General
Poetry / General
Moti See Chamak
moti see chamak
hai pyaar me,
ek baar hotaa hai
ye bahaar me,
koee to lamhaa
mere saath,
aa jaataa hai
intazaar me,
jee lete ham
bhee aise,
ek lamhaa milaa ho
sadiyo ko izahaar me.
hai pyaar me,
ek baar hotaa hai
ye bahaar me,
koee to lamhaa
mere saath,
aa jaataa hai
intazaar me,
jee lete ham
bhee aise,
ek lamhaa milaa ho
sadiyo ko izahaar me.
·
1 Like ·
Jun 22, 2015 at 18:06
Category: general
Poetry / General
Neend Aankho Ko Aatee Nahee
neend aankho ko aatee nahee
aakar bhee wo aatee nahee,
kab se hain baiThe intazaar me
har shaam ko wo aatee nahee
rahe jitne bekaraar unake liye
utne karaar me wo aatee nahee,
aane ko kahatee hai vo baat
magar baat zubaa pe aatee nahee.
aakar bhee wo aatee nahee,
kab se hain baiThe intazaar me
har shaam ko wo aatee nahee
rahe jitne bekaraar unake liye
utne karaar me wo aatee nahee,
aane ko kahatee hai vo baat
magar baat zubaa pe aatee nahee.
·
1 Like ·
Jun 22, 2015 at 05:06
Category: general
Poetry / General
Pyaar Agar Khudaa Se Ho To
pyaar agar khudaa se ho to
ibadat ban jaataa hai,
pyaar agar watan se ho to
Imaan ban jaataa hai,
pyaar agar maa se ho to
mamataa ban jaataa hai,
pyaar agar baap se ho to
farz ban jaataa hai,
pyaar agar daulat se ho to
fikr ban jaataa hai,
pyaar agar dost se ho to
misaal ban jaataa hai,
pyaar agar beevee se ho to
zindagee ban jaataa hai,
pyaar agar taaleem se ho to
gayaan ban jaataa hai.
ibadat ban jaataa hai,
pyaar agar watan se ho to
Imaan ban jaataa hai,
pyaar agar maa se ho to
mamataa ban jaataa hai,
pyaar agar baap se ho to
farz ban jaataa hai,
pyaar agar daulat se ho to
fikr ban jaataa hai,
pyaar agar dost se ho to
misaal ban jaataa hai,
pyaar agar beevee se ho to
zindagee ban jaataa hai,
pyaar agar taaleem se ho to
gayaan ban jaataa hai.
·
1 Like ·
Jun 21, 2015 at 08:06
Category: general
Poetry / General
Kabhi Waqt Mile To A Jao
Kabhi waqt mile to a jao
ham jheel kinare ja beithein
in sabz ruton k daman men
hum pyar ki khusboo mehkaein
in bikhray sabz nazaaron ko
hum ankhon men tasveer karen
patthar pe girtay paani ko
hum khuwabon se tabeer karen
iss waqt k doobtay suraj ko
hum chahat ki jageer karen
phir apney pyar k jadoo se
hum lamhon ko zanjeer karen
Kabhi Waqt Mile To A Jao !
ham jheel kinare ja beithein
in sabz ruton k daman men
hum pyar ki khusboo mehkaein
in bikhray sabz nazaaron ko
hum ankhon men tasveer karen
patthar pe girtay paani ko
hum khuwabon se tabeer karen
iss waqt k doobtay suraj ko
hum chahat ki jageer karen
phir apney pyar k jadoo se
hum lamhon ko zanjeer karen
Kabhi Waqt Mile To A Jao !
