Search
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Muhabbat Ik Fasaana Hai
Muhabbat Ik Fasaana Hai
Ye Aalam Behaqeeqat Hai
Yahan Kal Kis Ne Dekha Hai
Samay Kay Tez Darya Main
Kai Kachay Gharay Doobay
Ye Jeena Kaisa Jeena Hai
Faqat Sochain Hi Sochain Hain
Faqat Khwabon Ki Basti Hai
Koi Taabeer Lahasil
Faqat Dhuwaan Dhuwaan Khwahish
Koi Tasweer Lahasil
Begaana Ho Ke Duniya Se
Kisi Ko Chahtay Jana
Faqat Kehnay Ki Baatain Hain
Ye Alam Be Haqeeqat Hai
Muhabbat Ik Fasaana Hai,
Ye Aalam Behaqeeqat Hai
Yahan Kal Kis Ne Dekha Hai
Samay Kay Tez Darya Main
Kai Kachay Gharay Doobay
Ye Jeena Kaisa Jeena Hai
Faqat Sochain Hi Sochain Hain
Faqat Khwabon Ki Basti Hai
Koi Taabeer Lahasil
Faqat Dhuwaan Dhuwaan Khwahish
Koi Tasweer Lahasil
Begaana Ho Ke Duniya Se
Kisi Ko Chahtay Jana
Faqat Kehnay Ki Baatain Hain
Ye Alam Be Haqeeqat Hai
Muhabbat Ik Fasaana Hai,
·
1 Like ·
Jun 20, 2016 at 15:06
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tumhare Khat Mei Naya Ik Salam Kis Ka Tha
Tumhare Khat mei naya ik SALAM kis ka tha
Na tha raqeeb to, aakhir woh NAAM kis ka tha???
Woh qatl kar k, her kisi se poochte hain
Yeh kaam kis ne kiya hai, ye KAAM kis ka tha???
Wafa karengay nibhayengay baat manengay
Tumhen b yaad hai kuch ye KALAAM kis ka tha???
Raha na dil mei woh be-dard aur DARD raha
Muqeem kaun hua hai, MAQAAM kis ka tha???
Na pooch-paach thi kisi ki na aao-bhagat
Tumhari bazm mei kal EHTAMAM kis ka tha???
Inhi sifat se hota hai aadmi mashhoor
Jo lutf aap hi karte to NAAM kis ka tha???
Guzar gaya woh zamana kahein to kis se kahein
Khayal mere dil ko Subah-o-Shaam kis ka tha???
Her ek se kehte hain kya "Daag" bewafa nikla
Yeh pooche in se koi, Woh "GHULAM" kis ka tha???........,

May 16, 2016 at 08:05
Category: sad
Advertisement
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Woh Reh Na Paye Ik Pal Bhi Mere Bina
Woh Reh Na Paye Ik Pal Bhi Mere Bina,
Ay Khuda Tu Usko Meri aadat Si Karde,
Itna Toot K Chahun Main Usko,
K Meri Chahat Ko Usko Ibadat Si Karde,
Koi Chu Na Paye Apne Khayalat Mein B Usko,
Har Ik K Zehn Mein Uski Hifazat Si Karde,
Band Aankh Mein Bhi Dekh Paon Main Usko,
Meri Nazar Ko Aisi Ijazat Si Karde,
Rakhun Gi Khayal Uska UMer Bhar K Liyee,
Bas Ab Woh Apne Apko Meri Amanat Karde,

Apr 12, 2016 at 01:04
Category: sad
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Ik Diya Dil Mai Jalana Bhi, Bujha Bhi Dena
Ik Diya Dil Mai Jalana Bhi, Bujha Bhi Dena
Yaad Karna Bhi Usay Roz, Bhula Bhi DEna
Kia Kahoon Yeh Meri Chahat Hai Kay Nafrut Us Ki?
Naam Likhna Bhi Mera, Likh Kay Mitta Bhi Dena
Phir Na Milnay Ko Bicherta Tu Hoon Tujh Se Lakin'
Mor Kay Dekhoon Tu Palatnay Ki Duaa Bhi Dena
Khat Bhi Likhna Usay, Mayoos Bhi Rehna Us Se
Jurm Bhi Karna Mager Khud Ko Sazza Bhi Dena
Mujh Ko Rusmoon Ka Takaluf Bhi Gawara Lakin
Ji Mai Aye Tu Yeh Dewaar......Giraa Bhi Dena
Us Se Mansoob Bhi Kar Lena Puranay Qissay
Us Kay Baloon Mai Naya Phool Sajja Bhi Dena
Surat-e-Naqsh-e-Qadam, Dasht Mai Rehna MOHSIN
Apnay Honay Se Na Honay Ka Pata Bhi Dena

