Search
Articles / Featured
Ijunoon
Ganjay Afraad Mai Amraaz E Qalb Ka Khatra Ziada
جاپان میں ہونے والی ایک تحقیق کے مطابق گنجے افراد میں امراضِ قلب کا شکار ہونے کے لیے امکانات زیادہ ہوتے ہیں۔
37000 کے قریب افراد پر کی گئی یہ تحقیق آن لائن جرنل بی ایم جے اوپن میں شائع ہوئی ہے اور اس...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jul 24, 2018 at 22:07
Category: featured
Jokes / Miscellaneous
Sadaf Zeeshan
Car Ka Add
aik martaba aik siigh ka chota baita chotee gareee chala raha tha woh garee har jaga say guzartee hai us ki amman kay pair pay say charhtee wee guzar tee hai, aquarium main say gizar teee hai phir bed par abba laitay hotay hain un kay paith par charh gatee hai to woh apnay bachay say kahtay hain kay "" oye yaar bus bhi kardeen kitnee chalyeen gee"" to bacha jawab daita hai "" oyee papa jeee ki kita petrol hi khatam nahin hondiya ai
·
1 Like ·
Jul 22, 2018 at 16:07
Category: miscellaneous
Advertisement
Social Wall / Text
Babar Ali
Society Ka Asar
Society ka asar be-shak bohat zyada hota hai lekin wo bachpan ki jibli buraiyon ko yaksar door karnay se qasir hai lehaza bachpan me tarbiya ka khas khayal rakhna chahiye
·
3 Like ·
Jul 20, 2018 at 00:07
Category: text
Jokes / Miscellaneous
Abdul Basit
Hujoom Itna Ho Tere Ghar Mein Khushion Ka
Hujoom itna ho tere ghar mein khushion ka ae dost
ke tujhe bathroom jana ho aur rasta nah mile
ke tujhe bathroom jana ho aur rasta nah mile
·
2 Like ·
Jul 18, 2018 at 19:07
Category: miscellaneous
Social Wall / Text
Ijunoon
Hisaab Ka Bada Zaroori Qaida
·
2 Like ·
Jul 18, 2018 at 16:07
Category: text
Articles / Featured
Ijunoon
Ghazal Ka Dour Phir Wapis Ayega Ghulam Ali
مشہور غزل گلوکار غلام علی کا کہنا ہے کہ جیسے آندھی، طوفان کے بعد ایک بار پھر سکون ہوتا ہے اسی طرح سے آج کی شور شرابے والے موسیقی کا دور جب ختم ہوگا تو ایک بار پھر سے غزلوں اور كلاسیكل گائیکی کا دور آئ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jul 18, 2018 at 08:07
Category: featured
Poetry / Sad
Abdul Karim Khan
Jhonka Idhar Na Aaye Nasim E Bahar Ka.
jhonka idhar na aaye nasim-e-bahar ka
nazuk bahut hai phul charag-e-mazar ka
phir baithe baithe vada-e-vasl us ne kar liya
phir uth khada hua wohi rog intazar ka
shakhon se barg-e-gul nahi jhadate hain bag mein
zevar utar raha hai urus-e-bahar ka
har gul se lalazar mein ye puchata hun main
tu hi pata batade dil-e-dagdar ka
is pyar se fishar diya gor-e-tang ne
yaad aa gaya maza mujhe aagosh-e-yar ka
hilati nahi hawa se chaman mein ye daliyan
muh chumate hain phul urus-e-bahar ka
uthta hai naza mein wo sarahane se ae ‘ameer’
mitata hai aasara dil-e-ummidvar ka.
nazuk bahut hai phul charag-e-mazar ka
phir baithe baithe vada-e-vasl us ne kar liya
phir uth khada hua wohi rog intazar ka
shakhon se barg-e-gul nahi jhadate hain bag mein
zevar utar raha hai urus-e-bahar ka
har gul se lalazar mein ye puchata hun main
tu hi pata batade dil-e-dagdar ka
is pyar se fishar diya gor-e-tang ne
yaad aa gaya maza mujhe aagosh-e-yar ka
hilati nahi hawa se chaman mein ye daliyan
muh chumate hain phul urus-e-bahar ka
uthta hai naza mein wo sarahane se ae ‘ameer’
mitata hai aasara dil-e-ummidvar ka.
·
0 Like ·
Jul 17, 2018 at 19:07
Category: sad
Jokes / Miscellaneous
Eshwa Khan
Aik Dafa Aik Chooha Hathi Ko Nadi Se Bahir Aney Ka Kehta He
aik daffa aik chooha hota he jo k nadiya kinarey ja ker mazey se nahatey huvey hathi ko kehta he,""OYE HATHI K BACHEY"". zara bahir aao.Hathi kehta he k jo kehna he abi keh do mager chooha us ko bahir aney ka hukam deta he.majbooran hathi bahir ata he aur aa ker poochta he k han kia bat he keu shour macha rakha he.choooha kehta he k kuch nahi tumm wapis ja ker naha saktey ho, mein ne to bas ye dekhna tha k kanhi tum ney meri chaddi to nahi pehan rakhi..... kesa.
·
1 Like ·
Jul 12, 2018 at 18:07
Category: miscellaneous
Sponored Video