Tag: Bhool
Sms / Eid Mubarak
Shahbaz Ishaq
Mubarak Ho Tuje Yeh Eid Ul Azha
Aaj se Aamire Garibi ka fasle na rahe,
Har Insan ek duje ko aapna bhai kahe,
Aj sob kuch bhool ka aa gale lag ja,
Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.
Har Insan ek duje ko aapna bhai kahe,
Aj sob kuch bhool ka aa gale lag ja,
Mubarak ho tuje yeh EID-UL-AZHA.
·
1 Like ·
Nov 01, 2011 at 10:11
Category: eid-mubarak
Tags: Bhool Mubarak
Sms / Sorry
Shahbaz Ishaq
Sabab Judai
Sabab Judai Ka Kuch To Batao Mujhay
Phir Chahay Dil-O-Jaan Say Satao Mujhay
Chalo Ye Mana K Fursat Nahe Tumhay
Magar Ye Lazim To Nahe K Bhool He Jao Mujhay
Phir Chahay Dil-O-Jaan Say Satao Mujhay
Chalo Ye Mana K Fursat Nahe Tumhay
Magar Ye Lazim To Nahe K Bhool He Jao Mujhay
·
1 Like ·
Oct 22, 2011 at 11:10
Category: sorry
Tags: Bhool
Advertisement
Sms / Friendship
Shahbaz Ishaq
Zindagi Lehar Thi
Zindagi lehar thi aap shail hue,
Na zane kaise hum se bhool hue,
Aur hum aapki dosti ke kabil na hue,
Na bhulenge hum uss haseen pal ko,
Jab aap hamari choti se duniya mein shamil hue.
Na zane kaise hum se bhool hue,
Aur hum aapki dosti ke kabil na hue,
Na bhulenge hum uss haseen pal ko,
Jab aap hamari choti se duniya mein shamil hue.
·
1 Like ·
Oct 04, 2011 at 10:10
Category: friendship
Tags: Bhool
Sms / Friendship
Shahbaz Ishaq
Bhool Se Koi Bhool Hui To
Bhool se koi bhool hui to
bhool samajh kar bhool jana.
Are' bhoolna sirf bhool ko,
bhool se bhi hame na bhulana.
bhool samajh kar bhool jana.
Are' bhoolna sirf bhool ko,
bhool se bhi hame na bhulana.
·
2 Like ·
Jul 02, 2011 at 08:07
Category: friendship
Tags: Bhool
Sms / Golden Words
Shahbaz Ishaq
Ziada Khana
Ziada khana bhi aik bimari hai... (Hazrat Usman) Khamoshi gussay ka behtreen ilaaj hai... (Hazrat Usman) Aisay shaks ko dost rakho jo naiki kar kay bhool jaye... (Hazrat Junaid Baghdadi) Mard ki seerat dekho uski soorat par na jao... (Hazrat Junaid Baghdadi)
·
1 Like ·
Jun 27, 2011 at 09:06
Category: golden-words
Tags: Bhool
Sms / Ghazal
Shahbaz Ishaq
Udas Dil Ki Veraniyon Men
Udas dil ki veraniyon men bikhar gay hen gulab sary,
ye meri basti se kon guzra nikhar gay hen gulab sary,
wo door tha to haqeeqaton par saraab ka ik guman sa tha,
wo paas hai to gumaan hai k haqeqten hen saraab sary,
najane kitni shikaytain thin najane kitny gilay thay un say,
jo un ko dekha to bhool bathey swal sary jawab sary,
jo wo na hota to kis tarah meri soch ko phir haroof milte,
bas 1 hi zat ne diye hen kitaab ko meri baab saray.

May 18, 2011 at 10:05
Category: ghazal
Tags: Bhool Dil
Sms / Break Up
Shahbaz Ishaq
Tum Mujhe Bhool Kar To Dekho
Tum mujhe bhool kar to dekho
Har khushi routh jayegi
Jab akele tum baithogi
Khud-ba-khud meri yaad aayegi
Sheeshe ke gharon main dekho to
Putther dil wale buste hain
Jo pyar ko khail samajhte hain
Aur tor ke dil ko haste hain
Kash khushiyon ki koi dukan hoti, hume v usko pehchan hoti, bhar dete aapk daman khushiyon se, kimat uski chahe meri jaan hoti

Apr 28, 2011 at 13:04
Category: break-up
Tags: Bhool
Sms / Love

Vijay
Nenden B Mere

neenden b meri ankhon se churata he wohi shakhs
so jaon to khabon me satata hai wohi shakhs
har zakham dia jisny wo koi aur nahi hai
har zakham pe marham b lagata he wohi shakhs
weeran b rakhta hai shab.o.roz wo mjhe
kamre me mere phool b sajata he wohi shakhs
yun to wo mjhe yaad kiya krta he aksar
jab chahe magar bhool b jata he wohi shakhs
tore b mjhe aur bikhare b zameen par. Mani.
Phr kirchiyan b mere uthata he wohi shakhs

Apr 25, 2011 at 08:04
Category: love
Tags: Bhool
Sms / Flirt
Shahbaz Ishaq
Usne Kaha, Maine Kaha
Usne Kaha Tum Mein Pehli Si Baat Nahi,
Maine Kaha Insan Hun Koi Science Ki Ejad Nahi,
Usne Kaha Ab Bhi Kisi Ki Ankhon Mein Doob Jate Ho?
Maine Kaha Ankhen Hein Koi Talaab Nahi,
Usne Kaha Q Itna Toot K Chaha Mujhe,
Maine Kaha Dimagh Se Paidal Tha or Koi Asbab Nahi,
Usne Kaha Kya Mein Bewafa Hun?
Maine Kaha Tu Itna Dhokay Baaz Hai Jiska Koi Hisab Nahi,
Usne Kaha Bhool Ja Mujh Ko,
Maine Kaha Array Tu Hai Kon Mujhe To Ye B Yaad Nahi;-)..!!

Apr 21, 2011 at 11:04
Category: flirt
Tags: Bhool
Sponored Video