Search
Quotes / Urdu Quotes
Kainaat Siddique
Jhoot Wohi Bolta Hai.
Jhoot wohi bolta hai Jo ALLAH pak ki pakarr se nahin darta.
·
6 Like ·
Sep 13, 2018 at 23:09
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes
Kainaat Siddique
Jhoot Wohi Bolta Hai.
Jhoot wohi bolta hai Jo ALLAH pak ki pakarr se nahin darta.
·
4 Like ·
Sep 13, 2018 at 19:09
Category: urdu-quotes
Advertisement
Quotes / Urdu Quotes
Haya Jalal
Allah Hi Kaafi Hai
·
12 Like ·
Sep 13, 2018 at 03:09
Category: urdu-quotes
Social Wall / Photos
Mooria Ul Ain
Sajday K Waqt Ehtiyat Zarori Hai
·
3 Like ·
Sep 12, 2018 at 20:09
Category: photos
Poetry / General
Mahu Arish
Yahan Mazdoor Ko Marnay Ki Jaldi Yun Bhi Hai Mohsin.
Yahan Mazdoor Ko Marnay Ki Jaldi Yun Bhi Hai Mohsin....
K Zindagi Ki Kash-ma-Kash Mien Kafan Mehnga Na Ho Jaye...!
K Zindagi Ki Kash-ma-Kash Mien Kafan Mehnga Na Ho Jaye...!
·
3 Like ·
Sep 12, 2018 at 19:09
Category: general
Social Wall / Photos
Abdul Waheed
Aisa Hi Hota Hai
·
2 Like ·
Sep 10, 2018 at 12:09
Category: photos
Quotes / Urdu Quotes
Bilal Ahmed Khan
Tumhara eik rab hai pher b tum aisey yaad nahin kartey.
Tumhara eik rab hai pher bhi tum aisey yaad nahin kartey.
Leken is k kitne bande hain pher bhi tum ko nahin bhulta.
Leken is k kitne bande hain pher bhi tum ko nahin bhulta.
·
8 Like ·
Sep 10, 2018 at 00:09
Category: urdu-quotes
Poetry / General
Asiah Rahi
Zindagi Ka Ajab Muamla Hai.
·
3 Like ·
Sep 09, 2018 at 17:09
Category: general
Poetry / Sad
Sehar Saeed
Khwab Ke Tarah Se Hai Yaad Ke Tum Aaye The.
khwab ke tarah se hai yaad ke tum aaye the
jis tarah daman-e-mashriq mein sahar hoti hai
zarre zarre ko tajalli ke khabar hoti hai
aur jab nur ka sailab guzar jata hai
raat bhar ek andhere mein basar hoti hai
kuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye the
jaise gulashan mein dabe paon bahar aati hai
patti patti ke liye leke nikhar aati hai
aur phir waqt wo aata hai ke har mauj-e-saba
apne daman mein liye gard-o-gubar aati hai
kuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye the
jis tarah mahv-e-safar ho koi virane mein
aur raste mein kaheen koi khiyaban aa jaye
chand lamhon mein khiyaban ke guzar jane par
samane phir vohi duniya-e-biyaban aa jaye
kuch isi tarah se hai yaad ke tum aaye the.

Sep 09, 2018 at 03:09
Category: sad
Sponored Video