Poetry / Love
Muzammil Shahzad
Rat Jagy hon k Bharpoor nèèndèn muslsal usy dèkhna,
Wo Jo ankhon mèn hai aur ankhon sè ojhal usy dèkhna.
Is karri dhoop mèn dil tapakty hèn aur Baam pr wo nahi,
Kal nayè mosmon mèn Jb aaèn gè Baadal usy dèkhna.
Wo Jo khushbu B hai aur Jugnu B hai aur aansu B hai,
Jb hawa gungunayè gi naachy ga Jungal usy dèkhna.
Jo hawaon mèn hai aur fizaon mèn hai aur duaon mèn hai,
Kon phailayè daman k lèhrayè aanchal usy dèkhna.
Shairi mèn B us Jan-E-Jan ka sarapa samata nahi,
Aur ankhon ki dèrèèna khawahish mukmal usy dèkhna.
Yè B kia sochna hai k hr waqat nadaan usy sochna,
Yè B kia dèkhna hai k hr simt pagal usy dèkhna.
Sham-E-Wada sahi dukh ziyada sahi phir B dèkho FARAZ,,
Aaj shab us ki furqat mèn kèh lo ghazal kal usy dèkhna...

Advertisement
·
1 Like ·
Apr 14, 2015 at 20:04
Category: love
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on

- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video