Search
Poetry / Sad
Amna Omar
Tujhe Kho K Sochta Hun Mere Daaman E Talab Mein.
Tujhe kho k sochta hun mere daaman-e-talab mein
koi khwaab hai to kyun hai, koi aas hai to kyun hai?
Main ujar k bhi hun tera, tu bichar k bhi hai mera
yeh yaqeen hai to kyun hai, yeh qayaas hai to kyun hai?
kabhi puch us-k dil se k yeh khush-mizaaj shaair
bahut apni shairi mein jo udaas hai to kyun hai?

·
1 Like ·
Jun 16, 2018 at 06:06
Category: sad
Poetry / Love
Hame Apni Mohabbat Me Kho Jaane Do
Hame apni mohabbat me kho jaane do,
har lamha mar ke aaj phir jee jaane do,
Mahobbat ne dil ko aaj phir dhadkaya hei,
mujhe Mahobbat ke aaghosh mei kho jaane do
tadap ki aag hei judaai ki baahon mein
mujhe aaj es mohabbat se mill jaane do.....
meri saans chalti hei tere naam ki aahat pe,
mujh benaam ko es naam me kho jaane do,,,
kasam tujhe chalne wali hawaon ki sanam hai,
mujhe es Mahobbat ki aaj mei jal jaane do...!

2 Like ·
Dec 05, 2017 at 08:12
Category: love
Advertisement
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Mujhe Teri Mohabbat Mein Kho Jaane Do
Mujhe teri mohabbat mein kho jaane do
Har lamha mar ke aaj phir jee jaane do
Isse mahobbat ne dil ko aaj phir dhadkaya hai
Mujhe ishq ki baaho mein so jaane do
Tadap ki aag hai judaai ki baahon mein
Mujhe aaj es mohabbat se mil jaane do
Meri saans chalti hai tere naam ki aahat pe
Mujh benaam ko es naam mein kho jaane do
Kasam tujhe chalne wali hawaon ki mehboob
Mujhe es mohabbat ki aag mein jal jaane do.

Jun 11, 2017 at 19:06
Category: love
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Mujhe Teri Mohabbat Mein Kho Jaane Do
Mujhe teri mohabbat mein kho jaane do
Har lamha mar ke aaj phir jee jaane do
Isse mahobbat ne dil ko aaj phir dhadkaya hai
Mujhe ishq ki baaho mein so jaane do
Tadap ki aag hai judaai ki baahon mein
Mujhe aaj iss mohabbat se mil jaane do
Meri saans chalti hai tere naam ki aahat pe
Mujh benaam ko iss naam mein kho jaane do
Kasam tujhe chalne wali hawaon ki mehboob
Mujhe iss mohabbat ki aag mein jal jaane do

Jan 14, 2017 at 09:01
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Na Jany Kahan Kho Gaya Vo Zamana
Chaman Ki Baharon Main Tha Ashiyana
Na Jany Kahan Kho Gaya Vo Zamana
Tumhain Bhoolne Ki Main Koshish Karonga
Ye Vada Karo Ke Na Tum Yaad Aanaa
Mujhe Mere Mitne Ka Gham Hai To Ye Hai
Tumhain Bevafa Keh Rahaa Hai Zamana
Khudara Meri Qabr Pe Tum Na Aana
Tumhain Dekh Kar Shak Karega Zamana
,
Na Jany Kahan Kho Gaya Vo Zamana
Tumhain Bhoolne Ki Main Koshish Karonga
Ye Vada Karo Ke Na Tum Yaad Aanaa
Mujhe Mere Mitne Ka Gham Hai To Ye Hai
Tumhain Bevafa Keh Rahaa Hai Zamana
Khudara Meri Qabr Pe Tum Na Aana
Tumhain Dekh Kar Shak Karega Zamana
,
·
1 Like ·
May 22, 2016 at 06:05
Category: sad
Social Wall / Text
Anmol Rubab
Tumhe Kho Kar Hi Andaza Hua Hai
Tumhe kho kar hi andaza hua hai
Mai apne aap ko mehnga para hun
Mai apne aap ko mehnga para hun
·
0 Like ·
May 16, 2016 at 15:05
Category: text
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Kahin Chaand Rahon Main Kho Gaya
Kahin chaand rahon mei kho gaya, kahin chandni b bhatak gai
Mei charagh woh b bujha hua, meri raat kaise chamak gai
Meri dastaan ka urooj tha, teri narm palkon ki chhaon mei
Mere sath tha tujhe jaagna, teri aankh kaise jhapak gai
Kabhi hum mile to b kya mile, wohi dooriyan wohi faaslay
Na kabhi humare qadam barhay, na kabhi tumhari jhijhak gai
Tujhe bhool jane ki koshishein, kabhi qaamyab na ho sakein
Teri yaad Shaakh-e-Gulaab hai, jo hawa chali to lachak gai....... ,

May 05, 2016 at 08:05
Category: sad
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Miltee Hai Kho E Yaar
Miltee Hai Kho-E-Yaar Se Naar Iltihaab Mein
Kaafir Hoon Gar Na Miltee Ho Raahat 'Azaab Mein
Kab Se Hoon Kya Bataaoon Jahaan-E-Kharaab Mein
Shab Haaye Hijr Ko Bhi Rakhoon Gar Hisaab Mein
Taa phir Na Intezaar Mein Neend Aaye 'Umr Bhar
Aane Ka Ahad Kar Gaye Aaye Jo Khwaab Mein
Qaasid K Aate Aate Khat Ik Aur Likh Rakhoon
Main Jaanta Hoon Jo Woh Likhenge Jawaab Mein
Mujh Tak Kab Unki Bazm Mein Aata Tha Daur-E-Jaam
Saaqi Ne Kuch Mila Na Diya Ho Sharaab Mein
Jo Munkir-E-Wafa Ho Fareb Us Peh Kya Chale
Kyoon Badghumaan Hoon Dost Se Dushman K Baab Mein
Main Muztarib Hoon Wasl Mein Khauf-E-Raqeeb Se
Daala Hai Tumko Weham Ne Kis Pech-O-Taab Mein
Hai Tevaree Chadee Huee Andar Naqaab K
Hai Ik Shikan Padee Hui Tarf-E-Naqaab Mein
Woh Naala Dil Mein Khas K Baraabar Jagah Na Paaye
Jis Naale Se Shigaaf Pare Aaftaab Mein
Woh Sehar Muddaa Talbee Mein Na Kaam Aaye
Jis Sehar Se Safina Ravaan Ho Saraab Mein
'Ghalib' Chutee Sharaab, Par Ab Bhee Kabhi Kabhi
Peeta Hoon Roz-E-Abr -O- Shab-E-Maahtaab Mein

Oct 14, 2015 at 15:10
Category: general
Poetry / Sad
Hum Ko Tum Kho Do Ge
Meri Rooh Nikalne Wali Hogi
Meri Saans Bikherne Wali Hogi
Phir Daman Zindagi Ka Chootey Ga
Dhaaga Saans Ka Bhi Toote Ga
Phir Wapis Hum Na Aayenge
Phir Hum se Koi na Roothey Ga
Phir Aankhon main Noor Na Hoga
Phir Dil Gham Se Choor Na Hoga
Us Pal Tum Hum Ko Thaamo Ge
Hum Se Dost Apna Maango Ge
Phir Hum Na Kch Bhi Bolen Ge
Aankhain Bhi Na Kholen Ge
Us Pal Tum Ro Do Ge
Hum Ko Tum Kho Do Ge
Meri Saans Bikherne Wali Hogi
Phir Daman Zindagi Ka Chootey Ga
Dhaaga Saans Ka Bhi Toote Ga
Phir Wapis Hum Na Aayenge
Phir Hum se Koi na Roothey Ga
Phir Aankhon main Noor Na Hoga
Phir Dil Gham Se Choor Na Hoga
Us Pal Tum Hum Ko Thaamo Ge
Hum Se Dost Apna Maango Ge
Phir Hum Na Kch Bhi Bolen Ge
Aankhain Bhi Na Kholen Ge
Us Pal Tum Ro Do Ge
Hum Ko Tum Kho Do Ge
·
2 Like ·
Jul 10, 2015 at 04:07
Category: sad
Articles / Health
Ijunoon
Yaadasht Kho Jane K Marz K Liye Nayi Dawa Tayar
سکاٹ لینڈ میں ہونے والی ایک طبی تحقیق کے مطابق بہت جلد ایک ایسی دوا متعارف کرائی جائے گی جس سے بڑھاپے میں یاداشت کی کمی کے مسئلے کو دورکیاجاسکے گا۔ یونیورسٹی آف ایڈن برگ میں ہونے والی اس تحقیق میں بتا...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jan 06, 2015 at 15:01
Category: health
Sponored Video