Islam / Ahadith

Ijunoon

Gussa Peenay Wala Jannat Mein Jayega

hazrat abu darda R.A se riwayat hai keh nabi kareem SAWW ne farmaya:
gussa nah kar, tairay liye jannat hai

(tabrani)

#hadith

· 1 Like · Jan 16, 2013 at 19:01
Category: ahadith Tags: Jannat
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Mout Par Sabar Karnay Walay Ki Jaza Jannat Hai

hazrat imam abu imama R.A se riwayat hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
ae ibn e adam agar tunay sadma kay foran baad sawab ki niyat se sabar kiya to mein teri jaza kay liye jannat pasand karooga

(ibn e maja)

#hadith

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 19:01
Category: ahadith Tags: Jannat
 
Advertisement
Islam / Ahadith

Ijunoon

Allah Ki Raza Kay Liye Deen Ka Ilm Hasil Karnay Wala Jannat Kay Rastay Par Hai

hazrat abu huraira R.A re riwaya hai kay jo shakhs deeni ilm hasil karnay kay liye nikalta hai Allah taala us ki jannat ka rasta asaan farma dete hain

(Muslim)

#hadith #sahihmuslim

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 19:01
Category: ahadith Tags: Allah Jannat
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Subh O Sham Sayyad Al Astaghfar Parhnay Wala Jannat Mein Dakhil Hoga

hazrat shaddad bin aous R.A se riwaya hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
jo shakhs yaqeen kay sath din kay waqt sayyad al astaghfar parhay ur sham se pehle fout ho jaye wo jannati hai, aur jo raat ke waqt yaqeen kay sath parhay aur subh se pehle fout ho jaye to jannati hai

(bukhari)

#hadith #sahihbukhari

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 12:01
Category: ahadith Tags: Jannat
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Nabi Kareem Sal Allahu Alaihi Wa Sallam Ki Ataat Karnay Walay Jannat Mein Jayenge

hazrat abu huraira R.A se riwayat hai kay nabi kareem SAWW ne farmaya:
meri tamam ummat jannat mein jayegi magar jiss ne inkar kiya (jannat mein dakhil nahee hoga) sahaba karam R.A ne arz kiya kya ya Rosool Allah SAWW kiss ne inkaar kiya? Aap SAWW ne farmaya: jis ne meri ata-at ki wo jannat mein dakhil hoga aur jis ne nafarmani ki goya uss ne inkaar kiya

(bukhari)

#hadith #sahihbukhari

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 12:01
Category: ahadith Tags: Allah Jannat
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Bila Shuba Intehai Khushbakht Hai

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 11:01
Category: ahadith
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Iman Aur Akhlaaq

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 11:01
Category: ahadith
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Betian Uss Kay Baap Kay Liye Jahannum Se Rukawat Hongi

hazrat Aisha R.A farmati hain
rasool ek akram SAWW ne farmaya:
jo shakhs betion ki waja se azmaya gaya aur uss ne iss par sabar kiya to betian iss (baap) kay liye (aag) jahannum se rukawat hongi.

timizi shareef

#hadith

· 1 Like · Jan 15, 2013 at 09:01
Category: ahadith
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Padosion Ko Apnay Hath Aur Zuban Ki Takleef Se Mehfooz Rakhna

abu huraira R.A se riwayat hai kay Rasool e Akram SAWW ne irshaad farmaya kay: jo Allah aur aakhrat kay din par iman rakhta ho aur apnay parosi ko (kisi bhi qisam ki) takleef na pohanchaye. aur jo Allah aur aakhrat kay din par iman rakhta ho uss kay liye lazim hai kay wo mehmaan ka ikraam karay, aur jo Allah aur aakhrat kay din par iman rakhta ho usay chahiye kay achi baat bolay aur chhup rahay.

bukhari o muslim

#hadith

· 1 Like · Jan 14, 2013 at 23:01
Category: ahadith Tags: Pados
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Behtareen Shadi

nabi kareen SAWW ne farmaya:
behtareen shadi woh hai jo sadgi aur asani se anjaam paye

#hadith />

· 1 Like · Jan 14, 2013 at 11:01
Category:
ahadith
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Mehboob Dost Kay Deen Par

nabi kareem sal allah alyhe wasalam ne farmaya :
ensaan apnay mahboob dost ke deen par hota hai to tumhein chahiye k ghore karo kis say dosti kar rahe ho.
sunan abbu dawood 4833 jild 4‬

#hadith #abudawood />


· 1 Like · Jan 14, 2013 at 09:01
Category:
ahadith Tags: Dost
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Jab Tumhara Koi Fote Ho Jaye

nabi kareem SAWW ne farmaya :
jab tumhara koi fot ho jaye to usay chhor do aur is ki aib joi mat karo.

sunan abbu dawood 4899 jild 4‬

#hadith #abudawood />



· 1 Like · Jan 14, 2013 at 09:01
Category:
ahadith
 
Islam / Ahadith

Ijunoon

Khareednay Walay Aur Bechnay Wala

· 1 Like · Jan 01, 2013 at 14:01
Category: ahadith
 
panjabi student k sentencess.
Posted by samreen qaisar
Posted on : Nov 20, 2018

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS