Search
Poetry / General
Aur Phir Tuut Ja (pak Old)
Khiloney
muskara
Kisi se dil laga
Aur phir tuut jaa
Khushi dhunde ga tu
Mileen ge lakh gham
Tujhay thukrayeen ge
Yeh pathar k sanam
Yeh dhokah tu bhi kha
Kisi ko aazmaa
Aur phir tuut jaa
Mile gi aik din
Mohabbat ki saza
Urye ga rang bhi
Jale ga dil tera
Yaqeen kar pyaar ka
Yeh sadma bhi utha
Aur phir tuut jaa
muskara
Kisi se dil laga
Aur phir tuut jaa
Khushi dhunde ga tu
Mileen ge lakh gham
Tujhay thukrayeen ge
Yeh pathar k sanam
Yeh dhokah tu bhi kha
Kisi ko aazmaa
Aur phir tuut jaa
Mile gi aik din
Mohabbat ki saza
Urye ga rang bhi
Jale ga dil tera
Yaqeen kar pyaar ka
Yeh sadma bhi utha
Aur phir tuut jaa
·
1 Like ·
Jul 26, 2015 at 22:07
Category: general
Poetry / Poetry Sms
Nazar Andaz Voh Hume Kye Ja Rahe Hain
Nazar andaz voh hume kye ja rahe hain
HUm har sitam unka dil par lye ja rahe hain
Pata nahi kyun yaad aate hai voh
Jo hume zakham pe zakham diye ja rahe hain
HUm har sitam unka dil par lye ja rahe hain
Pata nahi kyun yaad aate hai voh
Jo hume zakham pe zakham diye ja rahe hain
·
2 Like ·
Jul 05, 2015 at 16:07
Category: poetry-sms
Advertisement
Poetry / Poetry Sms
Abdul Rasheed
Khuda Ke Darr Par Ja Kar Dua Karte Hain
Khuda Ke Darr Par Ja Kar Dua Karte Hain
K Kahin Mein Unse Juda Na Ho Jaoon,
Agar Mar Bi Jaoon To Unhe Door Rakhna,
Kahin Unki Mehak Se phir Zinda Na Ho Jaoon
K Kahin Mein Unse Juda Na Ho Jaoon,
Agar Mar Bi Jaoon To Unhe Door Rakhna,
Kahin Unki Mehak Se phir Zinda Na Ho Jaoon
·
3 Like ·
Jun 16, 2015 at 03:06
Category: poetry-sms
Poetry / 0
Bhool Ja
Kahaan Aa Kay Rukney Thay Raastey,
Kahaan Morr Tha, Ussay Bhool Jaa,
Joo Mil Gaya Ussay Yaad Rakh,
Joo Nahien Mila Ussay Bhool Jaa,
Woh Tere Naseeb Ki Baarishein,
Kisi Aur Chhat Pe Baras Gayien,
Dil-e-Bekhabbar Meri Baat Sun,
Ussay Bhool Jaa, Ussay Bhool Jaa,
Mein Tou Gum Thaa Tere Hi Dehyaan Mein,
Teri Aass Tere Gumaan Mein,
Saba Keh Gayi Mere Kaan Mein,
Mere Paas Aa Ussay Bhool Jaa
Kisi Ki Aankh Mein Nahien Ashq-e-Gham,
Tere Baad Kuch Bhi Nahien Hai Kam,
Tujhe Zindagi Ney Bhulaa Diya,
Tu Bhi Muskuraa Ussay Bhool Jaa
Naa Woh Aankh Hi Teri Aankh Thi,
Naa Woh Khuaab Hi Tera Khuaab Thaa,
Dil-e-Muntazir Tou Yeh Kis Liye Tera Jaagnaa,
Ussay Bhool Jaa
Yeh Joo Raat Din Ka Hai Khel Saa,
Ussay Dekh Iss Pe Yakeen Naa Kar
Nahien Aks Koi Bhi Mustaqil Sar-e-Aaena, Ussay Bhool Jaa
Joo Bisaat-e-Jaan Hi Ulatt Gaya,
Woh Joo Raastey Mein Palatt Gaya
