Sad
Poetry / Sad
Saiqa Bukhari
Kuch Main B Thak Gya Use Dhondte Hoye.
Kuch Main B Thak Gya Use Dhondte Hoye
Kuch Zindgi K Pas B Muhlat Nahi Rahi
Us Ki Her Ik Ada Se Jahlakne Laga Khloos
Jab Muj Ko Aitbaar Ki Aadat Nahi Rahi.
Kuch Zindgi K Pas B Muhlat Nahi Rahi
Us Ki Her Ik Ada Se Jahlakne Laga Khloos
Jab Muj Ko Aitbaar Ki Aadat Nahi Rahi.
·
2 Like ·
Oct 08, 2018 at 15:10
Category: sad
Poetry / Sad
Ashraf Shahid
Ajab Apna Haal Hota Jo Visaal E Yaar Hota.
Ajab Apna Haal Hota Jo Visaal-E-Yaar Hota,
Kabhi Jaan Sadaqe Hoti Kabhi Dil Nisar Hota,
Na Maza Hai Dushmani Mein Na Hai Lutf Dosti Mein,
Koi Gair Gair Hota Koi Yaar Yaar Hota,
Ye Maza Tha Dillagi Ka K Baraabar Aag Lagati,
Na Tumhe Qaraar Hota Na Hame Qaraar Hota,
Tere Waade Par Sitamagar Abhi Aur Sabr Karte,
Agar Apni Zindagi Ka Hame Aitabaar Hota..!!!

0 Like ·
Oct 08, 2018 at 09:10
Category: sad
Poetry / Sad
Abdul Jabbar
Main Ab Bhi Girte Howe Paniyo Ki Qaid Mai Hoon.
Main Ab Bhi Girte Howe Paniyo Ki Qaid Mai Hoon
Aik Aabshar Mere Char So aBhi Tak Hai
Koi Gumaan Mujhe Tum Se Door Kaise Kare
Ke Aitbar Mere Char So Abhi Tak Hai.
Aik Aabshar Mere Char So aBhi Tak Hai
Koi Gumaan Mujhe Tum Se Door Kaise Kare
Ke Aitbar Mere Char So Abhi Tak Hai.
·
0 Like ·
Oct 08, 2018 at 03:10
Category: sad
Poetry / Sad
Samra Mushtaq
Dheleez Pe Tutay Hue Sagar Ki Tarha Mohsin.
Dheleez pe tutay hue sagar ki tarha mohsin
aik shakhs ne phenka hai mujhe piyas bujha kar.
aik shakhs ne phenka hai mujhe piyas bujha kar.
·
1 Like ·
Oct 07, 2018 at 07:10
Category: sad
Sponored Video