Please Login to Send Message.
Muhammad Aftab
From : Pakistan
Followers : 0 Total Updates : 52
Member Since : Mar 17, 2014
Followers : 0 Total Updates : 52
Member Since : Mar 17, 2014
Jokes / Miscellaneous
Muhammad Aftab
Jis Ka Kam Os Ko Sooje
ik admi ki likaiee(writing)bahooth khatab hoothi hai vo baher molk kam karne chala jath hai vaha se apne gar valo ko khath liktha hai kisi ko os ki lekaiee samaj nahi athi akher os ka beta os ka khath medical store vale ke pass lejatha hai parane kelie medical store vala 10 mint thak khath ko ghoor se dektha hai per almarioo se 4,5 kisam ki tablets nikal ker table per rak ker kehtha hai 75 rupee 12 ane.
·
2 Like ·
Nov 06, 2018 at 11:11
Category: miscellaneous
Social Wall / Photos
Muhammad Aftab
Behn Ki Fazilat
·
0 Like ·
Nov 05, 2018 at 06:11
Category: photos
Advertisement
Jokes / Miscellaneous
Muhammad Aftab
""hasna Mana Hai"".
howa yoon ke aik din main jara ha tha.aur mujhe chalte waqt kuch nazar nahin aata ahi.tu main apni dhoondh main jara ha tha.ke saamne se 2 khoubsorat lerkiyaan nazar aain.main ne un ko dekha hi nahin aur un ki upper gir gya.phir aap mat pochian ke mera kiya howa.un hone mujhe aisa sunaya ke mere 14 tabaq roshan ho gai.mere sath yeh waqiaa abhi kuch din pehley pech aaya tha.please dont smiling in your face.
·
1 Like ·
Oct 17, 2018 at 19:10
Category: miscellaneous
Social Wall / Text
Muhammad Aftab
Eng£and Mein Address Batane Ka Tariqa
Eng£and Mein Address Batane Ka Tariqa;
Street No.04,
House No.126-D,
£ondon City.
Pakistan Mein Address Batane Ka Tariqa;
Dekh jani,
Bus stop se ching chi mein bethyo or 15 rupay se zyada mat daiyo,
Usko bo£iyo Pan wa£i ga£i k saamne utar de,
Wahan utar k sedhe hath i taraf murr jaiyo,
3 ga£iyan chorr k u£te hath pe nee£e Rang ka gate hoga,
Udhar se andar ki taraf jay ga to age Haji Pakore wa£a ha,
Us k thora age ek kaa£a khamba ha,
Wahan aa kar mujhe ca££ kariyo,
Main £ene aa jaunga.......!
Street No.04,
House No.126-D,
£ondon City.
Pakistan Mein Address Batane Ka Tariqa;
Dekh jani,
Bus stop se ching chi mein bethyo or 15 rupay se zyada mat daiyo,
Usko bo£iyo Pan wa£i ga£i k saamne utar de,
Wahan utar k sedhe hath i taraf murr jaiyo,
3 ga£iyan chorr k u£te hath pe nee£e Rang ka gate hoga,
Udhar se andar ki taraf jay ga to age Haji Pakore wa£a ha,
Us k thora age ek kaa£a khamba ha,
Wahan aa kar mujhe ca££ kariyo,
Main £ene aa jaunga.......!
·
0 Like ·
Oct 17, 2018 at 13:10
Category: text
Poetry / Love
Muhammad Aftab
Suno Itnay Bhi Piyaaray Nahi Ho Tum Bass.
Suno... !
Itnay Bhi Piyaaray Nahi Ho Tum Bass....
Meri Chaahat Nay,
Tumhien Sar Pay Charrha Rakha Hai....
Itnay Bhi Piyaaray Nahi Ho Tum Bass....
Meri Chaahat Nay,
Tumhien Sar Pay Charrha Rakha Hai....
·
0 Like ·
Oct 02, 2018 at 14:10
Category: love
Poetry / Sad
Muhammad Aftab
Vahashat E Dil Sila E Abalapai Le Le.
vahashat-e-dil sila-e-abalapai le le
mujh se ya rab mere lafzon ke kamai le le
aql har bar dikhati thi jale hath apne
dil ne har bar kaha aag parai le le
main to us subah-e-darakhshan ko tavangar janun
jo mere shahar se kashkol-e-gadai le le
tu gani hai magar itni hain sharayat meri
ye mohabbat jo hamen ras na aayi le le
apne divan ko galiyon me liye phirta hun
hai koi jo hunar-e-zakhmnumai le le.
mujh se ya rab mere lafzon ke kamai le le
aql har bar dikhati thi jale hath apne
dil ne har bar kaha aag parai le le
main to us subah-e-darakhshan ko tavangar janun
jo mere shahar se kashkol-e-gadai le le
tu gani hai magar itni hain sharayat meri
ye mohabbat jo hamen ras na aayi le le
apne divan ko galiyon me liye phirta hun
hai koi jo hunar-e-zakhmnumai le le.
·
0 Like ·
Jul 15, 2018 at 16:07
Category: sad
Poetry / General
Muhammad Aftab
Zindagi Tujhe Buhat Ghor Kia
Zindagi tujh pe Buhat Ghor kia maine
To Rangeen khayalon k siwa kuch bhi nahi
To Rangeen khayalon k siwa kuch bhi nahi
·
0 Like ·
Jul 05, 2018 at 13:07
Category: general
Poetry / Sad
Muhammad Aftab
Phir Aj Ashk Se Ankhon Mein Kyun Hain Aye Huye,
Phir aj ashk se ankhon mein kyun hain aye huye,
Guzar geya hai zamaana tujhe bhulaaye huye.
Guzar geya hai zamaana tujhe bhulaaye huye.
·
1 Like ·
May 31, 2018 at 06:05
Category: sad
Muhammad Aftab
Gender : MaleCountry : Pakistan
Followers : 0
Total Updates : 52
Member Since : Mar 17, 2014
This user has no friend
Coming Soon!
Coming Soon!
Sponored Video