#hadith
Islam / Ahadith
Muzammil Shahzad
Jumma K Din Ghusal Karna Mustahib Hai
Hazrat Abdullah Bin Umar R.A se riwayat hai k Rasool ALLAH S.A.W.W ne farmaya: k tum mai se jab koi jumma ki namaz k liye aana chahe to usay ghusal kar lena chahiye.
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Jumma, Baab: 1, Hadith: 877)
#hadith #sahihbukhari
/>
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Jumma, Baab: 1, Hadith: 877)
#hadith #sahihbukhari
/>
·
3 Like ·
Apr 03, 2014 at 17:04
Category: ahadith
Advertisement
Islam / Ahadith
Muzammil Shahzad
Torro Nahi Jorro
Hazrat Abbu Huraira R.A bayan karte hain k Nabi Kareem S.A.W.W ne farmaya: Rehm (rishta daari) ka taaluq Rehman se jura hua hai, pas jo koi is se apne aap ko jorta hai ALLAH paak ne farmaya k mai bhi us se apne se jorr leta hun aur jo koi usay torta hai mai bhi apne aap se us ko torr leta hun.
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Adab, Baab:13, Hadith: 5988)
#hadith #shahihbukhari
/>
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Adab, Baab:13, Hadith: 5988)
#hadith #shahihbukhari
/>
·
2 Like ·
Apr 03, 2014 at 16:04
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Muzammil Shahzad
Padosi Ka Haq
Hazrat Ayesha R.A se Riwayat hai k mai ne poocha: Ya Rasool ALLAH (S.A.W.W)! Mere Do parosi hain un dono mai se kis k paas hadiya bhejon? Aap (S.A.W.W) ne farmaya ji ka darwaza tujhse ziada qareeb ho.
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Shafa, Baab:3, Hadith: 2259)
#hadith #sahihbukhari
(Sahih Bukhari, Kitab-ul-Shafa, Baab:3, Hadith: 2259)
#hadith #sahihbukhari
·
1 Like ·
Apr 02, 2014 at 16:04
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Ijunoon
Isqaat E Hamal(abortion) Karana Zinda Dafan Karna Hai
·
4 Like ·
Mar 26, 2014 at 04:03
Category: ahadith
Islam / Ahadith
Ijunoon
Takabbur, Khayanat, Qarz Se Paak Shakh Jannat Mein Jayega
hazrat soyan R.A se riwaya hai kay Rasool e Akram SAWW ne farmaya:
jo shakhs takabbur khayanat aur qarz se paak mara woh jannat mein dakhil hoga.
(Tirmizi, ibn e maja)
#hadith
jo shakhs takabbur khayanat aur qarz se paak mara woh jannat mein dakhil hoga.
(Tirmizi, ibn e maja)
#hadith
·
2 Like ·
Mar 01, 2013 at 15:03
Category: ahadith
Tags: Jannat
Islam / Ahadith
Ijunoon
Azan Ka Jawab Denay Wala Jannat Mein Dakhil Hoga
abu huraira R.A se riwayat hai kay Rasool akrm SAWW kay sath thay, hazrat bilal R.A kharay huay aur azan di, jab hazrat Bilal R.A khamosh huay to aap SAWW ne farmaya: jiss ne moazzan jaisay kalmaat yaqeen kay sath dohraye woh jannat me jayega (Nasai).
#hadith
#hadith
·
3 Like ·
Feb 15, 2013 at 01:02
Category: ahadith
Tags: Jannat
Sponored Video