Search
Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Boseeda Purane Kisi Samaan Main Rakh De
Boseeda purane kisi samaan main rakh de
Ya phir kisi toote hoye guldaan main rakh de
Chahat k chiraaghon ko to jalna hai jalenge
To in ko uthha ker bhale toofaan main rakh de
Qadmon main taray maslay hoye phool nahi hain
Chahat ki chita hai kisi shamshaan main rakh de
Saansen na chuka paai hain qayamat jo wafa ki
Ab jism ki mitti ko bhi tawwan main rakh de
Mohsin tere jazbaat yahan kon sune ga
Be rabt khayalaat ko deewan main rakh de

·
1 Like ·
Jan 10, 2017 at 14:01
Category: love
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
"mughe Awaz De Lena"
"MUGHE AWAZ DE LENA"
Kabhi Jab Ankh Chalke To,
Kabhi Jab Dil Na Sambhelay To,
"MUGHE AWAZ DE LENA"
Kabhi Jab Dour Ho Koi,
Bohot Majbor Ho Koi,
Koi Awaz Na De To,
"MUGHE AWAZ DE LENA"
Koi Anso Na Ponche To,
Koi Hansne Se Roke To,
Koi Tumko Sataye To,
"MUGHE AWAZ DE LENA"
Kabhi Jab Din Na Guzre To,
Kabhi Jab Raat Tarpaye,
Kabhi Din Mein Andhera Ho,
"MUGHE AWAZ DE LENA"
Mein Ap K Pas Hota Hon,
Mein Ap K Sath Rehta Hon,
Magar Phir Bhi Guzarish Hai
"MUGHE AWAZ DE LENA"
Kabhi Jab Ankh Chalke To,
Kabhi Jab Dil Na Sambhelay To,
"MUGHE AWAZ DE LENA"
Kabhi Jab Dour Ho Koi,
Bohot Majbor Ho Koi,
Koi Awaz Na De To,
"MUGHE AWAZ DE LENA"
Koi Anso Na Ponche To,
Koi Hansne Se Roke To,
Koi Tumko Sataye To,
"MUGHE AWAZ DE LENA"
Kabhi Jab Din Na Guzre To,
Kabhi Jab Raat Tarpaye,
Kabhi Din Mein Andhera Ho,
"MUGHE AWAZ DE LENA"
Mein Ap K Pas Hota Hon,
Mein Ap K Sath Rehta Hon,
Magar Phir Bhi Guzarish Hai
"MUGHE AWAZ DE LENA"
·
2 Like ·
Jan 03, 2017 at 01:01
Category: sad
Advertisement
Social Wall / Text
Kamran Ullah Khan
Mere Gunah Maaf Farma De
·
1 Like ·
Sep 10, 2016 at 03:09
Category: text
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Jala K Tu Bhi Agar Aasra Na De Mujh Ko
Jala K Tu Bhi Agar Aasra Na De Mujh Ko
Ye Khauf He K Hawa Phir Bujha Na De Mujh Ko
Mein Is Khayal Se Mur Mur K Dekhta Hun Usay
Bichar K Bhi Wo Kahin Phir Sada Na De Mujh Ko
Isi Khayal Se Shab Bhar Mein So Nahi Sakta
K Khof-E-Khuwab-E-Guzashta Jaga Na De Mujh Ko
Tere Baghair Bhi Teri Tarah Mein Zinda Rahoon
Ye Hosla Bhi Dua Ker, Khuda Na De Mujh Ko
Mein Is Liey Bhi Usay Khud Phir Bolon Ga MOHSIN
K Mujh Se Roothnay Wala Kahin Bhula Na De Mujh Ko

Sep 06, 2016 at 17:09
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Tujhe Qasam Hai Saaqiyaa Sharaab Laa Sharaab De
tujhe qasam hai saaqiyaa sharaab laa sharaab de
uThaa subuu nazar milaa sharaab laa sharaab de
har ek aisa jaam ho ke jis pe teraa naam ho
tuu apane naam kii pilaa sharaab laa sharaab de
na dil mein koii Gam rahe na merii aaNkh nam rahe
har ek dard ko miTaa sharaab laa sharaab de
bahut hasiin raat hai teraa hasiin saath hai
nashe mein kuchh nashaa milaa sharaab laa sharaab de
suruur hai Khumaar hai bahaar hii bahaar hai
magar zara ai dil_ruba sharaab laa sharaab de

Aug 12, 2016 at 11:08
Category: sad
Articles / Health
Ijunoon
Motapa No Jawan Larkiyoun K Liye Nuqsan De
امریکہ میں کی گئی ایک تحقیق کے مطابق لڑکوں کی نسبت نوجوان لڑکیوں میں موٹاپے کے باعث بلند فشارِ خون میں مبتلا ہونے کا خطرہ زیادہ ہوتا ہے۔
بلند فشارِ خون آگے جا کر امراضِ قلب اور دل کے دورے کی وجہ بن...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Jul 19, 2016 at 22:07
Category: health
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil Aarzoo E Shauqe Ka Izhaar Na Ker De
Dil aarzoo-e-shauqe ka izhaar na ker de
Derta hai mager ye k woh inkaar na ker de
Hum jor paraston pe gumaan tark-e-wafa ka
Ye wahem kahin tujh ko gunaahgaar na ker de
Hota hai bura lazzat-e-aazar ka lapka
Marna bhi kahin mujh ko ye dushwaar na ker de
Kuch had bhi hai is sozish-e-khamosh ki HASRAT
Ye kashmakash-e-gham tujhe bekaar na ker de...!!!!,

Jul 13, 2016 at 03:07
Category: sad
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Wo Kahte Hain Ranjish Ki Batain Bhula De
Wo Kahte hain ranjish ki batain bhula de
Mobabbat kare khus rahe muskura de
Jawani ho agar javidani to ya Rab
Teri sada duniya ko jannat bana de
Shab-e-Vasl ki bekhudi chah rahi hai
Kaho to sitaroon ki shamaain bujha de
Tum afsana-e-qais kya puchhate ho
Idhar ao hum tum ko "LAILA" bana de
Baharain simat aye khil jaye kaliyan
Jo hum tum chaman main kabhi muskura de
Wo ayeinge aj ai bahar-e-mohabbat
Sitaroon ke bistar main kaliyan bicha de,

May 13, 2016 at 14:05
Category: general
Poetry / Love
Mohammad Asif
De Hey Wehshat Tu Ye Wehshat Hi Muslsal Ho Jaey
De Hey Wehshat Tu Ye Wehshat Hi Muslsal Ho Jaey ...
Raqas Kertey Howey Etraaf Main Jangl Ho Jaey ...
Aey Meray Dasht Mzaajo Ye Meri Ankhin Hain ...
In Se Romal Bhi Cho Jaey Tu Badal Ho Jaey ...
Chalta Rehney Do Miyan Silslah Dildaari Ka ...
Ashqi Din Nahi Hey Keh Mukamal Ho Jaey ...
Halat-e-Hijar Main Jo Raqs Nahi Ker Sakta ...
Is Key Haq Main Yahi Behtar Hey Keh Pagal Ho Jaey ...
Mera Dil Bhi Kisi Aseeb Zada Ghar Ki Tarah ...
Khud Ba Khud Kholney Lagay Khud Hi Muqfal Ho Jaey ...
Dobti Nauo Main Sab Chikh Rahay Hain TABISH !
Aur Mujhey Fikar Ghazal Meri Mukmal Ho Jaey ...,

May 07, 2016 at 21:05
Category: love
Sponored Video