoo Lipat Gai

Jan 11, 2017 at 18:01
Category: sad
Advertisement
Social Wall / Text
Owais Kareem
Tere Magron Meri Mayen
·
9 Like ·
Jan 05, 2017 at 09:01
Category: text
Poetry / Love
Voh Chanchal Albeli Larki Meri Nazmen Yuun Parhti Hai
voh chanchal albeli laRki meri nazmeN yuuN paRhti hai
jaise un nzmoN ka mehwar
us kii apni zaat nahiiN hai,
(yaani itni sundar laRki aur koii bhii ho sakti hai!)
jaise us ko ilm nahiiN hai yeh saari baateN us kii haiN
saari ghataiN us kii haiN
har aahaT hai us kii aahaT, sab saaye haiN us ke saaye
saare mehmal us ke haiN
har Khushbu hai us kii Khushbu, sab chehre haiN us k chehre
saare aanchal us ke haiN
jaise us ko ilm nahiiN hai us laRki ke saare kaam
saare naam usii ke haiN
her khiRki hai us kii khiRki, saare baam usii ke haiN
us laRki ke naam se jo kuChh maiN ne apne naam likha hai
us se hi mansoob hua hai
(shaayad mera veham ho lekin maiN ne yeh mehsoos kia hai)
jab maiN nazm sunata huuN voh aankh churaane lagti hai
mujh se nazareN mil jaayeN to voh sharmane lagti hai
kuch lamhe voh chanchal laRki gum sum sii ho jaati hai
lekin thoRi der meN phir se pathar kii ho jaati hai
jaise meri nazm kii laRki ho

Dec 20, 2016 at 19:12
Category: love
Poetry / Sad
Meri Mohabat Aur
Meri Mohabat aur
Teri Wafa k Phool
Muqadroon ki Dhool ban gay Ab
Rah k Phool
Kahein par Tu Bikhare hain meri Chah k Phool
Zamane bhar ne Jo paye thay Sur or Tal k Phool
Waqat k Dharoon pe Jab
Beh Raha hai Pani bhi
Mare Apno ne
Likh di meri Kahani bhi
Kabhi Badal na paye ga Tu
Mari Nishani bhi
Zamane bhar ne Mil kr
KI Hai Beamani bhi
Teri Khushi main hii jb Hum ne Haar mani thee
Ashak ban k Tab Beeh gay Qaza k Phool

