Social Wall / Photos

Shaista Anam

Berozegaar It Professional

· 2 Like · Aug 01, 2018 at 04:08
Category: photos
 
Poetry / General

Shagufta Yasmeen

Yeh Hum Jo Roz Uthatey Hain Apni Hi Lashain

Yeh hum jo roz uthatey hain apni hi lashain,
Kisi qalam se yeh manzooriyan to hoti hain..

· 0 Like · Aug 01, 2018 at 01:08
Category: general
 
Jokes / Miscellaneous

Fahad Yousuf

AIK ANDHA HOTA HAI BECHARA...

AIK ANDHA LARKA APNE STREET MEI HAR GHAR MEI CHALA JAYA KARTA THA ITAFAK SAY AIK 35YEARS KEE ORAT BHE ISS KE STREET MEI REHTE THEE WOO USS KO AUNTEE KEHTA THA USS LARKY KEE APNE AGE 20 KE HOTE HAI.WOO LARKA TAKREEBAN WEEK MEI DOO MARTBA USS AUNTEE KAY GHAR JATA THA BCOZ WOO ANDHA THA TO WOO AUNTEE ITNA PARDAY KA KHIAL NAHI KARTE THEE..AIK DIN WOO LARKA BOHAT KUSH THA WOO APNE KUSHE KEE WAJA USS AUNTEE KO BATANE JATA HAI ITAFAK SAY AUNTEE NAHA RAHI HOTE HAI JAB WOO DEKHTE HAI KAY WOO ANDHA LARKA AYA HAI TOO UNDRESS HE DOOR KHOL KAY KHETE HAI ANDER AA JAO WOO KEHTA HAI AUNTEE AAJ MEI BOHAT KUSH HON WOO KEHTE HAI PEHLY TOM KUCH KHAO PEO PHIR BATANA KUN KUSH HO YAAD RAHY AUNTEE STILL UNDRESS HAI OOR WOO USS LARKY KO KHANA PESH KARTE HAI WOO KEHTA HAI AUNTEE MERE BAAT TO SONAIN WOO KEHTE HAI KAY PEHLY KUCH PEE LOO PHIR BATANA KHAIR JANAB ADHE GHANTE KEE KHIDMAT KAY BAAD AUNTEE POCHTE HAIN KAY ABB BATAO TOM ITNA KUSH KIUN HO TO WOO ANDHA LARKA KEHTA HAI KAY OPERATION SAY MERE ANKHAIN THEEK HO GAIN HAIN OOR ABB MEI DEKH SAKTA HON ISS PAY AUNTEE JALDE JALDE KAPRAY DHONDTE HAIN PEHNANY KAY LIYE HEHEHEHE...

· 1 Like · Jul 31, 2018 at 21:07
Category: miscellaneous
 
Social Wall / Text

Ureeda Tehreem

Bhook Woh Wahid Cheez Hai Jo Insaan Ki Izzat E Nafs Ko Khatam Kardeti Hai

zindagi mein baaz mauqay aisay bhi atay hain jab izzat e nafs ki dhajiyan urr jati hain aur ensaan zameer ke agay be bas majaboor hojata hai. bhook woh wahid cheez hai jo ensaan ki izzat e nafs khatam kardeti hai ?




· 5 Like · Jul 31, 2018 at 18:07
Category: text
 
Poetry / Love

Farooq Ahmed

Sham Ke Sanvale Chehare Ko Nikhara Jaye

Sham ke sanvale chehare ko nikhara jaye
kyon na sagar se koi chand ubhara jaye
ras aaya nahi taskin ka sahil koi
phir mujhe pyas ke dariya mein utara jaye
meharaban teri nazar, teri adayen qatil
tujh ko kis naam se ae dost pukara jaye
mujhko dar hai tere wade pe bharosa karake
muft mein ye dil-e-khushafaham na mara jaye
jisake dam se tere din-rat darakhshan the qateel
kaise ab us ke bina waqt guzra jaye.

· 3 Like · Jul 31, 2018 at 18:07
Category: love
 
Jokes / Miscellaneous

Ameera Gul

Coins Mere Say Lay Lain Magar Silsla Jari Rakhin..

