Search
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Aik Ahsas E Dil Kusha Se Hi
Aik Ahsas E Dil Kusha Se Hi,
Kil Uta Dil Teri Sada Se Hi,
Shakh Dr Shakh Zindagi Jagi,
Mosam E Sabz Ki Hawa Se Hi,
Pool Se, Ruth Se, BaghbaN Se Nhi,
Apna Shikwa Tu Hy Saba Se Hi,
Khud Jiyo Doosro Ko Jeene Do,
Apni Aadat Hy Ye Sada Se Hi,
SainkrooN Bar Mil Chuke Hote,
Aap Milte Agr Dua Se Hi,
Dard Ki Aabroo Nhi Rehti,
Niyat E Harf E Iltija Se Hi,
Wo Doraha B Aagya Amjad,
Jis Ka Dharka Tha Ibtida Se Hi.
Kil Uta Dil Teri Sada Se Hi,
Shakh Dr Shakh Zindagi Jagi,
Mosam E Sabz Ki Hawa Se Hi,
Pool Se, Ruth Se, BaghbaN Se Nhi,
Apna Shikwa Tu Hy Saba Se Hi,
Khud Jiyo Doosro Ko Jeene Do,
Apni Aadat Hy Ye Sada Se Hi,
SainkrooN Bar Mil Chuke Hote,
Aap Milte Agr Dua Se Hi,
Dard Ki Aabroo Nhi Rehti,
Niyat E Harf E Iltija Se Hi,
Wo Doraha B Aagya Amjad,
Jis Ka Dharka Tha Ibtida Se Hi.
·
1 Like ·
Aug 21, 2016 at 15:08
Category: sad
Social Wall / Photos
Alishba Khan
Dil Se Nikli Dua
·
1 Like ·
Aug 12, 2016 at 06:08
Category: photos
Advertisement
Social Wall / Photos
Alishba Khan
Dil Se Nikli Dua
·
1 Like ·
Aug 11, 2016 at 14:08
Category: photos
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil Munafiq Tha Shab E Hijar Main Soya Kaisa
Dil Munafiq tha shab-e-hijar main soya kaisa
Aur jab tujh se mila toot k roya kaisa?
Zindagi mein bhi ghazal hi ka kareena rakha!!!
Khawaab dar khawab tere gham ko piroya kaisa?
Ab to chehron pay bhi kutbon ka gumaan hota hai...........
Aankhain patthar'ae hui hain lab-e-goya kaisa???
Dekh ab qarb ka mausam bhi na sar sabz lage!!!
Hijar he hijr maraasim main samoya kaisa???
Aik aansoo tha k dariya-e-nidaamat tha FARAZ!!!
Dil se bebaak shanawar ko daboya kaisa???

2 Like ·
Aug 10, 2016 at 07:08
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Mujh Se Kehta Hay Kabhi Dil Me Malal Aate Hain
Mujh Se Kehta Hay Kabhi Dil Me Malal Aate Hain
Kaise Kaise Meray Dushman Ko Sawal Aate Hain
Yeh Jo Hum Rote Hain Chup Ker Kabhi Tanhai Me
Rufta Rufta Tujhay Aankhon Se Nikaal Aate Hain
Hum Mohabbat Pe Bhi Ahsan Koe Rakhte Nahi
Nekian Kerte Hain Daryaon Me Daal Aate Hain
Buss Isi Khauf Se Soye Nahi Ik Muddat Se
Hijr Milta Hay Agar Khawab-e-Wisal Aate Hain
Phool Khil Jayein Tou Is Shakhs Se Kum Kum Milna
Aisay Mausam Me Mohabbat Pe Zawal Aate Hain

Aug 08, 2016 at 10:08

Aug 08, 2016 at 04:08
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Mere Dil Mere Musafir
mere dil mere musafir
huwa phir se hukm sadir
k watan badar hain hum tum
dain gali gali sadayen
karain rukh nager nager ka
k suragh koi payen
kisi yar-e-nama e bar ka
her ik ajnabi se poochain
ju pata tha apne gher ka
sar-e-koye nishanyan
hamain din se rat kerna
kabhi is se bat kerna
kabhi us se bat kerna
tumhain kya kahoon k kya he
shab-e-gham buri bala he
hamain ye bhi tha ghanimat
jo koi shumar hota
hamain kya bura tha merna
jo aik bar hota
mere dil mere musafir
huwa phir se hukm sadir
k watan badar hain hum tum
dain gali gali sadayen
karain rukh nager nager ka
k suragh koi payen
kisi yar-e-nama e bar ka
her ik ajnabi se poochain
ju pata tha apne gher ka
sar-e-koye nishanyan
hamain din se rat kerna
kabhi is se bat kerna
kabhi us se bat kerna
tumhain kya kahoon k kya he
shab-e-gham buri bala he
hamain ye bhi tha ghanimat
jo koi shumar hota
hamain kya bura tha merna
jo aik bar hota
mere dil mere musafir
·
1 Like ·
Jul 27, 2016 at 04:07
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Ae Dil Un Aankhon Par Na Ja
Ai Dil un Ankhoon per na ja
jin mein wafoor-e-ranj hai
kuch dair ko tere liye
Ansoo agar lehra gaye
yeh chand lamhoon ki chamak
jo tujh ko Pagal ker gai!
In jugnuo'n ke Noor se
chamki hai kab woh zindagi
jis ke muqadar mein rahi
Subh-e-Tlab se Teergi
kis sooch mein gum-sum hai tu
ai be-khabar! nadaa'n na ban
teri fusarda Rooh ko
chah'at ke kantoo'n ki talab
aur us ke daman main faqt
humdardi'on ke phool hein,
jin mein wafoor-e-ranj hai
kuch dair ko tere liye
Ansoo agar lehra gaye
yeh chand lamhoon ki chamak
jo tujh ko Pagal ker gai!
In jugnuo'n ke Noor se
chamki hai kab woh zindagi
jis ke muqadar mein rahi
Subh-e-Tlab se Teergi
kis sooch mein gum-sum hai tu
ai be-khabar! nadaa'n na ban
teri fusarda Rooh ko
chah'at ke kantoo'n ki talab
aur us ke daman main faqt
humdardi'on ke phool hein,
·
1 Like ·
Jul 18, 2016 at 19:07
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil K Ghum Nahi Dhulte
دِل کے غم نہیں دُھلتے
اب کے جو برسات تھی
اس میں یُوں نہایا میں
کہ برسات میں نہانے سے
دِل کا ہر غم بھی دُھل جائے گا
اس قدر تھا بھیگا میں
میں تھا یا برسات تھی
کچھ پتا نہ تھا مجھے
پر جو برسات تھم گئی
تب دِل نے جانا کہ
برسات میں نہانے سے
دِل کے غم نہیں دُھلتے,
اب کے جو برسات تھی
اس میں یُوں نہایا میں
کہ برسات میں نہانے سے
دِل کا ہر غم بھی دُھل جائے گا
اس قدر تھا بھیگا میں
میں تھا یا برسات تھی
کچھ پتا نہ تھا مجھے
پر جو برسات تھم گئی
تب دِل نے جانا کہ
برسات میں نہانے سے
دِل کے غم نہیں دُھلتے,
·
1 Like ·
Jul 15, 2016 at 07:07
Category: sad
Sponored Video