Search
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Ab Aansoan Ko Aankhon Main Sajana Hoga
Ab Aanso'on Ko Aankhon Main Sajana Hoga
Chiraagh Bhuj Gaye, Khud Ko Jalana Hoga...
Na Samajhna Kh Tum say Bichar Kay Khush Hain
Humain Logon Ki Khaatir Muskurana Hoga...
Phir Shaam Dhal Gayi, Tum Aaye Na Aaj Bhi
Dil Ko Aaj Phir Umeedon Say Behlana Hoga...
Wada Khilafi Kar Kay Muskuratay Ho Aap
Dekhna Aik Din AEY DOST Tum ko Pachtana Hoga...
lahu Say Apnay, Kafan Peh Tera Naam Likh Jaaoon ga
Thaam Kay Haath Main Phool Tum ko Aana Hoga...
Abhi Say Na Kijiye Takazay Masroofiyat Kay Aap
Abhi Uthna Hay Janaza, Kaandhaa To Daina Hoga...
Muddaton Kiya Hay Tera Intezaar, Aey DOST!
Ummar Katt Chuki Ab To Jana Hoga !!!

·
1 Like ·
Sep 14, 2016 at 17:09
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Dil Ki Baat Labon Per Laakar Ab Tak Ham Dukh Sehtay Hain

Ham Ne Suna Tha Is Basti Mein Dil Waale Bii Rahte Hain
Beet Gaya Saawan Ka Mahina Mausam Ne Nazren Budlin
Lekin In Pyaasi Aankhon Mein Ab Tak Aansuu Bahte Hain
Aik Humain Aawaara Kahna Koi Bara Ilzaam Nahin
Duniya Waale Dil Waalon Ko Aur Bahut Kuchh Kahte Hain
Jis Kii Khaatir Shahar Bhi Chhora Jis Ke Liye Badnaam Hue
Aaj Wohi Ham Se Begaane Begaane Se Rahte Hain
Woh Jo Abhi Is Raahguzar Se Chaak E Garebaan Guzra Tha
Us Aawaara Diwaane Ko Jalib Jalib Kahte Hain.

Sep 13, 2016 at 16:09
Category: sad
Advertisement
Articles / Featured
Ijunoon
Google Ab Online Music K Maidan Me
گوگل نے امریکہ میں موسیقی کے آن لائن سٹور کا آغاز کیا ہے جہاں پر اینڈرائڈ سافٹ ویئر استعمال کرنے والے آلات کے مالکان کے لیےگانے خریدنے اور ایم پی تھری فائلز کی سٹریمنگ کی سہولت میسر ہوگی۔
اس سٹور ک...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Aug 31, 2016 at 12:08
Category: featured
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Ab Teri Yaad Say Wehshat Naheen Hoti Mujh Ko

Zakham Khulney Se Aziyat Naheen Hoti Mujh Ko
Ab Koi Aaye Chala Jaye Main Khush Rehta Hoon
Ab Kisi Shakhs Ki Aadat Naheen Hoti Mujh Ko
Aesa Badla Hoon Teray Sheher Ka Paani Pi Kar
Jhoot Boloon To Nidaamat Naheen Hoti Mujh Ko
Main Ne Bhi Ki Hey Mohabbat, So Kisi Ki Khatir
Koi Marta Hai To Hairat Naheen Hoti Mujh Ko
Itna Masroof Hoon Jeenay Ki Hawas Main Yaaro
Saans Leney Ki Bhi Fursat Naheen Hoti Mujh Ko

2 Like ·
Aug 25, 2016 at 07:08
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Baghair Us K Ab Aaram Bhi Nhi Aata
Baghair Us K Ab Aaram Bhi Nhi Aata,
Wo Shakhs Jis Ka Muje Naam B Nhi Aata,
Karoo Ga Kia Jo Mohabt Me Ho Gaya Nakam,
Muje Tu Or Koi Kaam B Nhi Aata,
Chura K Khwab Wo Aanko Ko Rehn Rakta Hy,
Or Us K Sr Koi Ilzam B Nahi Aata.

Aug 20, 2016 at 13:08

Aug 20, 2016 at 06:08
Category: sad
Poetry / Poetry Sms
Muzammil Shahzad
Kiyu Khat Likhti Ho Ab Ye Chahat Kaisi
Kiyu Khat likhti ho ab ye chahat kaisi
Juda ho gaye ho ab muhabbat kaisi
hume tumari chahato pe bada naaz tha
tum BEWAFA nikli tumse shikayat kaisi
Juda ho gaye ho ab muhabbat kaisi
hume tumari chahato pe bada naaz tha
tum BEWAFA nikli tumse shikayat kaisi
·
1 Like ·
Aug 17, 2016 at 08:08
Category: poetry-sms
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Ab Dou Aalim Say Sadaye Saaz Aateen Hai Mujahe
ab dou aalim say sadaye saaz aateen hai mujahe
dil ki aahat say teri aawaz aateen hai mujahe
ya samaat ka bharam hai, ya kisi naghmay ki goonj
aik pehchani hui aawaz aatti hai mujahe
kis nay khola hai howa mein gesuwoon naz se?
naram ro barsaat ki aawaz aateen hai mujahe
iss ki naazuk ungliyoon ko daikh qr aksar adam
aik halki si sadaye saaz aatti hai mujahe

Aug 11, 2016 at 10:08
Category: sad
Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Galat Nagar Hai Teri Chashm E Neem Baaz Ab Tak
Galat nagar hai teri chashm e neem baaz ab tak.
Tera wajoud tere wastay hai raaz ab tak.
Tera niyaz nahi aashnaaye naz ab tak.
Ki hai kayam se khali tere nimaz ab tak.
Shikasta tar hai teri khudi ka saaz ab tak.
Ki tu hai NAGMA E ROMI se be niyaz ab tak

Jul 26, 2016 at 13:07
Category: sad
Sponored Video