Poetry / Sad
Muzammil Shahzad
Wo silsile wo shoq wo nisbat nahi rahi,
Ab zindagi mèn hijr ki wèhshat nahi rahi,
Toota hai Jab sè uski masèèhaiè ka tilism,
Dil ko kisi masèèha ki hajat nahi rahi,
Phir yun hua k koi shanasa nahi raha,
Phir yun hua k dard mèn shiddat nahi rahi,
Phir yun hua k ho gaya masroof wo Bohat,
Aur hum ko yad karny ki fursat nahi rahi,
Ab kya kisi ko chahèn k hum ko to in dinon,,
Khud apny aap sè B mohbat nahi rahi...

Advertisement
·
1 Like ·
Apr 14, 2015 at 14:04
Category: sad
Latest Posts in poetry
- MasihaPosted by : Ghazal Noor on
- Hisab be hisabPosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- dunya k marePosted by : Ghazal Noor on
- Haqeeqat jaan lo bichad jaane se pehlePosted by : on
- Jasbaate ishq naakaam naa hone dengePosted by : on
- Tum nePosted by : Ghazal Noor on
- kahaniPosted by : Ghazal Noor on
- Anjany logPosted by : Ghazal Noor on
Sponored Video