iJunoon Archives
Jokes / Miscellaneous
Shahbaz Ishaq
W0 Tamam Gunaah
A RAB hamare W0 Tamam Gunaah Muaaf Farma.!
jinKi Wajah Sy hamari Shadi RUKI Huwi Hy
(Aameen)
Note :shadi shuda Afraad "RUKI" Nikaal K Parhen.
jinKi Wajah Sy hamari Shadi RUKI Huwi Hy
(Aameen)
Note :shadi shuda Afraad "RUKI" Nikaal K Parhen.
·
1 Like ·
Feb 06, 2018 at 22:02
Category: miscellaneous
Poetry / General
Samra Mushtaq
Tum Ko Shohrat Ho Mubarak Hamien Ruswa Na Karo
Tum ko Shohrat Ho Mubarak Hamien Ruswa Na Karo..
Khud Bhi Bik Jao Gay Ek Roz Ye Soda Na Karo..
Shoq Say Parda Karo Parda Hay Wajib Lekin..
Meri Qismat K Andheroon Mien Izafa Na Karo..
Choom Lene Do Rukh-e-yar Ko Je Bhar Ke Humein,
Zindagi Pyar Hai Tum Pyar Se Humein Roka Na Karo..
Koshihien Karny Say Haalaat Badal Jaty Hien....
Khud Bigari Huwi Taqdeer Ka Shikwa Na Karo..
Khud Bhi Bik Jao Gay Ek Roz Ye Soda Na Karo..
Shoq Say Parda Karo Parda Hay Wajib Lekin..
Meri Qismat K Andheroon Mien Izafa Na Karo..
Choom Lene Do Rukh-e-yar Ko Je Bhar Ke Humein,
Zindagi Pyar Hai Tum Pyar Se Humein Roka Na Karo..
Koshihien Karny Say Haalaat Badal Jaty Hien....
Khud Bigari Huwi Taqdeer Ka Shikwa Na Karo..
·
4 Like ·
Feb 06, 2018 at 20:02
Category: general
Jokes / Miscellaneous
Shahbaz Ishaq
Train Kabhi Panchar Nahi Hoti
"Zindagi mein ek baat hamesha yaad rakhna...
K TRAIN kabhi Panchar nahi hoti..!
(.")/ Wah
<)l Ustaad
/\ -Wah kitni gehri baat kar di
K TRAIN kabhi Panchar nahi hoti..!
(.")/ Wah
<)l Ustaad
/\ -Wah kitni gehri baat kar di
·
1 Like ·
Feb 06, 2018 at 14:02
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Shaista Anam
Door Aa Bethi Thi Zamane Se
Door aa bethi thi zamane se
phir bhi duniya satane aa puhnchi
dil ki veraani pe hairaan thi abhi
ke khizaan gul churane aa punchi
sang-zani jab thami tu chalne ko
khaar rasta sajane aa puhnchi
dil ne jab saaz dard ka cheera
aankh aansoo bahane aa puhnchi
din ki vehshat se bach ke nikli thi
raat nindiya churane aa puhnchi
pur-sakoon main hui tu lamhoon mein
yaad teri satane aa puhnchi...
koi humdam na mila tu main khud
rasm-e-duniya nibhane aa puhnchi
main bhi gul ke astane per
apni bighri banane aa puhnchi!
phir bhi duniya satane aa puhnchi
dil ki veraani pe hairaan thi abhi
ke khizaan gul churane aa punchi
sang-zani jab thami tu chalne ko
khaar rasta sajane aa puhnchi
dil ne jab saaz dard ka cheera
aankh aansoo bahane aa puhnchi
din ki vehshat se bach ke nikli thi
raat nindiya churane aa puhnchi
pur-sakoon main hui tu lamhoon mein
yaad teri satane aa puhnchi...
koi humdam na mila tu main khud
rasm-e-duniya nibhane aa puhnchi
main bhi gul ke astane per
apni bighri banane aa puhnchi!
·
1 Like ·
Feb 06, 2018 at 14:02
Category: sad
Articles / Featured
Ijunoon
Nabeena Afraad Ko Tennis Sikhane Ka Aghaz
ٹینس ایک ایسا کھیل ہے جس میں نگاہ اور دماغ دونوں کا استعمال ہے لیکن امریکہ میں اب نابینا افراد کو بھی ٹینس سکھانے آغاز کر دیا گیا ہے۔ بینائی سے محروم افراد کے لیے اس کھیل میں خصوصی طور پر تیار کردہ ری...
مزید پڑھیں
·
1 Like ·
Feb 06, 2018 at 09:02
Category: featured
Poetry / General
Rumana Shahzad
Zaahir Main Jo Karta Hai Barre Pyaar Ki Batain
Zaahir main jo karta hai barre pyaar ki batain
Andar se wohi shakhss hamara nahin hota
Andar se wohi shakhss hamara nahin hota
·
3 Like ·
Feb 06, 2018 at 08:02
Category: general
Jokes / Miscellaneous
Shahbaz Ishaq
Best Police Is Pakistani Police
BEST Police is Pakistani Police
MotorCycle Wala:
Mere kaghzat to pore hain
Phir 50 rupy kyn dun?
Police:
DOUBLE SAWARI Khul gai he to tu akela q ja rha hai
MotorCycle Wala:
Mere kaghzat to pore hain
Phir 50 rupy kyn dun?
Police:
DOUBLE SAWARI Khul gai he to tu akela q ja rha hai
·
3 Like ·
Feb 06, 2018 at 07:02
Category: miscellaneous
Sponored Video