Search
Advertisement
Quotes / Urdu Quotes
Mehmood Khan
Zindagi Mein Ache Logon Ki Talash Mat Karo.
Zindagi mein ache logon ki talash mat karo
khud ache ban jao shayd kisi ki talash pori hojai.
khud ache ban jao shayd kisi ki talash pori hojai.
·
7 Like ·
Sep 28, 2018 at 05:09
Category: urdu-quotes

Sep 28, 2018 at 02:09
Category: urdu-quotes
Jokes / Miscellaneous
Shahbaz Ishaq
Ache Friends
Ache Friends Duniya K Hr Kony Mai Mil Jate Hain,,
Mgr
Masla Ye Hy,
K
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
;)
Duniya Gool hy kona nhn milta.;)
Mgr
Masla Ye Hy,
K
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
;)
Duniya Gool hy kona nhn milta.;)
·
1 Like ·
Feb 10, 2018 at 20:02
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Ache Nahi Lagte
Kabi Sehra Kabi Sokhay Shjar Ache Nahi Lagte
Mujhe Ab Khwabzaron Ke Safar Ache Nahi Lagte
Jawabi Khat Me Youn Osne Mere Baray Mein Likha Tha
Bura Bi Keh Nahi Sakte Magr Ache Nahi Lagte
Nahi Masrof Me Itna Ke Ghar Ka Rasta Bhulon
Koi Jb Muntazir Na Ho To Ghar Ache Nahi Lagte
Samandr Terti Lehron Se Ye Kehta Raha Shab Bhar
Mujhe Bi Dobnay Walay Bhanwar Ache Nahi Lgtey
Nahi Aisa Ke Ab Parwaz Ki Taqat Nahi Baqi
Meri Umeed Ke Panchi Ko Par Ache Nahi Lgtey

Oct 17, 2015 at 00:10
Category: sad
Sms / Dard
Syed Ali
Bachpan Ke Dukh Bi Kitne Ache Thay
Bachpan ke dukh bi kitne ache thay
tab tou sirf khilone tuta karte thay
Wo khushiyan bi na jane kaisi khushiyan thi
titli ko pakad ke uchhla karte thay
Paoon maar ke khud barish ke pani mein
apna aap bhigoya karte thay
Ab tou ek aansu bi rusva kar jata hai
Bachpan mein tou dil khol ke roya karte thay

5 Like ·
Jan 01, 2015 at 00:01
Category: dard
Sponored Video