Search
Social Wall / Photos
Ijunoon
Namaz Jannat Ki Kunji Hai
Namaz Jannat ki Kunji hai
·
1 Like ·
Apr 03, 2018 at 19:04
Category: photos
Articles / Featured
Ijunoon
Barf K Neeche Dabi Jheel Ki Talash Mai Khudai
برطانوی محققین کی ایک ٹیم نے انٹارکٹیکا میں برف تلے دبی ایک جھیل کی تلاش کے لیے کھدائی کا کام شروع کر دیا ہے۔
یہ منصوبہ ایک طویل انتظار کے بعد شروع ہوا ہے اور بارہ سائنسدانوں اور انجینئروں پر مشتمل...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Apr 03, 2018 at 04:04
Category: featured
Advertisement
Poetry / Love
Shaheen Fatima
Tujh Se Ab Aur Mohabbat Nahin Ki Ja Sakti
Tujh se ab aur mohabbat nahin ki ja sakti,
Khud ko itni bhi aziyat nahin di ja sakti,
Jaantey hain ke yaqeen toot raha hai dil par,
Phir bhi ab tarq yeh wehshat ki nahin ja sakti,
Habss ka sheher hai aur is mein kisi bhi surat,
Saans lene ki sahulat nahin di ja sakti,
Roshni ke liye darwaaza khula rakhna hai,
Shab se ab koi ijaazat nahin li ja sakti,
Ishq ne hijar ka azaar to de rakha hai,
Is se barrh kar to reyaayet nahin di ja sakti..
Khud ko itni bhi aziyat nahin di ja sakti,
Jaantey hain ke yaqeen toot raha hai dil par,
Phir bhi ab tarq yeh wehshat ki nahin ja sakti,
Habss ka sheher hai aur is mein kisi bhi surat,
Saans lene ki sahulat nahin di ja sakti,
Roshni ke liye darwaaza khula rakhna hai,
Shab se ab koi ijaazat nahin li ja sakti,
Ishq ne hijar ka azaar to de rakha hai,
Is se barrh kar to reyaayet nahin di ja sakti..
·
4 Like ·
Apr 02, 2018 at 21:04
Category: love
Jokes / Miya Aur Biwi
Samra Mushtaq
Aap Ke Ghar Ki Talashi Leni Hai.
·
2 Like ·
Apr 02, 2018 at 04:04
Category: miya-aur-biwi
Articles / Featured
Ijunoon
Shehed Ki Makhiyon K Jeeniyati Raaz Daryaft
محققین کا کہنا ہے کہ شہد کی مکھیوں کی ماحول سے حساسیت سے وابستہ جینیاتی رازوں سے پردہ ہٹا لیا ہے۔
برطانیہ اور آسٹریلیا کے سائنسدانوں کے مطابق ان کی دریافت سے جینز کی ڈی کوڈنگ کی وجہ سے غذا، ماحول ا...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Apr 02, 2018 at 01:04
Category: featured
Poetry / Love

Mohammad Ali Shah
Khauf Ki Shab Mein Hont Seenay Se

Khauf Ki Shab Mein Hont Seenay Se
Marna Behtar Hai Aisay Jeenay Se
Kuch Tou Qaayim Rahay Anaa Ka Bharam
Dekhna Hai Ose Qareenay Se
Yun Tamasha Tou Osko Hona Tha
Jo Ghiri Aarzoo Ke Zeenay Se
Kuch Hawaaon Ka Aitbaar Nahi
Warna Kia Khauf Os Safeenay Se
Dil Ka Ab Talkhion Se Naata Hai
Lutf Laita Hai Zeher Peenay Se.
#poetry
Marna Behtar Hai Aisay Jeenay Se
Kuch Tou Qaayim Rahay Anaa Ka Bharam
Dekhna Hai Ose Qareenay Se
Yun Tamasha Tou Osko Hona Tha
Jo Ghiri Aarzoo Ke Zeenay Se
Kuch Hawaaon Ka Aitbaar Nahi
Warna Kia Khauf Os Safeenay Se
Dil Ka Ab Talkhion Se Naata Hai
Lutf Laita Hai Zeher Peenay Se.
#poetry
·
3 Like ·
Mar 31, 2018 at 18:03
Category: love
Poetry / Sad
Mohammad Ali Khan
Aansoun Ko Khabar Kaise Hui Teri Judai Ki
·
1 Like ·
Mar 28, 2018 at 10:03
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Faiz Ahmed Khan
Ek Sharabi Ne Doston Ki Dawat Ka Program Banaya,
Ek sharabi Ne Doston Ki Dawat Ka Program Banaya, Aur Apne Hi Ghar Se Raat Ko Bakra Chori Kiya, Aur Khoob Dawat Ki,
Subha Jab Ghar Pahucha To Bakra Ghar Me hi Tha,
Bivi Se Pucha- Bakra Kaha Se Aya?
.
.
.
.
.
Bivi- Bakre Ko maro Goli ! Ye Batao Raat Ko Tum Choron Ki Tarha KUTTE Ko Kaha Le Kar Gaye the.
Subha Jab Ghar Pahucha To Bakra Ghar Me hi Tha,
Bivi Se Pucha- Bakra Kaha Se Aya?
.
.
.
.
.
Bivi- Bakre Ko maro Goli ! Ye Batao Raat Ko Tum Choron Ki Tarha KUTTE Ko Kaha Le Kar Gaye the.
·
1 Like ·
Mar 27, 2018 at 03:03
Category: miscellaneous
Articles / Featured
Ijunoon
Gumshuda Mobile Phone Ki Talash K Liye Software Tayar
موبائل فون صارفین کےلیےاچھی خبر یہ ہےکہ گمشدہ موبائل فون کو تلاش کرنے کے لئے پاکستانی طالبعلموں نے ایک سافٹ ویئر تیار کرلیا ہے۔
موبائل فون چھیننے کی وارداتوں پر قابو پانے کے لئے ایک ایسی ٹیکنالوجی ...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Mar 26, 2018 at 17:03
Category: featured











Sponored Video