Dec 14, 2016 at 05:12
Category: sad
Poetry / Love
Meri Jaan Sochti Hon Main
Meri jaan sochti hon main
Agar tum mil na paye tu
Tumhaari yaad ko dill sey
Bhala kaise bhulaoun gi
Jo mousam sang terey beetey
unhain kaise bhulaon gi
Andheri raat main jugnu
bhala kaise jalaoun gi
meri jaan sochti hon main
Tumhain kaise bhulaaon gi
Likha jo naam hay dill per
Usey kaise mitaaoon gi
Jo aadhi umer jeni hay
Wo main kaise bitaaon gi
Meri jaan sochti hoon main
Tumhain kaise bhulaaoon gi
Teri yaadain jo aaen gi
Mujhe pal pal rulay gi
Merey Anchal ko kheinchain gi
Mujhe kuch gud-gudain gi
Meri jaan sochti hoon main
Tumhain kaise bhulaaon gi
Jo baatain tum sey karti hon
bhala kis ko bataaon gi
Naya jab sher likhoon gi
Tu main kis ko sunaon gi
meri jaan sochti hoon main
Tumhain kaise bhulaaoon gi
Meri jaan Jaan lo tum bhi
Tumhain na bhool paoon gi
Agar tum mil na paye tu
Tumhaari yaad ko dill sey
Bhala kaise bhulaoun gi
Jo mousam sang terey beetey
unhain kaise bhulaon gi
Andheri raat main jugnu
bhala kaise jalaoun gi
meri jaan sochti hon main
Tumhain kaise bhulaaon gi
Likha jo naam hay dill per
Usey kaise mitaaoon gi
Jo aadhi umer jeni hay
Wo main kaise bitaaon gi
Meri jaan sochti hoon main
Tumhain kaise bhulaaoon gi
Teri yaadain jo aaen gi
Mujhe pal pal rulay gi
Merey Anchal ko kheinchain gi
Mujhe kuch gud-gudain gi
Meri jaan sochti hoon main
Tumhain kaise bhulaaon gi
Jo baatain tum sey karti hon
bhala kis ko bataaon gi
Naya jab sher likhoon gi
Tu main kis ko sunaon gi
meri jaan sochti hoon main
Tumhain kaise bhulaaoon gi
Meri jaan Jaan lo tum bhi
Tumhain na bhool paoon gi
·
1 Like ·
Nov 08, 2016 at 15:11
Category: love
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Ankhon Se Meri Iss Liye Lali Nahi Jati..
Ankhon Se Meri Iss Liye Lali Nahi Jati..
Yadoon Se Koi Raat Jo Khali Nahi Jati..
Ab Umar' Na Mosam' Na Woh Rasty Ke wo Plte..
Iss Dil Ki Magar Kham Khiyali Nahe Jati..
Aya Koi Aaker Ya Tere Dard Sambhaley..
Hum Sai To Yeh Jageer Sambhali Nahi Jati..
Malum Humay Bhe Haan Bohat Se Tery Qisay..
Har Baat Teri Hum Sai Uchali Nahe Jati..
Humrah Tere Phool Khilati Thii' Jo Dil Mein..
Abb Sham Woh Dard Se Khali Nahe Jati..
Hum Jaan Sai Jayan Ge Tabhi Baat Banay Gi..
Tum Se Tou Koi Rah Nikali Nahi Jati..

Oct 30, 2016 at 09:10
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Kia Khazanay Meri Jan Hijar Ki Shab Yaad Ay
Kia Khazanay Meri Jan Hijar ki Shab Yaad Aye ..
Tera Chehra , Teri Ankhain , Tere Lab Yaad Aye ..
Aik Tu Tha Jise Ghurbat Men Pakra Dil Ne ..
Warna Bichre Huy Ahbab To Sab Yaad Aye ..
Hum NE Maazi KI Sakhawat Pe Jo Pal Bhar Socha ..
Dukh Bhi KIa Kia Humain YarOn k Sabab Yaad Aye ..
PhooL Khilne Ka Jab Mausam Mere DIL Men Utra ..
Tere Bakhshe Huy Kuch Zakham Ajab Yaad Aye ..
Ab To AnkhOn men Dhool hA Faqat YadOn ki ..
Hum Usay Yaad Aye Bhi To Kab Yaad Aye ..?
BHoOol Jane Men Ha Wo Zaalim Bala Ka Maahir ..
Yaad Ane Pe Bhi Aye , To Ghazab Yaad Aye ..
YEH Khunak Rut , Yeh Naye Saal Ka Pehla Lamha ..
Dil Ki Khwahish Ha k Mohsin Koi Ab Yaad Aye ...!!!

Oct 09, 2016 at 21:10
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Na Yeh Chahat Hai Meri
Na Yeh Chahat Hai Meri
Na Ye Muhabat Hai Meri
Her Kisi Ko Sahara Daina
Bus Yeh Adat Hai Meri
Kash K Tum Samjho
Meray Dard Ki Shiddat Ko
Jis Roz Chand Pora Ho
Chandni Chehray Ko Chhotii Ho
Tum Bus Itna Samjh Laina
K Aj Phr Hawaon Nay
Mera Anchal Uraya Hai
Na Ye Muhabat Hai Meri
Her Kisi Ko Sahara Daina
Bus Yeh Adat Hai Meri
Kash K Tum Samjho
Meray Dard Ki Shiddat Ko
Jis Roz Chand Pora Ho
Chandni Chehray Ko Chhotii Ho
Tum Bus Itna Samjh Laina
K Aj Phr Hawaon Nay
Mera Anchal Uraya Hai
·
1 Like ·
Sep 23, 2016 at 20:09
Category: sad
Sponored Video