Jokes / Miscellaneous

Samreen Anjum

aik martaba pakistani fuji program banaty hain kay rat ku border cross kar kay jain gay aur sikhun main choon kay ziada tar name dlair singh rakhtay hain lehaza awaz lagain gay kay dalir singh samnay say awaz ai gi kay ahoo ji tu hum fire karain gay aur dailar singh khatam hu jai ga.sab pakistani fuji kahtay hain kay hum jain gay lehaza parchi dali jati hai aik fuji ka name nikalta hay wo rat ku border cross kar kay jata hay aur awaz lagata hi dalair singh .awaz ati hay ahoo ji pakistani fire karta hay dussss dalair singh kahtam. daily aik dalair singh katam huna shuru hu jatain hain.akhir tang akar sikh fuji program banatay hain kay pakistani ziada tar allah rakha name rakhty hain lehaza rat ku border cross kar kay jain gay aur awaz lagain gay allah rakha samnay say jawab ai ga kay ji sir fir kar kay allah rakha ku khutam kar dain gay.sab sikh aik dusray ku kahtain hain kay tum jaio bari mushkil say aik dalair singh tayyar huta hai aur rat ku border cross kar kay pakistan ki taraf ata hai aur awaz alga ta hai kay allah rakha samnay say awaz ati hai kay tusi koun jawab daita hi dalair singh samny say awaz ati hai dusssssssssssssssss
aur dlair sing ;;;;;;;;;;;;;;;;;;

Advertisement
· 1 Like · Aug 21, 2018 at 12:08
Category: miscellaneous
 

Latest Posts in jokes

Yahan Tak k ALLAH ka Hukm Aajaye
Posted by Abdullah Shahid
Posted on : Aug 15, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS