Jokes / Miscellaneous
Samreen Anjum
aik martaba pakistani fuji program banaty hain kay rat ku border cross kar kay jain gay aur sikhun main choon kay ziada tar name dlair singh rakhtay hain lehaza awaz lagain gay kay dalir singh samnay say awaz ai gi kay ahoo ji tu hum fire karain gay aur dailar singh khatam hu jai ga.sab pakistani fuji kahtay hain kay hum jain gay lehaza parchi dali jati hai aik fuji ka name nikalta hay wo rat ku border cross kar kay jata hay aur awaz lagata hi dalair singh .awaz ati hay ahoo ji pakistani fire karta hay dussss dalair singh kahtam. daily aik dalair singh katam huna shuru hu jatain hain.akhir tang akar sikh fuji program banatay hain kay pakistani ziada tar allah rakha name rakhty hain lehaza rat ku border cross kar kay jain gay aur awaz lagain gay allah rakha samnay say jawab ai ga kay ji sir fir kar kay allah rakha ku khutam kar dain gay.sab sikh aik dusray ku kahtain hain kay tum jaio bari mushkil say aik dalair singh tayyar huta hai aur rat ku border cross kar kay pakistan ki taraf ata hai aur awaz alga ta hai kay allah rakha samnay say awaz ati hai kay tusi koun jawab daita hi dalair singh samny say awaz ati hai dusssssssssssssssss
aur dlair sing ;;;;;;;;;;;;;;;;;;
aur dlair sing ;;;;;;;;;;;;;;;;;;
Advertisement
·
1 Like ·
Aug 21, 2018 at 12:08
Category: miscellaneous
Latest Posts in jokes
- Bachey Ke Sharafat Posted by : anam lateef on
- Please Laugh At My Joke Its Not Good But U Understand ........ Posted by : bushra shah on
- Agar Duniya Main Pani Na Hota To. Posted by : asiah rahi on
- Branches Posted by : Abdul Sattar on
- Sher Aur Main Posted by : bilal ahmed khan on
- aik pagalPosted by : hira chaudhry on
- Ghalti Posted by : nadeem moti on
- Ghalti Posted by : nadeem moti on
- General Musharuff And Vajpayee Posted by : shahida malik on
- Aak Admi Hear Dreser Say Khata Ha Posted by : saiqa bukhari on
Sponored Video