Ussay Rookney Sey Husool Kya,
Ussay Matt Bulaa Ussay Bhool Ja
Kahaan Morr Tha, Ussay Bhool Jaa,
Joo Mil Gaya Ussay Yaad Rakh,
Joo Nahien Mila Ussay Bhool Jaa,
Woh Tere Naseeb Ki Baarishein,
Kisi Aur Chhat Pe Baras Gayien,
Dil-e-Bekhabbar Meri Baat Sun,
Ussay Bhool Jaa, Ussay Bhool Jaa,
Mein Tou Gum Thaa Tere Hi Dehyaan Mein,
Teri Aass Tere Gumaan Mein,
Saba Keh Gayi Mere Kaan Mein,
Mere Paas Aa Ussay Bhool Jaa
Kisi Ki Aankh Mein Nahien Ashq-e-Gham,
Tere Baad Kuch Bhi Nahien Hai Kam,
Tujhe Zindagi Ney Bhulaa Diya,
Tu Bhi Muskuraa Ussay Bhool Jaa
Naa Woh Aankh Hi Teri Aankh Thi,
Naa Woh Khuaab Hi Tera Khuaab Thaa,
Dil-e-Muntazir Tou Yeh Kis Liye Tera Jaagnaa,
Ussay Bhool Jaa
Yeh Joo Raat Din Ka Hai Khel Saa,
Ussay Dekh Iss Pe Yakeen Naa Kar
Nahien Aks Koi Bhi Mustaqil Sar-e-Aaena, Ussay Bhool Jaa
Joo Bisaat-e-Jaan Hi Ulatt Gaya,
Woh Joo Raastey Mein Palatt Gaya
Ussay Rookney Sey Husool Kya,
Ussay Matt Bulaa Ussay Bhool Ja
·
1 Like ·
Apr 23, 2015 at 22:04
Category: 0
Sms / Dard
Abid Abi
Aakar Tu Dekh Ja Kya Mera Haal Hai
Aakar tu dekh ja kya mera haal hai
Saans chal rahi hai jeena mahaal hai.
Mere dil mein sirf tera hi khyal hai
Teri ek nazar ki baat hai meri zindgi ka sawal hai.
Saans chal rahi hai jeena mahaal hai.
Mere dil mein sirf tera hi khyal hai
Teri ek nazar ki baat hai meri zindgi ka sawal hai.
·
4 Like ·
Jan 08, 2015 at 19:01
Category: dard
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Phir Se Pyaar Ka Dhooka Khaya Ja Sakta Hai
·
1 Like ·
Dec 10, 2014 at 18:12
Category: love
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Ja Chuke Khuwab Tu Phir Aag Bujhane Aaya
·
1 Like ·
Dec 05, 2014 at 08:12
Category: love
Articles / Featured
Ijunoon
Raisha K Marz Ka Kaee Saal Pahle Pata Chalaya Ja Sake Ga , Mahereen
سائنس دانوں نے ایسا ٹیسٹ دریافت کیا ہے جس کے ذریعے کئی سا ل قبل ہی رعشہ کے مر ض میں مبتلا ہو نے کے خطر ات کا پتا لگا یا جا سکتا ہے۔ اوٹاوا ہاسپٹل ریسرچ انسٹی ٹیوٹ میں کی گئی حالیہ تحقیقا ت سے ثابت ہوا...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
Nov 20, 2014 at 00:11
Category: featured
Articles / Health
Ijunoon
Amraaz E Qalb Ko Roka Ja Sakta Hai
جرمنی دل کے مریضوں کی ان ہی کے بون میرو اسٹیم سیل کے انجکشن کے ذریعے دل کی حالت کو بہتر بنایا جاسکتا ہے۔ جرمنی کی ایک یونیورسٹی میں کی گئی تحقیق کے مطابق اس طریقہ کار سے ملنے والے نتائج سے پتہ چلا کہ ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Oct 26, 2014 at 19:10
Category: health
Sponored Video