AIK LARKEE THORE SEE MOTE HOTE HAI OR WOO APNA WAZAN AISE MACHINE SAY KARTE HAI JISS MIE AIK MARTBA WAZAN KARNE KAY LIYE AIK SIKKA(COIN)DALNA PARTA HAI JO KAY CURRENCY COIN HOTA HAI.WAZAN KARTY WAKAT LARKE KO MALOOM HOTA HAI KAY MACHINE WAZAK KUCH ZIADA BATA RAHI HAI TO WOO APNE JACKET OTARTE HAI OR MACHINE MEI COIN DAL DETE HAI DOBARA WAZAN KARWANY KAY LIYE MAGAR WAZAN PHIR ZIDA HE MALOOM HOTA HAI TO WOO LARKE APNE JARSE OTAR DETE HAI OR PHIR COIN DALTE HAI PHIR WAZAN KARTE HAI MAGAR WAZAN BADASTOOR ZIADA HE REHTA HAI ISE TARHA SILSLA JARE REHTA HAI WOO AIK AIK KAPRA OTAR KAY WAZAN KARTE HAI MAGAR WAZAN MEI KUCH KHAS KAME NAHI ATI USS KAY JISAM PAY KUCH HE KAPRY BAKI REH JATE HAI YANE HALF NANGE HO JATE HAI TO ISS DORAN OSS KAY PASS COIN KHATAM HO JATE HAI WOO KEHTE HAI OHH HOO COINS TO KHATAM HO GAYE ITNE DEER MEI AIK ADME JO YHE SARI SITUATION DEKH RAHA HOTA HAI BOHAT MAZY SAY KEHTA HAI KHATOON AAP COIN MERE SAY LAY LAIN OR WAZAN KARNY KA SILSLA JARI RAKHIN..
HEHEHEHEH

· 1 Like · Jul 31, 2018 at 14:07
Category: miscellaneous
 
Articles / Featured

Ijunoon

Logon Ko Dang Kar Daine Wali Anokhi Ghaar

دنیا کی سب سے انوکھی غار کی سیر کریں جس میں داخل ہوتے ہی آپ کو بالکل ایسے لگے کہ آپ کسی پریوں کے دیس یا طلسم کدہ میں پہنچ گئے ہیں۔ تاہم زیادہ خیالوں میں گم نہ ہوں درحقیقت یہ انوکھی غار اسی دنیا میں م...
مزید پڑھیں

· 1 Like · Jul 31, 2018 at 13:07
Category: featured
 
Poetry / Sad

Shahida Malik

Shabab Aaya Kisi But Par Fida Hone Ka Waqt Aaya

Shabab aaya kisi but par fida hone ka waqt aaya
meri duniya mein bande ke khuda hone ka waqt aaya
unhen dekha to zahid ne kaha iman ke ye hai
ki ab insan ko sajada-rava hone ka waqt aaya
takallum ke khamoshi kah rahi hai harf-e-matalab se
ki ashk-amez nazron se ada hone ka waqt aaya
khuda jane ye hai auj-e-yaqin ya pasti-e-himmat
khuda se kah raha hun nakhuda hone ka waqt aaya
hamen bhi aa pada hai doston se kam kuch yani
hamare doston ke bevafa hone ka waqt aaya.

· 0 Like · Jul 31, 2018 at 10:07
Category: sad
 
Jokes / Miscellaneous

Memoona Aqeel

Pagal

aek din pagal khane se sare paglon ko jahaz men liya jata he to jahaz men sare pagal shor aur masti karte hen to jahaz la balens out hone lagta he to aek poilet dosre poilet se kehta he ke yaar tum zara adar jake sare paglon ko chup karauo kiyon dar lag raha he khain girr na jain poilet jub ander jata he he to wobhi bohat chilaya magar usko koi jawab nahin deta sirff aek pagal akhbar padh raha hota he jiska naam asad hota he use kehta he ke yaar tum mujhe sayane lag rahe ho tum in sabhko chup karwao kahen hum girr na jain to wo pagal kehne laga ke sir aap befiqer ho ke beth jauo men in sab ko chup karawon ga ...... khuchi-e-minut jahaz phirr sahi tareeke se ud ne lagata he poilet sochne lagta he ke kiya baat he yaar itna sanata kiyon ho gaya he wo phirr se andar jata he to dekhta he ke jahaz men koi nazar nahin ata he sirf wo akhbar wala pagal hota poilet us se kehta he ke yaar dossre log kahan hen (pagal):..sirr mene unse bohat kaha ke chup hojauo hum gir jain ge lekin koi baat he nahn maan raha tha is liye mene sab ko kaha he tum log bahar jake khelo mujhe tang mat karo ......hehehehehehehe

· 1 Like · Jul 31, 2018 at 06:07
Category: miscellaneous
 

Random Post

Sponored Video

New Pages at Social Wall

New Profiles at Social Wall

Connect with us


Facebook

Twitter

Google +

RSS