Search
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Yun Dil Na Lagy Na Dard Uthy
Yun dil na lagy na dard uthy, mat roz milo to acha hai,
Na piyar Barhay na Jhagra ho, tum door Baso to acha hai,
Kisi phool sè milty chèhry ko mèri dunya dèkhna chahy gi,
Jo paas tumhary kuch Bhi nahi, pardy mèn raho to acha hai,
Is pyar ki sundar Baanhoon mèn, ab Baanhèn daal k so Bhi chuko,
Yun Ji, Ji k ab marny sè, mar mar k gèo to achha hai,
Lè kar zanjèèrèn haathon mèn, kuch log tumhari taak mèn hain,
Aè ishq humari galiyon mèn na aur phiro to acha hai...
Na piyar Barhay na Jhagra ho, tum door Baso to acha hai,
Kisi phool sè milty chèhry ko mèri dunya dèkhna chahy gi,
Jo paas tumhary kuch Bhi nahi, pardy mèn raho to acha hai,
Is pyar ki sundar Baanhoon mèn, ab Baanhèn daal k so Bhi chuko,
Yun Ji, Ji k ab marny sè, mar mar k gèo to achha hai,
Lè kar zanjèèrèn haathon mèn, kuch log tumhari taak mèn hain,
Aè ishq humari galiyon mèn na aur phiro to acha hai...
·
2 Like ·
Jun 29, 2015 at 11:06
Category: general
Articles / Featured
Ijunoon
Maaltay Ka Juice Dil K Amraaz Se Mehfooz Rakhta Hai
طبی ما ہرین کے مطا بق روزانہ دو گلاس مالٹے کا جوس پینے سے دل کے امراض سے بچاؤ ممکن ہے۔ امریکی طبی ما ہرین کی ایک تحقیق کے مطا بق مالٹوں میں قدرتی طور پر ہیسپیریڈین نا می اجزا پائے جاتے ہیں جو جوس کی ص...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jun 25, 2015 at 21:06
Category: featured
Advertisement
Poetry / General
Dil Kee Raah Par
aarazun ke patthar
girate rahe,
pighalatee rahee
dil kee raahen
aur moD aate rahe,
rukh na jaane
kab kaa badal gayaa,
aur ham
aarazun k teer chalate
rahe,
jab ho gayI raahen
kharaab dil kee to
aarazun bhee raahen
badalane lageen
girate rahe,
pighalatee rahee
dil kee raahen
aur moD aate rahe,
rukh na jaane
kab kaa badal gayaa,
aur ham
aarazun k teer chalate
rahe,
jab ho gayI raahen
kharaab dil kee to
aarazun bhee raahen
badalane lageen
·
1 Like ·
Jun 25, 2015 at 08:06
Category: general
Poetry / Poetry Sms
Dil Se Teri Yaad Na Jaye To Main Kya Karu
Dil se teri yaad na jaye to main kya karu
Nazar tasveer mein tu hi aaye to main kya karu
Laney ko to le aau tujhe khwaabon mein
Par neend hi na aaye to main kya karu
Nazar tasveer mein tu hi aaye to main kya karu
Laney ko to le aau tujhe khwaabon mein
Par neend hi na aaye to main kya karu
·
1 Like ·
Jun 20, 2015 at 13:06
Category: poetry-sms
Poetry / Poetry Sms
Shahid Siddiqui
Dil Na Lagana Kisi Se, Dard Hi Paoge
DIL NA LAGANA KISI SE, DARD HI PAOGE,
BEETI BAATON KO YAAD KARKE ROTEY HI JAOGE,
NIBHAOGE DOSTI KA RISHTA AGAR,
HAMESHA UMEED SE JYADA HI PAOGE!!!
BEETI BAATON KO YAAD KARKE ROTEY HI JAOGE,
NIBHAOGE DOSTI KA RISHTA AGAR,
HAMESHA UMEED SE JYADA HI PAOGE!!!
·
1 Like ·
Jun 09, 2015 at 22:06
Category: poetry-sms
Poetry / Poetry Sms
Kabi Kabi Dil Udas Hota Hai,
Kabi kabi Dil udas hota hai,
halka halka sa ankho ko ehsas hota hai,
chalakti hai meri bhi ankho se nami,
jab Tumhare dour hone ka ehsas hota hai
halka halka sa ankho ko ehsas hota hai,
chalakti hai meri bhi ankho se nami,
jab Tumhare dour hone ka ehsas hota hai
·
1 Like ·
Jun 07, 2015 at 03:06
Category: poetry-sms
Articles / Health
Ijunoon
Pain Killers Dil Ki Beemariyun Mai Izafay Ka Sabab
نئی تحقیق کے مطابق عام طور پر استعمال کئے جانے والے پین کِلرز حملہ قلب اور دل کی دیگر بیماریوں کے خطرات کو بڑھا دیتے ہیں اگر ان کی زیادہ خوراک طویل مدت تک استعمال کی جائے۔ ماہرین نے ایک لاکھ 16 ہزار ...
مزید پڑھیں
·
2 Like ·
May 25, 2015 at 15:05
Category: health
Poetry / Poetry Sms
Maine Tujhe Dil De K
Maine tujhe dil de k
Ek baat to jani hai,
Jise log ulfat kahte hain
Vahi zahar ka paani hai,
Ek baat to jani hai,
Jise log ulfat kahte hain
Vahi zahar ka paani hai,
·
1 Like ·
May 20, 2015 at 13:05
Category: poetry-sms
Articles / Health
Ijunoon
Chukandar K Rus Ka Aik Glass Dil K Liye Nihayat Mufeed
چقندر جسم میں بڑھتی ہوئی حدت و حرارت کو خارج کرکے نظامِ جگر و مثانہ کی اصلاح کرتا ہے۔ یہ ایک محرک اعصاب سبزی ہے جس کا مزاج تر سرد ہے۔ چقندر میں نائٹریٹ قدرتی طور پر پائی جاتی ہے اسلئے یہ بلڈ پریشر کو ...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
May 17, 2015 at 17:05
Category: health
Sponored Video