Search
Sms / Nice
Shahbaz Ishaq
Bekabu Hai Dil
Bekabu hai dil fir bhi jiya ja raha hu,
Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu,
Majburi to dekho is dil ki.
Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu.
Khali hao botal fir bhi piya ja raha hu,
Majburi to dekho is dil ki.
Reply nahi mil raha fir bhi msg kiya ja raha hu.
·
1 Like ·
Oct 18, 2011 at 10:10
Category: nice
Sms / Nice
Shahbaz Ishaq
Hum To Dil Deneko
Hum to dil deneko taiyar baithe hai,
Darde mohabbat karne ko taiyar baite hai,
Par hai re meri futi kismat,
Koi dil leneko hi taiyar nahi
Darde mohabbat karne ko taiyar baite hai,
Par hai re meri futi kismat,
Koi dil leneko hi taiyar nahi
·
1 Like ·
Oct 18, 2011 at 10:10
Category: nice
Tags: Mohabbat Dil
Advertisement
Sms / Love

Shahbaz Ishaq
Dil Ki Aag Ko

Dil ki aag ko ashko se bujha lenge,
ayegi jo yaad tumari jaam utha lenge,
hamse behtar koi mile to btana,
tumari raahon se khud ko hata lenge.
ayegi jo yaad tumari jaam utha lenge,
hamse behtar koi mile to btana,
tumari raahon se khud ko hata lenge.
·
1 Like ·
Oct 13, 2011 at 11:10
Category: love
Sms / Dard
Shahbaz Ishaq
Mere Dil Mein Tha
Mere dil mein tha thikana unka,
Do kadam bhi unse aya na gaya'
Main ne pucha ke kyon toda wada mera?
Woh hass kar bole nibhaya na gaya'
Do kadam bhi unse aya na gaya'
Main ne pucha ke kyon toda wada mera?
Woh hass kar bole nibhaya na gaya'
·
1 Like ·
Oct 04, 2011 at 10:10
Category: dard
Tags: Dil
Sms / Relations
Shahbaz Ishaq
Dil Ka Rishta
Dil ka Rishta hai hamara,
Dil ke kone me hai Naam tumahra,
Her yaad me hai chehra tumahra,
SMS nahi to kya hua Zindagi bhar saath nibhane ka wada hai hamara.
Dil ke kone me hai Naam tumahra,
Her yaad me hai chehra tumahra,
SMS nahi to kya hua Zindagi bhar saath nibhane ka wada hai hamara.
·
1 Like ·
Jul 23, 2011 at 10:07
Category: relations
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Usey Yaad Ker K Na Dil Dukha
usey yaad ker k na dil dukha, jo guzar gia wo guzar gia,
kahan lout ker koi ayai ga, jo guzar gia wo guzar gia,
Nayai subah hay, nayai shaab hay, naya shahar hay, naya naam hai,
Woh chala gaya usay bhool jaa, jo guzar gia woh guzar gia,
Koi ayai ga koi jayai ga, koi jayai ga koi ayai ga,
Suno raston ki sada, jo guzar gaya wo guzar gia,
Teray paas tera habai hay, jo nahin mila woh naseeb hay,
Koi phool kehta hai muskura, jo guzar gaia woh guzar gia,
Mujhey pat jharon ki kahanian na suna suna kay udaas ker,
Nayai mausamon ka pata bata, jo guzar gia wo guzar gia,
Yahan aetbar-o-yaqeen hai, yeh haqiqaton ki zameen hay,
Zara dair ka koi khuwab tha, jo guzar gia wo guzar gia

Jul 16, 2011 at 09:07
Category: ghazal
Sms / Sorry
Shahbaz Ishaq
Me Bohat Reham Dil Hun
Agar
Koi
Galti
Ghustakhi
Wagaira
Ho
Gai
Ho
Tu
Plz
.
.
.
.
Mafi maang lo'.
Me bht rhm dil hun..
Koi
Galti
Ghustakhi
Wagaira
Ho
Gai
Ho
Tu
Plz
.
.
.
.
Mafi maang lo'.
Me bht rhm dil hun..
·
1 Like ·
Jul 02, 2011 at 08:07
Category: sorry
Tags: Dil
Sms / Punjabi Sms
Shahbaz Ishaq
Dil Vich Teri Yaad Sajjna
Dil vich teri yaad sajjna
Akhhan vish tera khwab sajjna
Tenu yaad kare bina neend vi nahi aandi
Saadi akkh tere khwab di mohtaj sajjna
Akhhan vish tera khwab sajjna
Tenu yaad kare bina neend vi nahi aandi
Saadi akkh tere khwab di mohtaj sajjna
·
1 Like ·
May 23, 2011 at 07:05
Category: punjabi-sms
Tags: Yaad
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Udas Dil Ki Veraniyon Men
Udas dil ki veraniyon men bikhar gay hen gulab sary,
ye meri basti se kon guzra nikhar gay hen gulab sary,
wo door tha to haqeeqaton par saraab ka ik guman sa tha,
wo paas hai to gumaan hai k haqeqten hen saraab sary,
najane kitni shikaytain thin najane kitny gilay thay un say,
jo un ko dekha to bhool bathey swal sary jawab sary,
jo wo na hota to kis tarah meri soch ko phir haroof milte,
bas 1 hi zat ne diye hen kitaab ko meri baab saray.

May 18, 2011 at 10:05
Category: ghazal
Tags: Bhool Dil

Sponored Video