Poetry / Sad
Sakeena Hussain
Boht soch kar mene ye qadam uthaya tha
Badey armano se usey dil me sjaya tha
Najane kis galati ki saza mili hai muje
Mene kab kisi ke dil ko dukhaya tha
Chahat ke sab sapne adhure reh gaye
Aankh khuli to apne apko tanha paya tha
Ab kis ke intezar me raste ko dekhta hun me
Siwae gham ke kon hai jo is raste par aya tha
Sukh ki talash me dur-badar ho gai hai zindagi
Jahan bhi gaya dukh ko hamesha peeche paya tha
Jisne bhi dekha wo hans kar kion guzra
Mene kisi ko dukh apna kab sunaya tha

Advertisement
·
1 Like ·
Jun 15, 2015 at 21:06
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video