·
1 Like ·
Jun 21, 2015 at 02:06
Category: general
Poetry / General
Nadaan Qismat
hum kyon mayoos hain
kyon dard ka ehsas hai
har rah par, gumrah ho gaye
raaste mit gaye
laga k manzil mil gayi
par nahi abhi hain door
kyon aansoon nikal jate
shayaad naadan hai hamari kismat
kyon dard ka ehsas hai
har rah par, gumrah ho gaye
raaste mit gaye
laga k manzil mil gayi
par nahi abhi hain door
kyon aansoon nikal jate
shayaad naadan hai hamari kismat
·
1 Like ·
Jun 20, 2015 at 00:06
Category: general
Poetry / General
Muzammil Shahzad
Ye Jo Dasht E Dard Hai Ishq Ka
Ye Jo Dasht-E-Dard Hai Ishq Ka, Mujhy Is Se Koi Gila Nahi
Ye To Zindagi Ka asool Hai, Kabhi Apna Koi Hua Nahi,
Ye Jo Silsila Hai Ek Dard Ka, Ye Tohfa Yun Hi Mila Nahi
Tu Jisy Jan Kr Bhi Anjan Hai, Wo Raz Mai Ne Kaha Nahi,
Mujhy Apni Khabr To Hai Mgr, Teri Soch Ka Kuch Pata Nahi
Yè Jo Aansu Hai Meri Ankh Mein, Besbab Hi To Ye Baha Nahi,
Ye Sadaa Si Jo Hai Goonjti, Wo Lafz Tu Ne Kaha Nahi
Mera Jurm Hai Meri Sadgi, Meri Aur Koi Khataa Nahi,
Ye To Zindagi Ka asool Hai, Kabhi Apna Koi Hua Nahi,
Ye Jo Silsila Hai Ek Dard Ka, Ye Tohfa Yun Hi Mila Nahi
Tu Jisy Jan Kr Bhi Anjan Hai, Wo Raz Mai Ne Kaha Nahi,
Mujhy Apni Khabr To Hai Mgr, Teri Soch Ka Kuch Pata Nahi
Yè Jo Aansu Hai Meri Ankh Mein, Besbab Hi To Ye Baha Nahi,
Ye Sadaa Si Jo Hai Goonjti, Wo Lafz Tu Ne Kaha Nahi
Mera Jurm Hai Meri Sadgi, Meri Aur Koi Khataa Nahi,
·
2 Like ·
Jun 17, 2015 at 17:06
Category: general
Poetry / General
Humko Kabhi Na Rulana!
Mera mahboob kal tak tha mera diwana
Lekin kiyon ho gaya woh aaj mujh se begana
woh to is kadar tha mera deewana,
sukun mil jata tha usko,
sunakar mujhe apna afsana
koi baat nahi sanam,
Yeh to dekh raha hai Allaha aur sara zamana
Hum se dhoka karne ka,
kaise chukaogi ab harjana
Bahut jataya tha pyar jhoota,
aur loota mera khazana
Hum to ho gaye barbaad muhabbat mai
ab na karna,
hamari fikar aur na hi humko kabhi rulana.
Lekin kiyon ho gaya woh aaj mujh se begana
woh to is kadar tha mera deewana,
sukun mil jata tha usko,
sunakar mujhe apna afsana
koi baat nahi sanam,
Yeh to dekh raha hai Allaha aur sara zamana
Hum se dhoka karne ka,
kaise chukaogi ab harjana
Bahut jataya tha pyar jhoota,
aur loota mera khazana
Hum to ho gaye barbaad muhabbat mai
ab na karna,
hamari fikar aur na hi humko kabhi rulana.
·
1 Like ·
Jun 13, 2015 at 00:06
Category: general
Poetry / General
Tere Chehre Ka Rang Uda Kiyon Hai.
Tere Chehre ka Rang Uda kiyon hai.
To khud se Hi Juda Kiyon hai..
Nadan Hogi Jo Na Samjhe Baat Meri.
To Khud se Hi Sharmshar kiyon hai..
Mai janta hoon Meri Zindgi Tere Liye Kuch Nahi..
Lekin To Khud Se Hi Bezar Kiyon Hai.
Jab Tooda Dil Kisi ka Toone Muhabbat mai
Ab Uski Nazron se Sharmshar kiyon hai..
Baat Karne Ki Himmat Bhi Nahi Tujhmain
Ab tera Dil itna Lachar Kiyon hai...
To khud se Hi Juda Kiyon hai..
Nadan Hogi Jo Na Samjhe Baat Meri.
To Khud se Hi Sharmshar kiyon hai..
Mai janta hoon Meri Zindgi Tere Liye Kuch Nahi..
Lekin To Khud Se Hi Bezar Kiyon Hai.
Jab Tooda Dil Kisi ka Toone Muhabbat mai
Ab Uski Nazron se Sharmshar kiyon hai..
Baat Karne Ki Himmat Bhi Nahi Tujhmain
Ab tera Dil itna Lachar Kiyon hai...
·
1 Like ·
Jun 12, 2015 at 17:06
Category: general
Sponored Video