iJunoon Archives
Jokes / Miscellaneous
Asma Altaf
eak dafa ka zikar hay kay char (4) larkain bathian karr rahey hootey hain........
eak dafa ka zikar hay kalarkey kahtey hay ,main brown colour ki sarhey phanoon gey kuin kay marey (husband)kay baal brown hain ,duskey larkey khetey hay main too laal colur key sarhey phanoon ghey kuin kay marey main kay baal laal hain , tessrey kheytey hay maim too kaley sarey panhoon gey kuin kay marey main kay baal kaley hain aur jess larkey ki sahdey hoo rhey hooty hay woo khatey hay main koon see sarey phanoon gey mara too main ganja hay..
·
2 Like ·
Sep 21, 2018 at 08:09
Category: miscellaneous
Quotes / Urdu Quotes
Babar Ali
Gheebat Ek Bara Gunah
gheebat ek bara gunah hai, gufthu kartay huay khayal rakhay ke kahi aap kisi ki gheebat to nahe kar rahay
·
4 Like ·
Sep 21, 2018 at 08:09
Category: urdu-quotes
Quotes / Urdu Quotes
Mooria Ul Ain
Khuda Se Raabta
·
3 Like ·
Sep 21, 2018 at 03:09
Category: urdu-quotes
Social Wall / Text
Hafiz Usman
Tum Ne Jab Mera Dil
tum ne jab mera dil tukrey tukrey kar k phek diya..
hum ne ussi dil k har tukrey se tujhey #pyaar diya!..
#poetry
hum ne ussi dil k har tukrey se tujhey #pyaar diya!..
#poetry
·
4 Like ·
Sep 21, 2018 at 03:09
Category: text
Quotes / Urdu Quotes
Luqman Mali
Mumkin Namumkin
·
2 Like ·
Sep 20, 2018 at 23:09
Category: urdu-quotes
Jokes / Miscellaneous
Urooj Zahed
Name
Sikary nay appnay mulazim say poucha?""ham is janvarka kia name rakayin jis per ham nay goli chalai hai mulazimnay jahrion main ja kar dehka or wapes a kar bataya sahabwa janvar appna name elim dine bata raha hai:
·
4 Like ·
Sep 20, 2018 at 23:09
Category: miscellaneous
Poetry / Sad
Urooj Imran
Maseeha Ho??
MASEEHA ho??
Tabhi jazbaat ki dharkan ko fauran jaan lety
ho!
Kabhi alfaz ki nabzon ko apni narm sanson sy
choo kr bhool jaty ho!!
K in lafzon k seeny mein bhi akhir DIL
dharakty hain
Suno!
ye baat krty hain,
Ruko!
aawaz dety hain
Ye Jazbay saans lety hain
To jb tum door jaty ho
Jb inko bhool jaty ho
To dharkan rooth jati hy
To nabzein doob jati hain
Ye sansein toot jati hain
MASEEHA ho...
to phir inko shifa tum kyun nahi dety.
Tabhi jazbaat ki dharkan ko fauran jaan lety
ho!
Kabhi alfaz ki nabzon ko apni narm sanson sy
choo kr bhool jaty ho!!
K in lafzon k seeny mein bhi akhir DIL
dharakty hain
Suno!
ye baat krty hain,
Ruko!
aawaz dety hain
Ye Jazbay saans lety hain
To jb tum door jaty ho
Jb inko bhool jaty ho
To dharkan rooth jati hy
To nabzein doob jati hain
Ye sansein toot jati hain
MASEEHA ho...
to phir inko shifa tum kyun nahi dety.
·
1 Like ·
Sep 20, 2018 at 22:09
Category: sad
Sponored Video