Mar 17, 2016 at 08:03

Mar 17, 2016 at 02:03
Category: love
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Khuda Ik Pal Usay Mera Bana De
KHUDA Ik Pal Usay Mera Bana De
Itna Chahta Hun Usay Koi usko bata De...
Bohat NaAz Hai Mujhe Apni Mohabbat Per
Ho Jay Wo Mera Aiasa Koi Mojza Dikha De...
Agar Wo Mera Naseeb Ban NAhi Sakta
Uske Kadmon Ki Khak Mujhe Bana De..
Her Pal Dekhon Sapnay Usi Ke
Na Jagon Mujhe Aisi Neend Sula De...
Youn Ghut Ghut Ker NAhi Jina Chahta
Ya Wo Mujhe Mil Jaye Ya Mujhe Mita De

Dec 05, 2015 at 11:12
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Bas Ik Lafaz Mohabbat
Jisko Leene Tajiron Ka Dastta Nikla
Bikne Aya To Tawqu Se Bhi Sasta Nikla
Apne Sene Me Chopaye Hoye Teri Yadain
Muj Pe Har Shakhs Awazain Kasta Hoa Nikla
Me Ne Har Bat Bohat Soch Samjh K Ki Hai
Bas Ik Lafaz Mohabbat Jo Barjesta Nikla
Wo Jisne Paon Taley Kitne Dil Masl Dale
Kal Wohi Shakhs Mohabbt Ko Trasta Nikla
Teri Muskan Se Mansoob Rahi Rahat Meri
Mera Har Gham Tere Gham Se Pewasta Nikla.

Aug 11, 2015 at 20:08
Category: sad
Poetry / Sad
Meri Zandagi Ko Ik Tamasha Bana Dia Us Nay
meri zandagi ko ik tamasha bana dia us nay
bhari mehfil me tanha bitha diya os nay
aisi kya nafrat us ko is masoom dill say
khushian chura kar gham thma dia us nay
bohat naz tha us ki wafa pay kabhi hum ko
mujh ko hi meri nazroon me gira dia us nay
khud bewafa thi meri wafa ki kya qadar karti
anmol thaa main khak me mila dia us nay
kisi ko yad karna to us ki fitrat mai shamil nahie
hawa ka jhonka samaj kar bhula dia us nay

Jul 11, 2015 at 01:07
Category: sad
Poetry / 0
Sujda
Ik Zara Si Ranjish Se
Ik zara si ranjish se
Khawab toot jatay hain
bheer mein zamanay ki
haath chhoot jatay hain
dost daar lehjay mein
silwatein si parti hain
ik zara si ranjish se
shak ki zard tehni per
phool badgumani k is tarha se khiltay hain
zindagi se pyaray bhi ajnabi se lagtay hain
ghair ban k miltay hain
umer bhar ki chahat ko,
aasra nahi milta
khaamoshi k waqfon mein,
baat toot jati hai
aur sira nahi milta
maazrat k lafzon ko,
roshni nahi milti
lazzat pazeerai bhi,
phir kabhi nahi milti
phool rang waadon k,
khawab toot jatay hain
manzilein sukarti hain,
raah murnay lagti hai
be rukhi k gaaray se,
be dili ki mitti se
faaslon ki eenton se,
eent jurnay lagti hai
khaak urnay lagti hai
khawab toot jatay hain,
waahmon k saaey se
umer bhar ki mehnat ko,
pal mein loot jatay hain
ik zara si ranjish se
saath toot jatay hain..!!

May 02, 2015 at 11:05
Category: 0
Sponored Video